angry manik malhotra

1.6K 218 9
                                    


part 38.

nandani ka ghar jana manik ka gussa hon a ab aage.
manik tayyar hokar office chala jata hai aur apna kaam karne lagta hai par bar bar phone ko dekhna band nahi karta hai par nandani ka koi call nahi aata hai.
manik phone ko dekh kar ek to bina bole chali gayi aur ab tak ek call bhi nahi kiya had hai laparwahi ki phone gusse main tabel par rakh deta hai.

idhar menglore main

nandani sab se milti hai aur phir so jati hai. at afternoon nandani ki aankh kholti hai aur najar phone par jati hai to oski be try khatam hoti hai
nandani _oh shit phone ki be try khatam ho gayi woh monster to gussa ho gaya hoga main bhi so gayi itni der tak pata nahi call kiya hoga on hone to kya karongi main ek to bina bole aa gayi jaldi jaldi main woh deep sleep main the to onhe othaya nahi ab pata nahi kitna gussa hoge ek call bhi nahi kiya maine onhe.

jaldi se phone charge karne ke liye lag aati hai aur niche jakar lunch karti hai

chachi _ nandu kya rat ko soyi nahi thi tum jo aate hi so gayi kya kar rahi thi rat ko.
nandani chachu ki baat sun kar thoda ambres fill karti hai amms dekh leti hai
amms _ bahu kya pochh rahi ho nandu se rat ko kitna kaam tha inke late ho gayi hogi.
nandani _han han chachi bahut sara kaam tha so
chachi _ smirk karte hue han han kaam tha sohne Monda aayega kal tughe lene ke liye.
nandani _ pata nahi aayege ya nahi kaam bahut hai na onhe office main to pata nahi hai papa ne to kaha tha woh hi aayenge.

phir room main jakar jaldi se phone lekar manik ke number diel karti hai par manik phone ricev nahi karta hai nandani kayi baar call karti hai phir dukhi hokar phone rakh deti hai
nandani _ phone kyu nahi let rahe hai maira bell to ja rahi hai phir otha kyu nahi rahe hai kya gussa hai mughe se.

manik an mana sa office se ghar aata hai samne Cabir Mr malhotra ke sath betha hota hai naya mukti aalia kitchen main hoti hai aur Dhurav pani liye aata hai.
cabir _aa gaya maira yar
Mr malhotra _ mond off hai oska khayal rakh kar bolna osse
Cabir _kyu kya hua
Mr malhotra _ nandani bina bole chali gayi hai so gussa aur naraj dono hai pag phere ke liye bhi jayega ya nahi pata nahi iss liye tum sab ko bolaya hai tum sab sath Chale jaana isse lekar nahi to zidd main nahi jayega ye janta hon isse main.

manik aakar couch par beth jata hai.
Cabir _Dhurav manik ke liye bhi pani le aa

Dhurav _laaya.

phir pani pi kar manik chup chap apne room main chala jata hai.
Cabir _ye to had se jyada upset hai uncle ab aage kya karenge hum.
Mr malhotra _pata nahi yar ye aisa hi hai pata nahi kab tak aisa rahe ga.

manik apne room main jakar dress change karke bed par let kar phone ko dekhta hai jisme nandani ke kayi miss call hote hai. manik dekh kar phone waps rakh deta hai aur hand eyes par rakh kar let jata hai.

niche Mr malhotra ka phone bajta hai
Mr malhotra _ nandani ka call

phone otha ate hai

Mr malhotra _hello beta pahunch gayi na thik se
nandani _Ji papa kab ka pahunch gayi aap thik hai
Mr malhotra _han beta
nandani _aur woh kaha hai
Mr malhotra _ tumhara woh apne room main hai abhi office se aaya hai kyu tumne baat nahi ki
nandani _nahi woh subha phone off tha aur phir main so gayi phir call kiya to on hone call pick up hi nahi kiya maira. shikayat karte andaj main bolti hai  .
Mr malhotra _ beta calm down woh aisa hi hai tum janti ho na naraj hai tumse  .
nandani _kyu kya hua

Mr malhotra _tum ose bata kar kyu nahi gayi jab gayi bas isi bat se gussa hai tumse aur jab tak gussa rahe ga aisa hi rahe ga woh tum fikar na karo
nandani _ woh aayenge na papa lene to

Mr malhotra _ pata nahi beta aayega ya nahi nahi aaye to main Cabir mukti ko bhej donga tumhe lene tum aa jana zidd mat karna ok
nandani _ Ji papa aa jaongi.

phir sab mil kar dinner karte hai par manik ka mond off hi rehta hai.

Cabir _manik kal chalega na nandani ko lene menglore
manik _ pata nahi hai jao ya na jao jaise gayi hai wese aa jayegi kya farq pad ta hai ose maire jane na jane se ok maira ho gaya good night every one.
aur chala jata hai

mukti _ iss bar to gayi nandani iska mond to Sach main bahut jyada off hai yar Cabir kuchh karna hoga Hume .

Cabir _ han mughe bhi aisa hi lagta ye to had se jyada bigda hua hai yar chalo sote hai subha dekhte hai kya karna hai.

bin phere hum tere. जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें