ziddi nandini helpless manik

1.8K 108 17
                                    

Waqt nikalta hai nadani manik ki bonding aur majbot hoti hai dono doston  ki tarha bihave karte hue life spend karne lagte hai aur raj ye sab dekh rahe hote hai five month hojate hai nadani ki delivery ko jab nadani cabir mukti dhurav ko pateshan dekh kar kuchh souchti hai aur phir
Nandani _ manik suni ye plese.

Manik _ kya suno bolo.

Nandani _ woh aap phir se apna Feb five ka band restart kyu nahi karte ho.

Manik _ kyu restart karo jab Feb five ne khud ose broke kiya tha to.

Nandani _ janti ho par ye onki galti thi aap ne dekha na onki sab ki life kitni trouble face kar rahi hai aaj kal agar restart hoga Feb five to onki problem solve ho jayegi.

Manik _ I don't think so aisa kuchh hoga isliye aaram karo mughe jarori meeting at and karna hai khana kha lena.

Nandani _ main khana tab khao ngi jab aap Feb five ko restart karne ke liye han bol denge.

Manik shoked hokar nandani ko dekhta hai jo aaram se bed par leti hui manik ko dekh rahi thi.
Manik _ are you joking khana nahi khaogi baby bhok a rahega tumhe nahi pata hai kya.

Nandani _ pata hai ek din bhok a rahega kuchh nahi hoga ose don't worry ok duvet sat tak lekar so jati hai aur manik helpless sa nandani ko dekhta hai aur.

Manik _ papa papa bolta hua room se nikal jata hai aur 

Nandani _ gaya monster kahin ka ab dekhti kaise mana karta hai Feb five ke restart ke liye.

Manik gusse main office main enter karta hai kyunki raj ghar se nikal Chuke the jab woh onke pass gaya tha tab.

Raj _ manik kya hua beta phir se gussa.
Manik _woh aapki ladli hai na osne maira dimag kharab kiya hua hai kya karo main.

Raj_ just relx yar betho pani lo aur batao kya hua.

Manik onhe sab bata deta hai aur.

Manik _ ab aspbatao ye zidd sahi hai kya oski  .

Raj _ yar bol to  sahi rahi hai woh tumhara bend famouse bend tha apne time main agar restart karoge to achhs hoga yar kya borai hai isme tere charo dosto ki life set hojayegi yar charo pareshan hai.

Manik _ broke bhi onhone kiya tha maine nahi jante ho na aap.

Raj _ janta hon yar ho gayi galtk onse kya pori life onhe saza dega to iski han bol.

Manik _ I am not intrusted dad oth kar nikal jata hai aur raj bas ose dekh kar reh jate hai.

At evening.

Manik thaka hara ghar aata hai aur.

.manik _ ramu pani laao jaldi se.

Ramu pani lata hai.

Manik _ nadani kaha hai.

Ramu _ ji apne room main hai aaj onhone khana bhi nahi khaya hai.

Manik _ what kya bakwas kar rahe ho mughe bstys kyu nahi tumne call karke.

Ramu _, aapka phone band tha baba kaise batata.

Manik _ oh shit betery charge nshi hai mairi jaldi se apne room main jata hai jahan nadani bed par laydown booksread kar rahi hoti hai aur.

Manik _ nadani kya bachpana hai ye khana kyu nahikhaya aapne.

Nadani _, aapne mairi baat mani jo main aapki baat mano.
Manik _ nandini ye pocibal nahi hai.

Nadani _ kyu pocibal nahi hai batao mughe.

Manik _ maira man nahi hai ab bas.

Nadani _ apne doston ke liye phir se man banao manik onki help karo sabkitns pareshan rehte hai jante nshi ho kya abeer ki feels bhi due chal rahi hai mukti alg pareshan hai dhurav ki bhi halat tumhe pata hai.

Manik _ abeer ki fees due hai cabir ne batya kyu nahi mughe.

Nadani _ kyu kab tak oske kharche aap afored karenge oski koi self respect nahi hai kya gusse main bolti hai aur.

Manik _ yar tum gussa kyu kar rahi ho.

Nadani _ to kya karo main gussa na karo to aap ne bhi bekar ki zidd pakd li hai.

Manik _ aur tumne kya kiya hai apne bare main nahi apne baby ka nahi souch rahi tum kab se bhoki ho bethi ho
Baby suffer nahi kar raha hai kya dr ho tumnahi janti ho kya jo mughe batana pad raha hai tumhe.

Nadani _ mughe dant kyu rahr ho.

Manik _ to pyar karo aisa koi kaam bhi nahi kiya hai tumne ek dum se bolta hai aur nandini sunkar blush karti hai aur manik idhar odhar dekhne lagti hai.

To beta karo na pyar kisne mana kiya hai raj bolte hue enter karte hai aur.

Manik _ papa.

Raj _, kya papa han dost dost ka natak band karo dono aur happy marid life spend karo yar kyu life spoil karte ho fight karke aur nandini tum itni immeture bihave karogi pata nahi tha mughe beta.baby ko janm dogi aur khud hi baby ban gayi ho zidd karke khana nahi khaya tumne sunha se.

Nadani _ sorry papa.

Raj _ raj khana laao jaldi se manik nadani dono ka yahin par aur ssth main maira bhi.

Manik reox hokar nadani ko dekhta hai jo cute sa face banaye bethi hoti hai naraj si.

Manik _ ab aisa golu molu sa face bans kar mat betho yar souchonga main jo tumne kaha hai oske liye.

Nadani _, sunkar sach bol rahe ho tum.

Manik _ hmm ab to khana khao yar kya zidd karke beth gayi Ho chalo papa bhi aarahe hai frssh hokar aaj hum dono ne hi nahi kiya lunch bahut bhok lagi hai hume ose hold kiye couch par betha deta hai aur phir teeno ek sath lunch aur dinner ek sath karte hai aur.

Raj_ manik main ab aaram karonga tum dono  bhi aaram karo ok.

Manik _ ji papa .

Nadani _ papa medisen le lena apni milk ke sath.

Raj _ han beta lelonga.

Raj chale jate hai  aur ramu tabel arange karke niche jata hai aur nandini manik night dress change karke bed par laydown hote hai aur.

Manik _ nadani.

Manik _, hmm.

Manik _ hum kab tak dost rahenge yar.

Nadani _ kya matlab.

Manik _ yar papa ne bola nahi abhi dosti chhodo aur happt marid life start karo smirk karke bolta hai aur nandini ko dekhta hai jo manik ki baat ka matlab samgh kar nirvoys ho rahi hoti hai aur.

Nadani _ so jao thak gaye ho aaj mughe bhi sona hai duvet face par lekar eyes close karleti hai aur .

Manik _ samgh to gayi ho kya bol raha hon main duvet face se hata kar bolta hai jahsn nadani blush karte hue leti hoti hai.

bin phere hum tere. जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें