Part 45

270 25 10
                                    

Hello Beautiful People..!!

I guess I am too jobless to update this frequently..!!

Anyways, here's your update.. :)

.

.

.

.

Armaan and Shraddha look around with keen interest while Manyata looks around the corner, reliving her childhood memories.

Manyata: Mahal mein zyada kuch nahi badlaav nahi aaya hai. Hai na Unnati?

Unnati: (excitedly) Aap ko yaad hai, Manyata?

Manyata: Sab kuch nahi, kuch cheeze yaad hai. Yahan pe Uday aur hum prasad churaate the. Aap ko yaad hai, Uday?

Uday: (happy that she remembers) Aur stairs ke neeche hum chup jaate the.

Manyata: Ek baar hum stairs pe gir gaye the aur humari pair mein moch aayi thi. 

Jay: Phir hum sab aap ke saath room mein film dekha tha. (chuckling at those memories)

Armaan: (looking at Manyata and Jay) Lagta hai ki aap log yahan pe bahut aate the.

Manyata: This was our second home, Maan. Uday aur hum almost har wakt ek saath hi rehte the. (sighing) Maanti hoon ki hume zyada kuch yaad nahi hai lekin itna zaroor yaad hai ki hum bahut close the. (Uday looks at her smilingly, others share a knowing smile.)

Uday: (taking her palms into his and looking into her eyes) Hum aaj bhi utne hi close hai, princess. (Manyata didn't know why she felt butterflies at his simplest words but they felt good as if it was the most obvious thing)

(Others look at them and smile at each other while Manyata's eyes seem to get captivated by him as if his eyes were commanding to keep looking at his

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

(Others look at them and smile at each other while Manyata's eyes seem to get captivated by him as if his eyes were commanding to keep looking at his.)

*Pratapgarh Palace*

Veer Pratap Singh: Rudra, kya sab kuch ready hai?

Rudra Pratap Singh: Ji pita ji, humne apne kuch logo ko wahan bej diya hai. Hume ladki bhi mil chuki hai. Kal shaam humare aadmi wahan par apna kaam shuru kar denge.

Veer Pratap Singh: Ab hum bhi dekhna chahte hai ki kab tak Manyata apna nakhaab pehengi. Iss baar unhe sab ke saamne aana hi hoga. (smirking evilly)

Rudra gets call and after he cuts the call, he informs Veer.

Rudra Pratap Singh: Pita ji, wo ladki bhi mil gayi hai. Humare aadmiyon ne use Ahmedabad ke highway mein use pakad liya.

Veer Pratap Singh: Theek hai, Rudra. Jald se jald apna kaam shuru kijiye.

Rudra Pratap Singh: Ji pita ji. 😊 (He leaves the room)

*Simultaneously at Jaigarh, Rajasthan*

Doctor PrincessWhere stories live. Discover now