part 42"Bin phere hum tere "
Manan moment ab aage.
nandani gusse main bed par beth jati hai manik ye dekh kar oske pass beth jata hai .
manik _ gussa main ho ya tum
nandani chup rehti hai.
manik _ main mazak kar raha tha yar tumhara red face dekhna chahta tha tomato ki tarha so dekh liya.
nandani turn karke aap gussa hai mughe se ya nahi ye bole aap
manik smile hide karke han gussa hon ab kya karogi bolo.
nandani _ kuchh nahi Mr malhotra bahut mang li mafi ab bas woh raha aap ka hissa bed ka aur ye raha maira so jaye good night.night dress woh rahi pehn le jakar pehle aap kar le phir main kar longi change oth kar jane lagti hai par ja nahi pati manik hath pakd kar khinch leta hai aur nandani sidha manik ke lap par jakar beth jati hai. ..
nandani _manik kya hai chhodo mughe
manik _ tumhari chachi ne Hamare liye kitna achha intejam kiya hai suhag rat ka rose patel milk sab hai tumne bhi red saree pehni hai sab kuchh perfect hai to kyu na aaj promice broke kar liya jaye kya khayal hai mughe Manan a hai to aaj mughe apna bana lo aur mairi ban jao plese
nandani sun kar shoked reh jati hai ke kya kare kya nahi kab tak ose roke kab tak osse dor rahe.
manik _ nandani idhar dekho mairi tarf nandani na main sar hilati hai manik dhere se nandani ke pass hokar oska face oper karta hai.
nandani kuchh nahi kehti
manik _ nandani kyu Dar rahi ho koi baat hai jo darti ho is sab se bolo.
nandani _ nahi aisa kuchh nahi hai aap ko aisa kyu lagta hai.
manik _ kyunki tum jis tarha darti hon maire najdeek aane se aisa lagta hai tum kuchh hide kar rahi ho mugh se bolo Nandani mugh se mat hide karo.
nandani _ manik aap ko galt fehmi hui hai aisa kuchh nahi hai bas abhi nahi chahti main ye sab oth kar jane lagti hai
aur manik gusse main ose pakd kar bed par push karta hai.
nandani _manik
manik _ shhhh bilkul chup so jao ab main tumhare pass kabhi nahi aaonga jab tak tum comfortable nahi ho jati good night aur oth kar wash room main jakar dress change karta hai aur apni side se bed ko saf karke so jata hai aur nandani shoked si leti reh jati hai ki kya kare kya nahi kab tak aisa rahe ga kab tak dor raho tumse mugh se ab nahi hota ye jo hoga aage ab dekh jayega maira pyar mugh se naraj ho ye maine nahi dekh sakti oss rat ka Sach agar manik pochhe ga sab sab Sach bata dongi ke main koun ho bas ab aur Dar kar zindagi nahi gujar sakti main na in ko aise dekh sakti hon dhere se bed se oth kar face saf karti hai aur wash room main jakar dress change karke bed par let kar dosri tarf turn kar ke manik ke pass jakar oske shoulder par hath rakh deti hai
nandani _manik so gaye aap.
manik _gusse main hath hata deta hai aur nandani ko dekhta hai.
manik _kya hai so jao main thak gaya ho bahut jyada.
nandani _par mughe nind nahi aa rahi kya karo main ayappa.
manik _ apne ayappa se pochho mugh se nahi phir turn hokar let jata hai.
nandani _ manik ye kya main baat karne ki koshish kar rahi ho aur aap natak hi kiye ja rahe ho aaryeman ko bol dongi main agar mughe pareshan kiya to.
