#37

777 43 1
                                    


.The untold truths were hidden in the mouths of liars. 

~

.Later 4 weeks.

"To ye court javin Roy ko Nirdosh saabit karta hai or saumya Malhotra ko gunhegaar, saumya ko jail ki saza hogi or javin ab nirdosh hai..."

 Ye kehte hi sabhi court se bahar nikalne lagte hai or saumya javin ko deathly glare se dekhti hai use abhi jaan Leni thi uski as usne uski friend ko jo maara but fir bhi Nirdosh saabit hua as saumya ke khilaaf shraddha ne kaafi zyada hi gunha pesh kar diye jinka pata tahir or y/n ko khud nhi tha wese aaj tahir or y/n dono hi yaha mojood nhi the, aaj wo din tha jab Tahir ki zindagi ki Sabse badi khushi use milne wali thi kyuke y/n hospital me thi aaj anika ko bhi uska pyar mila tha aaj kaafi log khush the, par saumya ke liye ye sabse battar din tha jisme uski khudki maa ne use galat saabit karane ke liye gawahi bhi di or wo saare saboot pesh kiye jiski use ummid bhi nhi thi.

Shraddha: Saumya, tumne jo mere bete ke saath kiya wo sahi nhi tha or ab me galat ka saath nhi dugi mujhe meri Bahu or bete par wishwas hai...mujhe accha to nhi lag raha hai kehte huye ke tum meri sagi beti ho par mujhe Sharm aati hai tumhe apni beti kehne me...tumne jo jo socha tha un sabko dubane me Mera haath hai ye me maanti hu or tum ye deserve karti ho, tumne mere bete or bahu ko jitna sataya hai na? Unki ye sab saza hai bhugto ab....

Naman: aunty aap chaliye tahir ka call aaya tha use zaroorat hai hamari ek nanha mehmaan jo aane wala ya wali hai...

Shraddha smile karti hai naman ke taraf or saumya ko glare dekar chali jaati hai saumya ki akad sachme abhi bhi nhi gayi thi police wale use waha se lekar chale jaate hai or wo just cheekhti chillati rehti hai jise sunkar shradhha ko accha to nhi lag raha tha par use bura bhi nhi lag rhaa tha. Naman or wo car me bethkar waha se javin or anika ke saath Priya or Vandana ke or Aditi ke saath chalte hai, y/n or tahir waha sirf akele the as tahir ne khud kaha tha sabko jaane un sabki zaroorat pad sakti thi isiliye. Wo log thodi der me hospital pohochte hai or sabhi log haste huye baate karte huye andar jaate hai only to see ke Tahir waha kuch logo se baate kar raha tha or wo koi or nhi balki y/n ke ghar wale the jo sachme yaha aaye the usse Milne.

 Wo log thodi der me hospital pohochte hai or sabhi log haste huye baate karte huye andar jaate hai only to see ke Tahir waha kuch logo se baate kar raha tha or wo koi or nhi balki y/n ke ghar wale the jo sachme yaha aaye the usse Milne

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Yogesh: So daamad ji aapko pata hai hamari granddaughter hai ya grandson??

Tahir: Ji.........ha.....par aapko kyu bataye??

Sarita: kaafi friendly ho gaye hai aap daamad ji ke saath??

Yogesh: ye to hona hi padega as ab aana jaana laga jo rahega hai ki nhi??

Tahir just smile karta hai or Aditi uske legs ko aakar hug karti hai wo smile karke use uthata hai or rishi uske saamne aata hai.

Rishi: kon hai tu??

Aditi: mein Aditi hu but aap kon hai??

Rishi: Mein bhoot hu Rishi...bhoooooo'....

Aditi: Bhoot Woot kuch nhi hota ye sab wehem hai Rishi bhaiya ye sab mann se nikalo..

𝐃𝐚𝐦𝐚𝐚𝐝 𝐣𝐢𝐢 - [𝐤𝐭𝐡 𝐟𝐟]✔जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें