The Leela

469 26 8
                                    

Sitara sighed, she knew she couldn't stop her sister Mira any longer in Kanak,
She was getting board and as Meera got board she got Snappy, irritable and angry as well. And they couldn't leave as well because she was in the middle of trade and army negotiations with quite of few kingdoms who had arrived in Lanka.

Seeing his priyatama's stress Krishna said," Agar Mira ko aur Samay Lanka Mein Nahin bitana, to Fir Ek kam karo use Kuchh Samay ke liye, Mira aur Priya donon ko Andhra Desh Mein Jo Narsimha aur Devi Chinta Ka Mandir Hai vahan bhej do."

Sitara Smiles at the wonderful idea and hugs him as she says," Tumhare Rahte mein kabhi kisi Uljhan Mein fans sakti hun?" He pulled her even closer and she placed her head on his heart as he said," Is Janm Mein To Kya agale 7 Janmon Mein Tumhen Kisi Uljhan mein ulajhne Nahin Dunga, Vachan Hai Mera.
Then she pulls away from the embrace and gently kisses his cheek and runs away to inform her sisters about their trip and he holds his cheque and stands there.

__________________________________________

" Achanak Andhra Desh kyon/ kab nikalna hai?" Said both Mira and Priya at the same time.

" Andhra Pradesh Tumhen isiliye bhej rahi hun, Kyunki Mera Tum Puri tarike se Lanka Mein ubal chuki ho aur Tumhen Yahan Rahane ki aur koi ichcha nahin hai aur Priya vahan per narsim aur Devi Chinta Ka Mandir Hai vahan jakar unke darshan karo aur vahan ke Riti riwaj Sikho. Tum donon ke liye yah Ek yadgar Yatra Rahegi!
Aur nikalne Ki Baat Rahi to cal hi nikal Jao, Kintu do Saptah Jyada Se Jyada utane Mein Wapas a Jana."

Both Mera and Priya look at Each Other excited about the trip pull Sitara into a tight hug and say," Dhanyvad Jiji ab bahut acche ho." Then both of them kiss her cheeks at the same time and run away to pack their bags.

__________________________________________

Arjun and Sahdev were standing in front of their eldest brother Yudhishthir and mother Kunti their heads towards the ground and not saying anything,
But both of them kept whispering to each other aggressively," tu bol na Sahdev!"

" aap boliye na bhrata Arjun,
aap mujhse jeshth Hain"

" main Tumhara jeshth Hoon Na,
To main Tumhen aagya deta hun ki Hamen Jo bolna hai vah tum bologe."

This back and 4th continues till finally the calm and collected Yudhishthir loses his temper and angrily says," Tum donon Se just main hun aur main abhi Tumhen aagya de raha hun ki tum mujhe jaldi batao ki tum donon ko kya bolna hai?"

Arjun becomes scared at the scolding from his eldest brother and in a Hurry says," Vah bhratashri Ham filhal Andhra Pradesh ki Seema per hai na,
Toh meri aur Sahdev ki ichcha thi ki Ham Yahan Ke prasiddh Narsingh aur Devi Chinchita Ke Mandir Mein Darshan kar sake. Vah Sthan yahan se Sirf Do Din Ki Duri per hai, agar aap aagya Dete Hain To Ham cal pratah kal hi nikal jaenge aur shighra ATI shighra Darshan sampann Karke Wapas bhi a jaenge."

Mata Kunti and yudhishthir look at each other with serious looks and burst out laughing as Mata Kunti," Beta Itni si Baat bolane ke liye Tum Logon Ne Itna Samay Laga Diya,
Tumhen kya laga main Tumhen Danda Utha Kar marungi. Are Mere bacchon Itna Achcha vicar Jab man mein utpann hua hai tab avashya jao Kintu do Saptah ke andar Wapas a Jana Kyunki Hamen Jagah badalni Hogi."

Both Sahdev and Arjun jump on her mother and brother and pull them into a huge hug, before running away to collect things for their trip.

__________________________________________

Early the next morning,

Meera and Priya are prepared for their Travels, and Sitara is doing their Aarti.
After that, both of them bent down and touched Krishna see it who raised his hand and blessed them by saying," Mera Tumhen Yahi Aashirwad hai ki tum donon ke Jivan Mein ATI shighra Prem Ki Ek Meethi Lahar Daud Jaaye."

Both of them look at each other and Krishna with a confused look but he just brushes them off. Before escorting them to their beautiful Lankan stallions which were a gift from Lankesh vibhishan.
Both of them Mount their horses and start their journey.

After a while Sitara looks at Krishna with a confused look, he understands what she means to ask and replies by saying," UN donon ko hi Vardan isiliye Diya Kyunki unke Jivan Mein Satya Mein Mithe Prem ki Lahar daudne Wali Hai."

"kon?!"

" Mera Param Sakha aur uska sabse Chhota bhai."

" Arjun aur Sahdev! Jodiyan to acchi Rahengi, Arjun aur Priya aur Sahdev aur Meera." At this Krishna gives her a dramatic scandalized look

" kya baat kar rahi ho Sitara!
Jodiyan Arjun Aur Meera aur Sahdev aur Priya ki hai."

Sitara hits her forehead with her hand as she says," Sahdev aur Priya to Fir Bhi samajh Aata Hai per Arjun aur Mira yah donon To Aise hain jaise Sanjh Aur Subah. Ek dusre se bilkul viprit,
Kahan Arjun Jo Bina nidra ke mahine Bita sakta hai aur kahan yah Meri Bahan Jise Nind Na Mile To agale Din sabka Jina haram kar deti hai.
Mahadev Arjun ko Mira ko jhelane ki Shakti De."

Krishna doesn't say anything but laughs and pulls her into a hug as both of them work back to the palace hand in hand.

Samay Yatri: A Tale Of 3 Time TravellersWhere stories live. Discover now