part 44
"Bin phere hum tere"
nandani ka ghar aana ab aage.
Mr malhotra nandani ke chup rehne se pareshan ho jate hai. .
_Mr malhotra _ Princes wats up kya baat hai chup kyu ho bolo. .
nandani _ papa aap ka beta Sach main monster hai mugh se bilkul bhi pyar nahi karta hai kal se mughe itna relay a hai jitne main ab tak nahi royi phir bhi ose koi farq nahi pada. I hate him bas cutly bolti hai.Mr malhotra sun kar hansne lagte hai aur
Mr malhotra _ hate to tum dono kabhi bhi ek dosre ke sath nahi kar sakte ho han pyar jaror karte ho aur yahan apne pyar se tum khabar Dar ho aur maira pagal beta nahi hai bas itna sa farq hai aur kuchh nahi. ose waqt lagega apne pyar ko pehchan ne main aur ye kaam tumhe karna padega oska just like a mom oska khayal rakh kar maira beta bahut tarsa hua hai maa ke pyar ko mairi galti ki wajha se darkness se darte hai nyunika ne ose spoil kar diya tha tum oski zindagi main tab osne zindagi ko zina sikha tha par phir oss accident ne sab kuchh khatam kar diya aur mughe accident ke baad rude arogent sa manik phir se mila par tumhe phir se dekha aur tum se woh pyar kar betha nahi to kabhi tumse shadi nahi karta kabhi tumhe lene menglore nahi jata jab ki man'a kar chuka tha nahi jayega par chala gaya ye strange thing hai kyunki jis baat ke liye woh mana kar de ose change karna mushkil hota hai par osne change ki tumhari wajha se iss liye koi galt baat dimag main mat Lao aur ose kabhi bhi kisi aisi baat ke liye tease mat karna na mazak karna jis se woh chidta ho amms ne phone par sab bata diya mughe ki aaryeman ki wajha se tum dono ke Bich phir se problem hui hai rok kar nandani ko dekhte hai jo sar ko jukha ye bethi hoti hai chup chap.Mr malhotra _main tumhe galt nahi bol raha bachcha par woh aisa hi hai tum janti ho over posecive nature hai oska jo oska hai woh oska oss par koi najar nahi dal sakta aur osme tum ek ho beta iss liye saber se kaam lo sab thik ho jayega waqt lagega in sab main par jab sahi hoga tumhari har si khayat maira beta dor kar dega ye main janta hon he is my son aur ose mugh se jyada koi nahi janta samghi so ab jaldi se lunch khatam karo phir hum dono shoping par challenge ok.
nandani _ sorry dad woh galti se ho gaya sab kuchh aage nahi hoga
Mr malhotra _I konw beta tum bahut pyar karti ho osse aur woh bhi karta hai par keh nahi paa raha hai to thoda wait karo ok.
nandani _Ji dad samgh gayiMr malhotra _pata hai bahut samghdar ho tum .iss liye tumhe bahu banaya hai kyunki ose tum hi hendel kar sakti ho aur koi nahi.
nandani _ woh to hai papa aur dono hansne lagte hai. phir lunch ke baad dono shoping par jate hai Jahan Mr malhotra _nandani ko bahut sari shoping karwa kar late hai aur nandani bhi apne liye Feb four aur navya abeer rishbh ke liye bahut kuchh leti hai aur manik ke liye bhi phir rat gaye ghar aate hai par tab tak manik nahi aata hai.
nandani 😥😥😥😥😥😥😥_ papa ab bhi nahi aaye woh this not fairMr malhotra _kaam main laga hai yar aa jayega tum5jara oski pasand ka khana banao dekhna kitna khush hoga woh.
nandani _Sach papa
Mr malhotra _ya beta bilkul Sach keh raha hon main.
nandani _ thik hai phir abhi banati hon main.jaldi se saman rakh kar kitchen main jakar manik ki pasand ka khana bana kar achhe se tayyar hokar oska wait karti hai. par woh nahi aata Mr malhotra dinner karke apne room main Chale jate hai aur nandani wahi chair par bethi hui manik ka wait kar rahi hoti hai. aur wait karte karte wahi so jati hai
jab manik ghar par enter karta hai ghar and here main doba hota hai sab light off hoti hai sirf chhoti light jati hui milti hai iss liye woh bina dining tabel ko dekhe bina apne room main chala jata hai aur nandani ko room main na pakar thoda heran hota hai par phir apni night dress lekar wash room main jakar dress change karke bed par let jata hai .
aur so jata hai ye sochte bina ki nandani bed par nahi hai.late night jab aankh kholti hai to najar bed ki side par jati hai Jahan nandani najar nahi aati hai aur manik chonk kar oth jata hai.
manik _ ye abhi tak room main nahi aayi gayi kaha hai maine souch a study room main hogi par ab tak waha kya kar rahi hai dekhta ho jakar.
