part 46:Bin phere hum tere "
Manan moment ab aage.
kuchh der ke bad manik ander jata hai Jahan nandani chair par norvouse si bethi hoti hai. manik ose aise chup chap bethe dekh kar oske pass aata hai
manik _what's up nandani.
nandani _woh chup ho jati hai.
manik _kya hua nandani say some thing yar.
nandani _woh maire back main achanak pata nahi kya hua hai etching ho rahi hai shayd kuchh insect ne bite kar diya hai I don't know woh alargi ki medisen khatam ho gayi hai pair main swelling aur jyada ho gayi hai dekho. leg aage kar deti hai manik dekhta hai.
manik _ han abhi chalte hai Dr ke
nandani _par back ka kya karo main khujli ho rahi hai bahut jyada phir se hath pichhe karti hai.
manik _main dekho agar tumhe bora na lage to.
nandani _ han woh aap dekhoge najre nichi kar leti hai
manik _dekho ga tab hi to pata chalega kya pareshani hai tum nahi chahti to rehne deta ho oth kar jane lagta hai nandani jaldi se hath pakd leti hai
nandani _nahi woh aap dekho
manik _are you shoure
nandani _hmm mmanik _ok pehle chair se bed par betho back chair ki back se chhup rahi hai
phir nandani ko aarms main otha kar manik bed par beth deta hai aur back par jakar beth jata hai.
nandani _plese manik jaldi dekho I can't bear all this.
manik _ok ok dekhta hon.
jakar gate band karta hai aur aakar hair ko aage karke dupatta otar kar dhere se nandani ki dress ko unjeep karta hai
nandani _bas yahi tak manik
manik _ok
phir manik dhere se dress ko dono shoulder se niche kar deta hai aur nandani ki sans gale main hi a tak jati jai jab manik dhere se bare back ko hand se dhere se rub karta hai.
nandani _manik plese Don't do this na
manik kuchh nahi kehta aur thoda aur dress ko niche karke dekhta hai to back par niche ki side main red red marks najar aate hai jinhe iching ho rahi thi manik dhere se on par hath rakh kar onhe dhere dhere softly rub karta hai or oske tuch se nandani melt hone lagti hai kas kar bed sheet pakd leti hai aur apna ifect nandani par dekh kar manik smirk karne lagta hai aur nandani ko apni tarf turn karta hai Jahan nandani shy fill karte hue manik se najre nahi mila rahi hoti hai
manik _nandani idhar dekho mairi tarf.
nandani _dhere se palke otha kar phir jhuka deti hai.
manik _ yar itna kyu sharma rahi ho maine kuchh nahi kiya hai ab problem dekhne ke liye to ye karna tha na tumhari back real main red marks se bhari hui hai abhi Dr ke pass chalte hai dikha dena thik hai
nandani _han karti hai woh aap thoda sa back ko dupate se rub kar denge acha fill hoga mughe
manik _rub to kar donga par aage jo hoga oske liye tayyar ho tum
nandani _kya hoga
manik _smile karte hue just joking yar kaise Dar jati ho chalo turn karo main aankhe band karke rub karonga ab
nandani _kyu
manik _tumhari milky bare back dekh dekh kar promice tot gaya to phir kya karenge hum
nandani blush karte hue turn karti hai aur manik dhere dhere dupatte se back ko rub karne lagta hai aur dhere se bra ke hook khol deta hai
nandani _ manik kya kar rahe hai aap
manik _ rub kar raha hon yar ab is ke hote hue pori back cover nahi hon paa rahi thi unhook kar di maine simple don't worry bola hai na tum aao gi maire pass main nahi to daro nahi aur kuchh der tak back ko rub karke rok jata hai
nandani _kya hua
manik _ bas ab aur aankh band nahi kar sakta main yar Dr ke pass chalo ab late ho jayenge hum.
nandani _ Ji thik hai
phir manik care fully red marks ko dekhte hue bra ko hook karke dress ko phir se set karta hai aur nandani ko dekhta.
manik _tum roko main abhi aata hon change karke
nandani _Jimanik chala jata hai aur nandani for head par aaye pasine ko saf karke sans leti hai
nandani pov oh ayappa kyu karte ho aisa maire sath oska pata nahi par maine kaise control kiya main hi janti hon kab tak ye chalega shayd manik ko kuchh pata hi na Chale oss bare main vargin hona high socity main koi point nahi hota sab aise hi life spend karte hai vargin na hone ke bad bhi manik khud bhi aisi life spend karta hai to mughe kyu blame karega oske liye main ab manik ko aur pareshan nahi karongi aage jo hoga dekh longi manik ki memory waps nahi aayi tab bhi aisi life hum dono kaise spend kar sakte hai
pov end.phir manik change karke aata hai
manik _Chale
nandani _han chaliyeaur nandani ko care fully aarms main lekar niche aata hai Jahan samne Mr malhotra Cabir navya Dhurav aalia mukti ke sath bethe najar aate hai manik ko aise nandani ko otha ye dekh chonk jate hai.
Mr malhotra _are kya hua beta aise kyu laa raha hai bahu ko
manik _aap ki bahu dekhti kahi aur chali kahi aur hai rat ko stair chahte hue pair bori tarha se mod gaya tha ab chala nahi jaa raha hai breakfast karke Dr ke lekar jaonga.
Cabir _ ye aarms par red marks kaise
nandani _elargi ho gayi hai medisen bhi nahi hai abhi le kar aaongi.
Mr malhotra _ye bhi aaj hi honi thi betho pehle breakfast karo jaldi se lekar jao isse Dr ke
manik _Ji papa
phir dono breakfast karte hai aur
Cabir _hum rat ko jayenge yahan se tum hokar aa kaam to kuchh hai nahi office main enjoy karenge sab ek sath.
nandani _hai Sach bas abhi aate hai hum chalo manik.
manik _kya enjoy karogi jo excited ho rahi ho leg to pehle thik kar lo beth beth kya enjoy karogi maja aayega hon be kar ki bakwas chalo pehle
manik ki bat sun kar nandani bachcho ki tarha mon bhol a leti hai sab smile karne lagte hai
Mr malhotra _manik don't harsh my Princes ok jao lekar jaldi se
manik _ Ji daday chalo maharani sahib a gulam hajir hai shadi kya hui ye kaam aur karo othaya othaya lekar jaao.
God main otha kar le jata hai aur sab hansne lagte hai.
Cabir _isse yad aa jaye na to pata chalega kitna God main liye phir ta tha nandani ko khushi khushi.
navya _han ye to hai Cabir Ji.
