part 72.
#BIN_PHERE_HUM_TERE
manik ka restless hone nandani ke liye Mr malhotra ka samghana ab aage.
nandani _ tumhe kisne kaha main tumhare liye aanson baha rahi thi bahut badi galtfehmi hai apne aapko lekar tumhe oske hath shoulder se hata kar room main jakar bed par beth jati hai aur manik ose itna naraj dekh kar thoda norvouse hota hai aur himmat karke nandani ke pass jakar beth jata hai. aur.
manik _ tum bahut naraj hona mughe se nandani.
nandani _ kisne kaha aapse main aapse naraj hon hai koun aap maire kuchh nahi Mr malhotra kuchh bhi nahi .
manik _ main koun hon ye apne dil ki thand kan so pochho Mrs malhotra woh bataye ga maine koun hon jo sirf maira name lekar thadkta hai har pal abhi bhi sirf maira hi name lekar aapki har sans aa aur jaa rahi hai samghi aap.
nandani _ wow badi poetry way main baat kar rahe aaj to kya baat hai Mr malhotra that's great aap bat kar chuke hai to please othe bed par se I fell sleepy so sona hai mughe. aur manik ki tarf dekhti hai jo nandani ko hi dekh raha hota hai cute se eye look ke baad nandani najre chura kar pilow adjust karne lagti hai aur.
manik _ ok you fill sleepy I also fill sleepy gadi chala kar aaya hon itni Garmi thi raste main aur kuchh khaya bhi nahi raste main aur yahan aaya to dear wife ne pani bhi nahi pochha mugh se.
nandani ye sun kar shoked reh jati hai ki manik hungry hai thirsty hai isliye chup chap pani gilass main dal kar manik ko deti hai aur manik chup chap pani lekar ek hi sans main pi jata hai aur nandani heran hokar manik ko dekhti hai aur.
nandani _ bachche hai kya aap jo koi pani de ga tab hi pani piyege kyu nahi piya pani raste main kya tarike hai ye had hai laparwahi ki na khana khaya na pani piya aur safer karke aaye hai how disgusting and how careless you are Mr malhotra gusse main manik ko dekhti hai aur manik smirk karte hue nandani ko dekh raha hota hai aur nandani ose smirk karte hue dekh thoda norvouse hokar jane lagti hai aur manik oska hath pakd kar apni tarf pull karta hai aur nandani oski lap par aakar beth jati hai aur manik ose apni ambress main lekar beth jata hai aur.
nandani _ manik chhodo mughe kya kar rahe ho.
manik _kuchh nahi apni cute si wife ko apni lap par betha kar dekh raha hon jo gussa hai mugh se par phir bhi maire liye had se jyada pareshan hai mughe hungry dekh kar kyu nandani kyu pareshan hui maire liye jab ki main to ek stranger hon tumhare liye aur kuchh nahi bolo finger se chin ko oper karta hai aur face ko apni tarf turn karta hai aur nandani lap se othne ki koshish karti hai par manik ose othne nahi deta hai aur.
nandani _manik chhodo mughe niche jana hai mughe.
manik _ ok Chalo main lekar chalta hon tumhe aaram se wese bhi aadat hai mughe tumhe otha kar chalne ki ye cabir ne bataya mughe kya Sach main aisa hai main tumhe apne aarms main lekar othaye ghum ta tha.
nandani _ pata nahi hai mughe jisne bataya hai osi se pochho jakar ke.
manik _ Osse kya pochhna abhi pata chal jayega woh Sach keh raha tha ya jhot aur bins kuchh aage kahe carefully nandani ko bridelstyel main lekar khada ho jata hai aur.
nandani _manik chhodo mughe put me down plese.
manik % Norway ab to main hi niche lekar jaa Onga tumhe apne aarms main pata to chale itni kitni halki thi tum jo tumhe lekar ghum ta tha main.
nandani _ put me down manik.
manik _ no dear wife abhi nahi abhi niche chalo aur apne pati ko lunch karwao achha sa.
nandani _ I am not your sarvent ok kha lo jakar ke.
manik _ yes you are my wife not sarvent ok so just chill aur niche chalo ok.
nandani irited hokar manik ko dekhti hai jo carefully stair se niche otar raha tha aur ek stair par oska balance bigadhta hai aur nandani chikh kar manik ko titly hug kar leti hai aur.
manik _ are kuchh nahi hone donga tumhe my dear wife han ye aur baat hai tumhe mughe hug karna hai to kar lo I don't mind ye4sunkar nandani jaldi se hug broke karti hai aur gusse main manik ko dekhti hai aur manik ose na dekh kar aaram se niche otar raha hota hai aur phir manik aaram se nandani ko niche otar kar khada hota hai aur nandani jakar couch par beth jati hai manik ko fully ignore kiye aur manik thoda gusse main jakar nandani ke pass jakar beth jata hai aur.
manik _ kab tak yahan rehna hai ghar chalo main tumhe lene aaya hon rudly bolta hai.
nandani _kyu jaao mughe nahi jana na aaj na aage kabhi suna tumne so plese waps chale jao jaise aaye hon gusse main dor hokar beth jati hai. aur manik.
gusse main oth kar nandani ke pass jakar ose hath se pakd kar apne samne khada karta hai aur.
manik _ kya chahti ho han pair pakd kar mafi mang on tumse ki nandani plese mughe maf kardo maine jo bhi tumse kaha woh galti se gusse main keh diya tha tumse tumhare bina main oss ghar main nahi reh sakta hon mughe apne baby ki jitni fikar hai Osse jyada oski maa ki fikar hai apni baby ki maa ke bina main kuchh bhi nahi ho jab se woh yahan aayi hai main ek din bhi peacefully so nahi paya hon na maine lunch kiya hai na Brakfast aur na dinner kiya hai maine thik se everymorning maira koi saman mughe nahi Milta hai na coffee achhi lagti hai mughe na aamlet jab se tum yahan aayi ho papa mugh se rudly baat karte hai aaj main onki lap par sar rakh kar khub roya to melt hue aur mughe batya tum kya ho maire liye aur oss ghar ke liye Feb four baat nahi karta tha jab tumhe lekar aa raha hon tab jakar khush hue hai sab ye jo kuchh bhi kaha hai maine tumse sab Sach hai aur tum ka hogi to tumhare samne kan pakd kar mafi mangne ke liye bhi tayyar ho main par plese ghar waps chalo nandani I can't live without you na aaj na aage kabhi reh sakta hon pata chal gaya mughe tumhare bina reh nahi sakta hon main plese maf kardo mughe kaan pakd kar khada ho jata hai aur nandani ko dekhta hai jo aankho main aanson bhare shoked si sab kuchh sun kar apni jagha par khadi ki khadi reh jati hai kuchh bol hi nahi paati hai aur chakkar kha kar girne wali hoti hai tab hi manik ose jaldi se hold kar leta hai. aur.
manik _nandani kya hua hai tumhe oh God nose se bold kyu aa raha hai iske.
