KG Company,
Kartik: Ajay kaam ho gaya,
Ajay: yes sir college ko donation de di,
Aur principal ne aapko invited kiya hai as a chief guest, annual function hai college me aur Mam bhi dance competition me participate kar rahi hai,Kartik: good yes bol do
Ajay: ok sir, and left,
Kartik: jaan mein aa raha hu tumhse milne, wait for me baby...
At college,
Naira princy ne bulaya hai durga said,
Naira: ok.
Naira knock the door, may I come in sir,
Princy: yes beta come and sit,
Naira sit,
Princy: Naira aaj Mr Kartik Goneka humare college aa rahe annual function attend karne as a chief guest, aur topper hone ke naate me chahata hu ki tum unhe welcome karo.
Naira( in mind) that bloody womanizer, mein uska welcome kabhi nahi karugi.
Princy: Naira beta kya hua,
Naira: sir mein kaise woh itne bade businessman aur mein..
Princy: cut her off you can do it I know beta, you can handle, ( Naira is pampered by principal and all teachers because she is topper and kind hearted)
Naira: ok sir, and left the cabin.
Kanchi: what happened kiddo, sir ne kyu bulaya tha
Naira: ( angrily) woh womanizer Kartik Goneka annual function me aa raha hai as a chief guest, aur sir chahate hai mein uska welcome karu college ke behalf me,
Gauri : wow Naira tu kitni lucky hai kass mein topper hoti aur KG ka welcome karti.
Naira: lucky nahi unlucky bolo, jisko mein dream me bhi na flowers du use aaj reality me dena padege.
Durga: oye, gauri dream me bhi tu na kabhi top nahi kar sakti iske liye toh tujhe next birth lena padega,
Gauri make faces, and started beating durga, Naira and Kanchi started laughing,
At evening,
Naira get ready..
Durga: wow Naira you look so beautiful,
Kanchi: are humari Naira hai hi itni beautiful woh jo bhi wear kare chahe indo ho ya western uspar Sab jachta hai,
Gauri enter into the room and said hayee... kartik kitna handsome lag raha hai, and then saw Naira oh my god Naira tujhe dekh kar to Kartik Goneka gaya.. tu itni beautiful lag rahi hai,
Naira: thank you meri tarif karne ke liye, mere bass chalta toh me us womanizer ke samne kabhi nahi jati, I hate him.
Another student came,