#5

1.3K 70 9
                                    

.What if one day I will be mute? What will you do?.

~

Y/n: madad

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Y/n: madad.? Lekin kis tarah karege aap humari madad..?

Tahir: Tumne kaha tumhe paise ki sakt zaroorat hai abhi or agar tum college me paise nhi bharogi to shayad tumhare college me ye pending pada rahega,jaanta hu mein ke colleges me paise na dene par wo jama hote jaate hai as tumhara is sheher me koi nhi rehta to tum ek dum se itne saare paise kaha se laogi, isiliye keh raha hu...

Y/n: A-aap de to dege wo paise hume lekin wo hum par ek karz ho jayega..or agar hum wo chuka na paye to..?

Tahir: It's okay y/n aap use baadme de Dena jab aapko wo paise degi...mein koi zabardasti nhi karuga aapko paise chukane ke liye, or ek zaroorat mand ki madad karna to humara farz hai..

Y/n uske taraf blank face se dekhti hai just then tahir apne cupboard se use kuch paise nikal kar deta hai.

Y/n: A-aap ke pas itne saare paise yu hi the...? Aap ne ek baar bhi nhi socha hume ye dene se?

Tahir: Baat is cheez ki nhi hai ke mujhe tumhari madad karni hi chahiye but tum ise lotane wali ho to phir ky dar, or rhi baat in paiso ki to mein savings karta hu usme se de raha hu...just chill kuch nhi hoga tum apni padhai jaati rakho bina roke isse badi khushi ho ky ho sakti hai, or sorry agar tumhe meri koi bhi baat buri lagi ho...as hum friends hai na?

Y/n: H-haa...

Y/n wo paise lene ke liye pehle to hichak ti hai kyuke wo karz le rahi thi uske nazariye se lekin tahir ke nazariye se wo paise koi bure kaam me nhi Jaa rahe the use to accha lag raha tha dekh kar ke wo kisike kaam aa raha hai or isse y/n ki padhai bhi nhi rukegi, wo topper ye baat tahir ko pata hai or kisi smart ladki ke saath annaye ho wo ye nhi dekh sakta.

Y/n: aapko bohot bohot shukriya tahir sir, mein aapka ye ehsaan nhi bhulungi....

Tahir: Ye ehsaan nhi tha, just maine tumhari madad ki badle me tum mera kamra saaf karti ho na? Usme bura ky hai..

Wo chukle karti hai or waha se chali jati hai, tahir bhi y/n ke saath acche se friends ki tarah reh Raha tha kyuke use kisi ke saath rude rehna pasand nhi but agar koi usse rude behave kare to wo bhi kam gusse wala nhi hai. Y/n ko is baat ki khushi thi ke ab wo apni is mahine ki padhai to acche se kar payegi, government college me wo nhi thi isiliye use paiso ki itni zaroorat padti thi. Tahir ne use ye soch kar paise diye the ke wo padh likh kar aage badhe kyuke usne ese bohot se case dekhe the jisme ladkiyo ko padhaya nhi jata ya unhe paida hote se hi maar diya jata tha ye aksar gao me usne dekha tha lekin y/n to khud gao ki thi or bade khaanaa ki beti thi ye kisiko pata nhi tha, or y/n ko aadat nhi nhi thi show off karne ki. But kuch bhi kahe tahir y/n ko only upar jaate dekhna chahta tha kyuke uski aankhon me hi dikhta tha ke kitni innocent hai wo dil se.

.Few months later.

Y/n as always apne college se ghar jaa rhi thi in mahino me y/n uske pita ji ka khat lene jaati hi nhi thi kyuke jab bhi wo puchti thi usi postman chacha se ke khat aaya hai to wo humesha nhi kehte the to y/n ko laga ke shayad uske pita ji ko kuch zyada hi kaam hoga ke wo khat likhna bhul gaye, y/n ko prakash ki chinta to hoti thi lekin phir bhi use apne kaam or padhai me zyada dhayan dena tha. Tahir use mahine me ek baar zaroor poochta tha ke uski padhai kesi chal rhi hai. Y/n uske is behaviour ko pasand to kar rhi thi but use har samaye tahir ke paas rehne se awkward bhi lag raha tha saath hi saath dar bhi kyuke saumya ne use already warn kiya tha tahir ke aas paas zyada na rehne ke liye warna uski job bhi jaa sakti thi.

𝐃𝐚𝐦𝐚𝐚𝐝 𝐣𝐢𝐢 - [𝐤𝐭𝐡 𝐟𝐟]✔जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें