part 22" bin phere hum tere "
manan cute moment .
manik - mango phir
nandani - han mange manik
manik had se jyada nandani ke qareeb chala jaata hai ki nandani ki sans rokne lagni.hai .
manik - face ko apne hatho main.lekar
manik -main chahta ho ki tum
nandani - ke aap
manik - mugh
nandani - mughemanik - ek.vada karogi ke shadi ke baad tum hamesha maire shoulder par sar rakh kar aise hi soya karogi jaise rat ko soyi thi .
nandani sun kar relxho jaati hai
nandani - oh to ye chah rahe the aap
manik - han to tumne kya socha ki main tumse kya mangne wala ho han bolo
nandani - idhar odhar dekhte hue nahi kuchh bhi to nahi socha tha maine to
manik - nandani idhar dekho mairi tarf tum kuchh aur soch rahi thi na ki main kahi tumse k
nandani manik ke mon.psr hath rakh deti hai blush karte hue
nandani -manik plese chup ho jaaye aap bhi na .maine kuchh nahi socha tha aisa
manik - phir sharma kyu rahi ho mugh se najre mila kar baat karo miss murty tum.aisa soch sakti ho shadi se pehle tac tac .
nandani oth kar manik par pilow phenk kar
nandani - aap bade besharm hai manik mughe pata nahi tha aur gate khol kar bhag jaati hai .
manik pilow ko hug karke
manik - aww sharms gayi mang to.kiss hi raha tha par oski aanlho main jo halka sa dar tha ose dekh kar maine baat bada di room main hi amms ki izazat se roki hai thi kiss to.kya khak deti mughe .but main kitne dino ke baad itni achhi nind so paaya sirf miss murty ki wajha se ose apne arms main lekar sona ek alg hi ehsas tha jaise pehle bhi koimaire sath aise so chuka hai shayd woh so cold girl jo mugh se pyar ka dava karti hai par sath nahi hoti maire kabhi bhi .ab mairi zindagi main nandani ke alwa koi nahi aayega na aaj na kal nan dani maira past present aur fucture hai bas aaj pyar nahi hai kal ho jaayegaye to pakka hai kyunki miss murty hai hi itni pyari ki kisi ko bhi onse pyar ho sakta hai agar mughe ho jaayega to kon si badi baat hogi she is so caring and so adorable and innocent i like her so much
nandani jaldi jaldi apne room ki yarf jaa rahi hoti jai.ki mukti se takra jaati haimukti - aaram se bany doll ye subha subha manik ke ropm se kaise aa rahi ho kua pori rat oske sath hi thi ose pass .
nandani.- han woh manik ki tabiyat kharab thi .to osne mughe jaane hi nahi diya apne room main kuchh kuchh yad aa raha hai ose pehle ka
mukti tease karte hue kya tum dono.pehle bhi ek sath ek room main reh chuke ho kya kya you both are done it .
nandani shoked hokar mukti ko dekhti hai .
mukti - aww dar gayi i am.just joking yar tum kabhi bhi apni.limits cross nahi kar sajti yar manik to kar sakta hai so jyst chill yar mainra woh matlb nahi tha ok jaao apne room main fress ho kar aao brak fast karte hai .
nandani rilif kivsans lekar apne room main jaati hai
nandani - oh ayappa bach gayi aaj to ab mukti ko.kaise batao ki woh limit to humne kab ki cross kar li mughe yad hai manik bhol gaya hai air woh rat sabse pyari memorable rat rhi jab maine manik ko manik.ne mughe paaya tha aur oske baad hi sab khatam ho gaya tha ayppa iss bar aisa kuchh mat karna hum mile to hamaesa ke liye mile kabhi alg na ho bas .
phir sab ek sath brth kar brak fast kaete hai aur nandani manik se eye contect se bachti rehti hai manik ke note kar leta hai.
manik - ye mugh se najre kyu chura rahi hai ab kya hua hai isse rat ko to kaise mughe bachcho ki tarha cuddle karke so gayi thi ab kya hua ise
cabir -manik baba nandani par resarch ho gayi ya abhi aur karni hai .
manik - reasarch kya matlab
cabir - 15 minute se to laga tar nandani ko dekhe jaa raha hai woh bechari sharm se lal tamater ban gayi par teri najre os par se nahi hati to mughe bolna pada end main chal kya raha hai mind main tere ye bata .
manik - tera sar kuchh bhi bolta rehta hai apna kaam.kar jaa kar maira dimag mat kha ok
cabir - oh realy .
manik - ya
phir sab haldi ki tayyari main.lag jaate hai .
![](https://img.wattpad.com/cover/165223066-288-k173005.jpg)