Revelation

551 40 12
                                    

The Royal Court,

Everybody at the Court was stressed because they had to send somebody to Lanka but the king wasn't available because he had a prior commitment to visit Ujjain around the same time,
an invitation had been sent to Vijayanagar by the king of Lanka Aditya,
Inviting them to the naming ceremony of his firstborn son. Lanka had been a long-time ally of Vijayanagar and not going to such an important ceremony would be considered a disrespect to Lanka.

After thinking for a while Maharaj Divyansh said," Hamare Mein Se Kisi Ka Lanka Jana bahut jaruri hai Kintu Ham Nahin Ja Sakte Kyunki Hamen Ujjain jana hai, isiliye Hamari Charon Bahane Rajkumari Sitaranjali, Rajkumari Draupadi, Rajkumari Meerakshi aur Rajkumari Priyadarshini Hamare Sthan per Lanka jaayengi, kya rajkumariyon ko yah prastav swikar hai?"

" bhratashri ka Aadesh Sar-Aankhon per, Hamen kab tak nikalna Hoga bhrata Shri?" Asked Sitara in a formal tone.

" Tum sabka 2 din ke andar hi prasthan karna uchit hoga." Sitara nodded at her brother and then turned towards her sisters and said," Tum teenon jao aur Lanka Jaane Ki taiyariyan prarambh Kar Do, main Sabha samapt karne ke paksha aa jaaungi FIR Ham Kuchh kharidari karne chalenge." She added the last part knowing that Panchali didn't have her usual Grand clothing because all of it was stolen when she was kidnapped. " Jo aagya jiji." The three of them chorused before getting permission from the elder brother and leaving the court.

Soon the Rajya Sabha had concluded and all the ministers left for their homes Divyansh quickly called Sitara close to him and said," Bacchi Main Jaanta hun Tum per bahut jimmedaariyan hain.
Isiliye Tumko Savdhan kar raha hun,
Vahan per Hastinapur se bhi log Honge
Duryodhan, Dushasan aur Baki ke Chhote bhai to Darne Ke yogya Nahin.
Per Agar vah Kuchh Jyada bol de to Meera ko Sambhal lena Kyunki vah to Unka Munh todne Chali Jayegi. Tujhe bus Shakuni Mama Se Savdhan Rahana Hai vahan per aur koi nahin Itni kshamtaon ki Tujhe Teri bahanon ko Kisi bhi Prakar ki Hani paunch sake."

" bhratashri, Jab se aap Hastinapur se laute hain mujhe aisa lagta hai ki aap Humse Kuchh Chhupa Rahe Ho aur aaj aap mujhe vah karne se rok rahe hain jiske liye aap Hamesha se Mira Ka Sath Dete Hain, Aisa Kya Ho Gaya vahan ki Achanak aap mujhse kah Rahe Hain Ki main Mira ko Kabu Mein rakho?"
Sitara was irritated with her brother who was continuously hiding something from her and her sisters.

" theek hai, main yah Baat Sirf Tujhe bata raha hun Hamari bahanon ko abhi is bare mein pata nahin Chalna chahie.
Jab tum log Lanka Se Wapas a jaaoge tab Main Bata Dunga Sabko." He said in a very serious voice

" main aapko Vachan deti hun ki Hamari bahanon ko is bare Mein Kuchh Nahin Pata chalega."

" Jab Main Hastinapur Mein Tha,
Tab Rajkumari dushala ke Vivah ki baat chal rahi thi, agale Din Unka vagdan hone wala tha. Use Din Raat Ko Maine Maharaj jaidrath ko Rajkumari ke sath abhadra vyavhar jabardasti karte hue dekh liya, Aur Tum To Mera gussa janti ho pakad ke Kut Diya Maine usko.
Padosi hone ke bad bhi Kaling aur Hamare Rishte kabhi bhi acche Nahin the aur ISI baat ka fayda uthate hue Maharaj jaidrath ne Sabke samksh yah bol diya ki vah Rajkumari dushala se Vivah Nahin Karenge vah bhi mere Karan. Ab Baat hastinapur ke sath Hamare pidiyon se chale a Rahe rishto per Aan Padi thi isiliye Maine yah bol diya Ki Main Rajkumari dushala se Vivah karunga. Maine aisa isliye bola Kyunki Main Jaanta tha ki Rajkumari Maharaj jaidrath ke sath Vivah Mein prasann Nahin thi Aur Rajkumari Ne Mera yah prastav swikar kar liya.
Isiliye Hastinapur ab Hamara rishtedar banne wala hai, isiliye apne bhai ke liye Mira ke Krodh per Lagam de dena."
He said explaining the entire story of whatever had happened when he had been in Hastinapur.

Sitara had to take in deep breaths to calm herself down, she could not believe her, she could not believe the story that her brother had just narrated after a little while of silence she asked," Kya aap Rajkumari dushala se Prem Karte Hain?
Ya FIR kya aap Aane Wale cal unke Pyar Mein padh sakte hain?"

" Aane Wale cal Tak Kyon jaati Ho,
Mujhe to Jitna Samay Maine Hastinapur mein bitaya utane samay Mein hi Mujhe Rajkumari se Prem Ho Gaya."
He said blushing, he avoided looking at her and looked in all other places except for her face because she burst out laughing as soon as you completed his statement and pulled his cheeks as if he was a baby.

Samay Yatri: A Tale Of 3 Time TravellersWhere stories live. Discover now