part 91

194 45 10
                                    

Mujhe lag ni raha😤😤 ki kisi ko khass itna pasand aa raha hai ye horror track😭😭😭 par koyi na..abhi toh shuruaat haii...aage aage dekho..hota hai kyaa...  😂😂uper se molkki ke writter humesha meri copy karte rehte hai.. Par kehte hai na.. Nakal ke liye bhi akal chahiye... Abey karne hai toh achhe scene copy karo naa😭😭😤😤  romance karo😭😤copy... Par naiii.. Chalo bohut ho gya.. Mazak ab story pee aate hai..





After that.. In chachi room.. 😈😈😈  she was sitting in darkness and doing some pooja.. ( kala jaadu😈😈😈🤧🤧)...

Chachi--.. Bs kuch din or.. Fir mera kaam poora ho jayega.. Mein jo chahti hoon.. Woh mujhe mil jayega... Koyi nhii... Koyi bhi nhii bacha payega.. Ab iss bachii kook... (Swahhaaa😈😈😂😂😂)

In purvir room.. Now they were sitting silently... Just then pd enter in the room..

And she noticed that.. Something is happend.. And she ask... What happened... First.. They deny.. But when again she asked.. Purvi tell her the whole incident...

Pd-- hey bhagwaan... Lagta hai.. Wahi hua.. Jiska dar tha.. Purvi.. Beta.. Maine tujhe bataya tha na.. Aese achanka.. Bina kisi ke hilaye bachi kinnare pe kaise aagyi..kuch toh gadbad hai..

Vir-- maa.... Aap ye sab kya keh rahe ho.. Aisa waisa kuch nhi hai.. Aap dariye matt..

Pd-- Tu to rehne he de... Purvi tu naa.. Iski najaar utar har roz.. Ek bhi din chodna nhi... Or haa.. Is kamre mein na.. Jaha pari soti hai.. Ya is table ke Paas.. Ganga jal. Laa kar rakh.. Tu ruk mein hi jaati hoon.. And she goes..

And come with.. Ganda jal in her hands.. ( ab bhagwaan kaa naam lekar.. Unhone pure kamre mein ganda jal chidak diya.. Or uske baad unke kamre mein hi.. Table par rakh diya..)

Pd-- dekh... Ab tum logo ko ghabrane ki koyi zarrurt nhi hai.. Hum sab toh bahar jaa rahe hai.. Woh pooja hai.. Didi ke ghar.. ( bua jii.. Thi naa... 😂😂jisne sanyas le liya tha shayad😂). Toh hum sab ko wahi jana hai.. Juhi manas bhi humare sath jaa rahe hai.. Virendra ne kaha ki use kaam hai.. Isliye mein chahti hoon.. Ki tu bhi virendra ke sath rahe.. Kyuki ye khud toh apna dhyaan rakhega nhii..

Purvi-- jii.. Maa.. Aap chinta matt kijiye... Hum achhe se khyaal rakhenge inka...

Pd smile and said-- Tu bhi achhe se dhyaan rakhna virendra.. Pari Or purvi kaa.. 😊😊

Vir-- jii.. Maa.. 😇😇

Purvi-- maa.. Hum keh rahe thein.. Ki juhi manas ko agar yahi chod jate.... Woh kya hai na.. Pooja.. Hai.. Woh aap ko  pareshaan karenge.. Yaha hum hai naa.. Unka dhyaan rakhenge..

Pd-- arey naa naa.. Dono bache bohut samjhedaar ho gye hai.. Jab se unki choti behn aayi hai☺☺ Or haa.. waha unki umar ke kuch bache bhi honge.. Ab sab ristedaar toh ayenge hi.. Toh unka bhi mann behal jayega..

Tu bs apna or inka khyaal rakhna.. Theek hai...

Purvi--... Ji theek hai.. Maa.. Jaise aap ko theek lage...

Then she went.. Now purvir was lost in her thoguts..

Vir-- yoo bawri.. Toh kuch jyada hi soch rahi hai.. Kuch karna padega. Iska mood theek karna padega.. He was thinking just then.. His phone start ringing.. He take it.. And went out from the.. Room.. To speak.. Because pari is sleeping in the room.. He don't want to disturb her 🤧🤧🤧...

