The Daughter Of Fire

627 38 27
                                    

"Priya! Meera! Sitara! Kahan Ho Tum teenon, pura Raj Mahal Chhan Maar liya maine." Said Divyansh as he ran towards the main entrance, he finally stopped and took in deep breaths.

" bhratashri, Ham teenon Mandir se Laut rahe hain," said Meera in a duh tone but before Divyansh could say anything Sitara said," Bhratashri yah Lijiye Prasad, aur andar chal gaya main Shanti se bataiye ki baat kya hai."
The 4 of them head inside and quickly settle down.

" to baat aisi hai ki Hamare mamashri
Drupad ne Ek Mahayagya Kiya aur unko usse ek Putra Drishtidyumna aur ek Putri Draupadi prapt Hui hai, aur Maharaj Drupad Vasudev Krishna se Charcha ke bad yah nirnay liya hai ki vah Draupadi ko Kuchh Samay Khele hamare pass Shiksha Grahan karne ke liye bhejne Wale Hain."

" oh my bloody God!" Mira screamed through their mind link." We are going to meet the legendary Yagyaseni Draupadi."

" Meera, Meri Pyari Bahana Mujhm per Ek Kripa Karo aur Aise abhadra shabdon Ka prayog Na Karo." Said Krishna tired of Meera and her habit of cursing

" Tum donon chup ho jao!" Sitara said angrily.

"aye aye, captain!/ Jo agaya, Priye!"

" tum teenon meri baat Sun bhi rahe ho ya nahin."

" ji bhrata Ham Sab sun rahe hain.
Kitna maja aaega na Jab Hamare mama Ki Beti Hamare Sath Aakar Rahegi." said priya innocently

" vah Baat To Hai."

" bhratashri, vah kab tak Aaegi?" asked Sitara

" use aane mein lagbhag 2 Saptah lag jaenge. Ab baten bahut ho gai Tumse ab Apne Apne kam per jao aur Sitara Tum Mere Sath aao."

" Jaisa aap Chahe bhratasri."

___________________________________________

Divyansh study,

" Sitara, Mujhe Krishna ka Patra aaya tha. Krishna Mera Gurukul ka Sakha hai aur jab vah Kuchh Kahta Hai To vah vyarth Ki baten Nahin, Krishna ka Kahana hai ki Drupad, Panchali ko acche se nahin Rakhta, apni Kisi bhi Putri ko acche se nahin Rakhta.
Panchali ne Janm lene ke bad se ek Sukhi Kutumb ka Anubhav Nahin liya hai, aur use Janm Lekar abhi Keval Ek mah bhi nahin Hua Hai,
isiliye Agar Main Tumse Jyada nahin mang raha to kya tum Kuchh Samay ke liye uski Mata Ban sakti ho?"
He said this and closed his eyes tightly because he expected his sister to throw something at him

" kya hua bhratashri? aap itne bhaybhit Kyon lag rahe ho? Aur jahan tak baat Rahi Kuchh Samay ke liye uski Mata banne Ki to mujhe yah Saharsh swikar hai, Ab boliye mat Gurukul Mein Apni Chhoti bahanon ka Mata Bankar Maine hi Dhyan Rakha Hai, aap Panchali Ki Chinta bilkul mat kijiye." She said calming her brother down.

" Mujhe use bacchi ki Kitni Chinta ho rahi hai Tumhen is baat ka andaza bhi nahin hai Sitara. Tumhen pata hai Drupad to uska abhi se Swayamvar Karne Chala tha, vah to Krishna hai unko roka Nahin to Unki to Buddhi Hi bhrasht Ho Chali the, chalo main Tumhen Jyada der tak apne pass Nahin rakhunga Kyunki Tumhen to Aur Bhi kam Honge, abhi main chalta hun."
He paced around the study before he finally placed a kiss on Sitara'sforehead and left.

Sitara was about to leave when she heard a voice talk in her head

" kshma karna Priye!
Tumse Bina Puche tum per Itni Badi jimmedari de di."

She started walking towards the stables as she replied to Krishna," Koi baat nahin Kanha, Aise Bhi kaun se bahut badi jimmedari de di hai tumne.
Ek Pyari Si bacchi ko Kuchh Samay Ke Liye sambhalna Hi To Hai, use Shiksha deni hai, use ghar ka pyar dena hai.
Yah sab kam karne mein to main Mahir Hoon, Tum in Sab Ki Chinta mat karo."

" Tum sabse aayi, Mere to Jaan Mein Jaan a gai. Achcha batao Kahan ja rahi ho abhi?"

" Bazaar ja rahi hoon, Aane wali Rajkumari ke liye Kuchh vastra aur Abhushan kharidne."

"priye! Vah Rajkumari hai apne sath Sab Kuchh Lekar hi Aaegi na."

" Yahan ki kuchh khas poshake, Jo Vivah se purv kanyayen pahnati Hain. Achcha Suno kharidari Mein Tumhen Mere Sath Dena Padega."

" he Mahadev! Abhi tak to Mile bhi nahin hai aur abhi se yah sab kam karne pad rahe hain."

" kya Kuchh bola tumne Krishna?"

" Tumhare samksh Mein Kuchh bol dun, Meri Kya majal."

The rest of the time is spent happily between the two of them shopping for Panchali and having silly conversations (flirting)



Samay Yatri: A Tale Of 3 Time TravellersWhere stories live. Discover now