Chapter 61

498 93 48
                                    

With Siddharth. Avneet came there. She saw everyone.

Rehana (startled): Humne teri us behan ke liye 10 lakhs pay kiye.

Before Siddharth could have reacted. They heard a clapping sound. They turned to see Avneet standing there.

Avneet: Isliye kaha jata hain Karma is a bitch. Aur maa ye vahin ladki hain jiske jaise bahu paane ke liye aap bhagwan se dua maang rahi thi.

Seema: Mere bete ki zindagi to isne hi kharab ki hain.

She cursed Avneet.

Avneet: Ahaan? Haan sahi bol rahe ho maine ki hain par sath to hoon uske. Zindagi achi hain ya buri sath hoon uske. Aapke tarah thori choti bachiyo ko orphanage chor aaye ye soch ke zindagi kharab kar degi meri.

Navin (fuming in anger): Zubaan to teri kaichi se bhi tez hain. Or bachi ka itna hi khayal hain to le le Abhishek se tu hi us bachi ko. Bhoj leke baitha hain mera beta.

Avneet (pointing at Navin): Aap jaise maa baap to sach me hi bhoj ho apne bacho par. Or rahi baat Reem us bachi ka naam Reem hain. Izzat se liya karo. Haan rahi baat Reem ki mujhe koi problem nahin adopt kar apne sath rakhne me. Meri hi beti hain vo. Par kya hain bhagwan ne Abhishek ko akal di hain. To Abhishek khud uska khud dhayan rakh apne sath rakhna chahta hain.

Navin gritted his teeth. Before he could have replied.

Avneet: Siddharth chalo. Aese logo ke sath apna time na waste karo. Vaishnavi tumhara wait kar rahi hogi. Chalo apni behan ke pass.

Her words hit his mind. He closed his eyes calming himself.

Seema: Siddharth kahin nahin jayega. Vo ladki koi iski behan nahin hain.

Siddharth (gritting his teeth): Main jauga. Vo meri behan hain. Aap koi nahin ho meri life me to aap ye decision announce karne ka koi haq nahin rakhti. Let's leave Avneet.

He held her hand and turn to his mother.

Siddharth: Or haan pehle to socha tha ache se sweet leke aauga and news duga but you don't deserve it. So, warning de raha hoon. Avneet is pregnant. Ye baby mera and Avneet ka hain. Boy ho ya Girl ho aapko dekhne ka bhi haq nahin hain. Mere parents mar gaye hain for me.

He turn back and they left. Rehana was already numb for paying 10 lakhs and Seema broke down listening to Siddharth's words. Of course, they started blaming Avneet, Reem and Vaishnavi

Siddharth and Avneet sat in the car. Avneet was in the driving seat. She started the car. Siddharth rested his head on the seat and closed his eyes. Avneet held his hand.

Siddharth: Avneet ghar chalo.

Avneet: Vaishu?

Siddharth: Mujhme him at nahin usse milne ki. I need some time, please.

Avneet nodded understanding his state of mind.

They drove off to their place. Siddharth went into the room and lay on the bed. He took Reem's photo and closed his eyes, letting tears take his pain out.

Siddharth: Reem ye dekh you have an elder sister too. Hamesha bolti thi na bhai kash mere pass di bhi hoti. Teri Di hain.

Voice: Haan bhai mujhe pata hain.

Siddharth jerked up listening voice. His eyes fell on Reem (his sister). She was standing there in a white gown. Her heartwarming smile. She isn't human but a ghost but her looks are like a fairy.

Siddharth (mumble): Rim Jhim...

Reem: Bhai jao di ke pass. She needs you. Itne time tak pata nahin tha but jab pata chal gaya to Di ko aese wait nahin karao.

Someone jerked Siddharth. He opens his eyes to see Avneet standing there.

Avneet: Sid utho. Kab se so gaye ho. Chalo lunch time ho raha hain. Vaishu se milna hain before surgery. Come...

Siddharth looked around to find no one.

Siddharth: Dream tha.

He sighed and did as Avneet said.

To be continued...

Goals: 40 comments

TRAGEDY TO TREASURE (COMPLETED)Where stories live. Discover now