oth kar sidha study room main jata hai par wahan nandani ko na pakar Dar jata hai.
manik _yahan bhi nahi hai to kaha gayi ye ladki bhi na pagal kar degi mughe. gayi kaha hai ye jaldi se niche aata hai sari lights on karta hai aur sab tarf dekhne ke baad najar dining tabel par jati hai Jahan woh tabel par sar rakhe soti najar aati hai.
manik sidha waha jata hai Jahan nandani just like a child face ko hair se cover kiye so rahi hoti hai aur pori tabel par khana saja najar aate hai jo ab thanda ho chuka hota hai.
manik € oh shit ye maira wait kar rahi thi khane par par kyu pehle koun wait karta tha maira jo mughe pata hota ki ye wait kar rahi hogi dhere se oske face se hair hata kar ear ke pichhe karta hai manik ka tuch fill karke nandani sote hue smile karti hai aur ek dum se oth jati hai samne manik ko dekh.
nandani _ aap aagaye itna late ho gaye main kab se wait kar rahi ho aap ka chaliye bethe jaldi se main khana garam karke lati hon tab hi nandani ki najar manik ki night dress par wall clock par jati hai Jahan 2am najar aata hai aur manik ko dekhti hai.
nandani _ aap kab aaye manik.
manik _ bahut der hui main soch a tum study room main hogi iss liye so gaya tha par pyas lagi to otha aur tumhe bed par na paya to dekhne nikla ki tum kaha ho kya kar rahi ho to yahan aaya tumhe search karta hua aur tumhe sote dekha tum yahan kyu soyi thi. .
nandani _ sun kar thoda gussa hoti hai par control kar jati hai.
nandani _ woh maira dil kar raha tha ki aaj main yahan tabel par he'd down karke soti ho dekho kaise lagta hai so so gayi thi main aap pareshan na ho jaye so jaye main ye sab rakh kar aati hon. aur khane ka saman otha kar jane lagti hai aur manik oska hath pakd leta hai.
nandani kya hai wala look deti hai.
manik _kya yar maine subha se kuchh nahi khaya hai dhang ka bahut bhok lagi hai mughe kya khana nahi khilaongi mughe.
nandani sun kar pehle shoked hoti hai phir heran hoti hai aur. .nandani _ aap ne khana nahi khaya aur bhoke hi so gaye.
manik _han kayi baar so chuka hon simple itna late aata hon bahar ka khana khata nahi ho papa so chuke hote hai sarvent bhi so jate hai mughe khana garam karna nahi aata thanda main khata nahi ho to so jata hon kisi ko itni late night kya pareshan karna simple.aur nandani ye sab sun kar sad ho jati hai aur aankho main pani jama ho jata hai oske jise manik dekh leta hai aur
manik _ oh plese khane se pet bharo maira aanson se nahi samghi.
nandani kuchh nahi kehti hai aur rote hue manik ko hug kar leti hai manik pehle shoked hoga hai phir dhere se back hug karke.
manik _ ab ye rona dhoka kis khushi main han khana khilao mughe ye hi to kaha hai kuchh aisa nahi jise sun kar rone lagi hon.
nandani sobing karte hue face oper karke manik ko dekhti hai aur
nandani _ aap itni bar bhoke soye aur aaj bhi so gaye pehle koi nahi tha par ab main ho aap ke sath aap ki wife aap mughe keh sakte the khane ke liye bhok sone ki kya jarorat thi aap ko ye to aap ko pyas lagi aap oth gaye nahi to bhoke so jate aap kitna galt hota.
manik _it's OK yar cheek par aaye aanson saf karta hai ab rona band karo aur jaldi se khana lagao bahut bhok lagi hai yar Sach main.
nandani _ hug broke karke aap betho main abhi lati hon garam karke. aur ek baat aage se kabhi bhi maire hote hue aap iss tarha bhoke nahi soyenge promice kare mughe abhi issi waqt apna chhota sa hath aage kar deti hai
manik thodi der hath ko dekhta hai
nandani _come on promice kare
mughe abhi issi waqt
manik dhere se smile karta hua hath nandani ke hath par rakh deta hai aur nandani oske hath ko tightly pakd kar
nandani _thanku so much .
aur jaldi se khana garam karke tabel par a range kar deti hai aur manik smile karte hue ose kaam karte hue dekhta hai tabel a range hone ke baad nandani plate main khana nikal kar manik ke samne rakhti hai aur apne hath ke oper chin rakh kar
nandani _ start kare manik aur bataye kaisi bana hai ye sab.
manik _kyu
nandani _kyu kyunki ye sab maine aap ke liye banaya hai.
manik _ heran hokar really tumhe kya jarorat thi itni mehnat karne ki.
![](https://img.wattpad.com/cover/165223066-288-k173005.jpg)