After some time he finish his call and thought of back to room then he thought that purvi didn't had the dinner... Then he went to kitchen to bring food for her.. He took the food.. But stop and think something.. And goes near the freez.. And take the bread and makhan....

Then he came to the room with food and stand near the door and found still she is lost in thought and her eyes are still wet..😣😣😣

Then he Went near to her and forward a bite to her but she denied. But

Vir-- said--. Dekh bawri..chinta.. Gussa.. Dukh jo bhi hai... Sab alag.. Aise khana na khane se kuch nhi hoga.. Tu manne humesha bolti hai naa.. Ki gussa khane pe nhi nikalana chahiye.. Toh chinta bhi nhi nikalni chahiye.. 😣😣😣..

Purvi looked at him🤨

Arey mera matlab hai.. Ki chinta mein bhi khana nhi choddna chahiye.. Chal ab jaldi kha le.. Dekh tera pati tere liye itne pyar se lekar aaya hai.. Tere liye.. Khaa bhi le ab.. Mera hath dukh raha hai😆😆..

She smile.. And took the bite..

Vir--achha laga..

Purvi- ab humara favourite hai.. Toh achha hi lagega na.. 😎😎

Vir-- yoo na keh sakti.. Ki. Mere hatho se khaa rahi hai.. Isliye achha lag raha hai.. 😏😏(nibba nibbi😂😂😂)..

Purvi-achha.. Ji.. Theek hai.. Ye sach mein aap ke hatho.. Se khaa kar jyada achha lah raha hai..

Vir--ibb k fayda.. Mere kehne pe keh rahi hai🙄🙄🙄

Purvi-- achha.. Chaliye chodiye ye sab.. Aap bhi khaiye naa..

Vir--naa.. Manne na Khana.. Manne tanne pata hai na mein yoo sab na khata..

Purvi-- pata hai.. Par ek bite khane se kuch nhi hoga.. Khaiye. Na.. Aap ko achha lagega.. Or.. Dekhna aap bhi ungliya.. Chaat te reh jayenge..

Vir-- achha jii..

Purvi-- hanjii..

Vir-- agar.. Apne hath se khilayegi.. Toh khaunga..

Purvi smile.. and he took one bread.. And apply butter on it. .. ( mukhii.. Rasode se hi laga kar laye thein😂😂).. In this process.. Some butter.. Was on her Finger 😆😆😆..

She forward him
. The makhan bread.. And with looking into her eyes.. He eat itt.. And also bite her finger...

Purvi-- ahh... Ouch....

Vir-- looked at her.. With a naughty smile😆😆😙... On his face..

Vir hold her hand... And looked at her... In her eyes🥵🥵🥵... And he licked her finger 😳😚🙈...

She blushed🙈😊😳😳...

Purvi-- mukhijiii.....

After that the hug each other.. Then again vir think something...

Flashback...

when vir-- was coming in room he feel some presence around him but he can't see anyone but he felt some bad omen around him. 😈😈( aatma--feel around you😰😰💀💀)

Dekho kahi tumhare paas aa kar toh nhi khada koyi😰😰😆😂😂😂)

And he also saw a shadow near the fridge when he turned back he didn't found anything. But he ignored that took the food and then he back to his room with food in all this time some shadow is following him 😰😰💀💀💀💀💀and his moving behind him till the room and stops at the room outside ...

He try to enter in the room.. But can't... 😰😰 ..

She was trying to crossing the line..but he felt a push on him.. ( this is the power of ganga jal😄😄)..

Ye flash back.. Ke bech ka Maine tum sabko bata diya🤣🤣 warna mukhiiji.. Ko ye sab na pata tha..

Then the seen shift..

To the family.. Mama sarkaar was driving the car... And he was thinking...

.. Too be continued.......

Sorry ye part short tha.. Likhna tha aage bhi.. Par likhte likhte hi mere mood ki band baj gyii... So sorry.. For the short part

Puvir-- aate aate aagye hum itne kareebजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें