"Itna pyar karti ho mujse"
"Khudse bhi jyada"
"Acha abi suo meri baat aram se jo main bolna chahta hun aur humen kuch nai hoga there are live jackets with us"
"Par"
"Main bolun aghe" she nodded positively
"Shehnaaz humare rishte ki shuruwat friendship se hui, aur humen rishte main bandne ke liye bache the, hum dono ne kabi as a husband wife behave nai kiya hamesha dost banke rahe tumne bhi kabi aisa kuch nai kaha kabi ki tumhe wife wale rights chahiye ya kya tum as friend mere sath kush rahi ho hamesha, par jaise saal bette waise he hum dono ki feelings main badlav aya ek dusre ke liye jisne hume ek naye mor pe la diya, maine tumnse apne dil ka haal to bayan kiya par ek dam feke way main par aaj main tumhare liye ye din special banana chahta hun taki tumhe end tak yaad rahe.
My Dear Darling Shehnaaz, I love you to the moon back. Main tumhe ye nai kahne wala ki sari duniya ki khushiyan tere kadmon main rakhunga par han koshish puri karunga ki tumhe hamesha khush rakhun kabi koi takleef na anne dun. Main apni akhri sans tumhare sath lena chahta hun, apna har ek pal tumhare sath jeena chahta hun, main tumhare sath friend banke enjoy karna chahta hun, husband banke tumhari care karna chahta hun aur humare bachon ke liye ek ideal father banna chahta hun. Kya tum apni Zindgi mere sath jeena chahti ho? Kya tum muj as a husband accept karogi? Kya tum Muj end tak apne sath rahene dogi? Kya tum mere sath aise he meri guide meri dost banke rahogi? Jab bhi main kisi galat rah main batak jaun to kya tum muj apne pyar se wapis laogi? Kya jo vishwas tumhe mere upar hai wo hamesha aise he banake rakhogi? Kya jaise hamesha meri zid ke samne tum apni zid ko side rakhti ayi ho waise aghe bhi rakhogi? Agar kabi humari fight ho to tum muj kabi shodke nai jaogi? Hamesha mere sath meri daal banke rahogi har odd situation ke against? Kya mujse hamesha unconditional pyar karogi?"
There was silence for few minutes and then she said,
"तुम साथ रहो और मैं रहने से इंकार करूं तो दोषी!
(Tum Sath Raho Aur Main Rahne Se Inkar Karun To Doshi)
तुम हंसो और मैं हंसने से इनकार करूं तो दोषी!
(Tum Hasso Main Hasne se Inkar Karun To Doshi)
तुम रूठ और मैं मनाने से इनकार करूं तो दोषी!
(Tum Rutho Main Manane Se Inkar Karun To Doshi)
तुम दर्द दो और मैं सहने से इनकार करूं तो दोषी!
(Tum Dard Do Aur Main Sahene Se Inkar Karun To Doshi)
तुम हाथ दो और मैं चलने से इनकार करूं तो दोषी!
(Tum sath Do Aur Main Chalne Se Inkar Karun To Doshi)
तुम देखो मैं देखने से इंकार करूं तो दोषी!
आप पढ़ रहे हैं
DOSTI PYAR HAI
RomanceMain Male Lead is Divorced With Kids And Main Female Lead is Physically challenged peep inside to watch how they will fall for each other ❤️❤️