Chapter 35

528 80 16
                                    

Rehana: Tujhse umeed nahin thi. Maa ke sath aese karega.

Abhishek: Maa aap bhi to mujhe samajhne ki koshish karo. Main nahin bol raha aapko Reem se baat karo. Nahin karna aapko Reem ko accept mat karo. But mujhse door to mat karo. Main aauga aapse milne, baat karne but aap mujhe to saza mat do. Main aapki wish ke against nahin kar raha aapko force par meri beti ko mujhse door nahin karo.

Rehana: Ye sab bol kar tujhe lagta hain main Reem ko accept kar lugi? Kabhi nahin.

Abhishek: Jaise aapki marzi.

Seema: Chal Rehana. Humare bete humare nahin rahe. Kar diya in ladkiyo ne satyanash.

Avneet roll her eyes ignoring his words.

Both left from there. Tears brimmed in Abhishek's eyes.

Siddharth (patting Abhishek's shoulder): Shant ho jaa. Tune kuch galat nahin kiya. Or mom ka itna mat soch. Unko bhi humare bina rahene nahin aata. Shant ho kar khudi karegi tujhse Baat. Unki aadat hain bina baat ke arguments karna. Tu itna seriously mat le

Abhishek nodded. Vaishnavi gave him water. After he calmed down.

Avneet: Shaam ko ice-cream khane Chale?

She said to change the hot atmosphere into a cool. Siddharth nodded.

Siddharth: Dinner ke band hum sab ice-cream khane jayege but Reemi nahin

Reem (angrily): Eeee...

Avneet: Chup baitho. Reem to jayegi. Zyada bola to tumhe nahin leke jayege.

Reem (smiling): Ababababbb

Siddharth (dramatically): Mere sath aese?

Reem nodded with a giggle. Avneet shook her head smiling.

Siddharth: Abhi hum chalte hain. Shaam ko milte hain?

Vaishnavi took Reem.

Siddharth (pecking Reem's cheek): Bye Reemi...

Reem held his shirt asking him to pick her up. Abhishek smiled looking at her.

Siddharth (raising his eyebrow): Reemi ko bhi chalna hain?

Reem nodded.

Vaishnavi: Mamu, Mami office jaa rahe hain. Jaise papa jate hain na. Reemi kya karegi office jaa kar?

Reem nodded with a pout.

Avneet (pulling Reem's cheek): Meri cutie... Shaam ko hum jageye sath me ghumne and ice cream khane bhi.

Vaishnavi: Bye bolo mamu, mami ko to office jaye.

Reem (pointed at Abhishek): Papa oppy?

Avneet: Abhishek tu nahin jayega office?

Abhishek: Nahin... Aaj papa Reemi ke sath baithege.

Reem waved her hand to Siddharth and Avneet.

Abhishek: Chalo tum log nikalo abhi. Bahut khoon pi liya. Aese Reemi bol rahi hain.

Siddharth: Chal chal huh!!

Siddharth and Avneet left after bidding bye.

Vaishnavi: Abhishek tum theek ho?

Abhishek (sighed): Hmm... Be honest hurt hua. Mom ne aese kiya. Mujhe laga shayad meri zid dekh maan jaye.

Vaishnavi nodded.

Abhishek: I am sorry on behalf of Mom and Seema Aunty. Unki baato ko dil nahin lena.

Vaishnavi: Don't worry about me.

Abhishek: Ye chot kaise lagi and jab main aaya office se tumhare face se lag raha tha tum royi ho. Is everything alright?

Vaishnavi told him everything.

Abhishek (holding her hand): Don't worry. Jab tak tum is ghar me ho. Koi aesa kuch karna to door sochega bhi nahin. I assure you no one will even think about it.

Reem was silent, playing with Vaishnavi's hair.

Abhishek (taking Reem): It's time to sleep. Chalo...

Reem: Naa...

Vaishnavi: Kyun? Reemi to so jati hain na is time par like my good girl.

Abhishek: Abhi Jo nahin soyega vo shaam ko ice cream khane nahin jayega. Vaishnavi tum bhi jaa kar so jao. Reem ko baithne do. Shaam ko Reemi nahin jayegi.

Reem quickly hid her face in Abhishek's shoulder. Abhishek patted her back. She soon fell asleep. He lay her properly in the room. He came back into the living area.

Vaishnavi: Iski masti badti jaa rahi hain. Samajh bhi rahi hain bahut kuch.

Abhishek: Tum isko itni easily kaise sambhal leti ho? As if you are a pro at handling kids.

Vaishnavi (chuckle): Noo... Pata nahin but iske sath raheti hoon to bahut khushi hoti hain. Aese lagta hain bahut ache se janti hoon main isko. I feel mera pura haq hain isko pyaar karne ka, sambalne ka. Though, it's been a month or around since we met. Isko dekh lagta hain apna bachpan jee rahi hoon. Never knew. My first love will be a kid.

Abhishek: Thanks for coming into our lives. I do think ke tumhare jagah kisi or se shaadi hui hoti to pata nahin kaise hoti, reem ko accept karti ke nahin, pyaar deti ke nahin but luckily, you entered our lives and being our main support system.

Vaishnavi: I should be thankful to you for giving me this new and safe life. Giving me "My Life" and also our little girl and my love.

They looked at each other and smiled wholeheartedly.

To be continued...

TRAGEDY TO TREASURE (COMPLETED)Where stories live. Discover now