🌻|Chapter - Nineteen|🌻

680 304 201
                                    

Sameer strangely look up at naina, and ask in shaky tone - "yeh sach hain?"

"Use kya puch raha hain, main khud keh rahi hoon na. Tujhe mujhpe bharosa nahi hai kya?" Nazneen shouted on her son for still not trusting her story, he clutched his hair tightly.

"Kaise yakin kar loon ammi? mujhe andaza bhi nahi tha bilkul ki naina mere piche aapko milne aayi thi, itne mahino se sirf yahi soch raha tha ki usne aakhir aisa kiya kyu. Kyu mujhe aapse milne aane nahi diya, lekin mujhe kya pata tha ki kahani toh kuch aur hi hain." Sameer said in hurtful voice, now realising why naina use to stay absent till one week, she was taking care of his beloved ammi, she was performing her responsibility as a human. He never thought that behind his back, naina is visiting his house to just make sure nazneen is keeping good.

"Mana kiya tha naina ne mujhe yeh baat kisi se batane se, usne mujhe khuda ka vaasta diya tha. Warna mein tujhe kabhi ka bata deti, usne ek hafte tak lagatar meri seva ki, mujhe waqt pe dawaiya di...mera bhukar utra ki nahin uska dhyan rakha, office ke sare kaam tere bharose chod kar woh mere paas waqt bitati thi...Usne kabhi mujhe yeh lagne nahi diya ki woh teri boss hain, humesha ghar ki beti jaisa mera khayal rakha, mere liye khichidi banayi, soup diya Dr.ali ke kehne pe, aur pata nahi kitna kuch kiya hoga us ek hafte mein." Nanzeen couldn't stop appreciating the efforts naina made for her when she was sick, like her own daughter she taken care of her. Sameer is taken aback with this new information, he blankly stare to naina who isn't able to look into his eyes.

"Jab tumhe itni fikar hai mere parivaar walo ki, toh kyun tum mujhe chod kar kabir se nikaah kar rahi ho naina? Woh bhi aise reason se jo kise kahuga toh woh bhi hasege." Sameer spoke quite angrily, not understanding the hidden motive of naina for selecting kabir as her life partner, if she loved him and his family so much, then how suddenly can she abandoned them?

"Tum meri beti ko behkao mat samjhe, uski zindagi uski marzi woh jise bhi shadi kare, tumhe kya?" Her father replied him in annoying look, earning a deathful glare by sameer who stated - "Gustakhi chahuga, lekin uski marzi kabhi chali hi nahin aapke saamne, aapne humesha khud ke liye hue decision naina pe thope hain, humesha uski personal life mein aapne interfere kiya. Itna hi nahi jab use kisi se jake beinthaan mohabath hua, toh usme bhi aake aapne sab kuch barbaad kar diya, mujhe toh abhi aisa lagta hain ki kabir ke saath nikaah karne ka decision bhi aap hi ka hoga." 😠

"Sameer apni aukaat mein raho tum samjhe, mujhe mat sikhao kya sahi hai aur kya galat, tumhari behen ko dekho pehle kaise kisi aur ke honewale pati ke saath gulcharre uda rahi thi." Rakesh spoke hatefully, boiling sameer's blood, he can tolerate hundred bad words and false accusations on himself, but a single word against his family rose up his anger.

"Meri appi ke khilaaf ek shabd nahin uncle, warna mein bhul jauga ki aap meri naina ke abbu hai." He said with a warnful look, wondering that why this bastard is now accusing his innocent sister?

Rakesh chuckled, saying with a evil smirk - "bhul jao fir, kyuki abhi jo main tumhe dikhane wala hoon na woh dekh kar tumhari aankhein chauk jayegi."

He shows the intimate picture of kabir and mariam, in which they are deeply engrossed in kissing each other. Both of them palmed their face in mortification, and slap themselves mentally for romancing openly without thinking about consequences.

"Aaj subah mein kuch zaruri kaam se garden ke waha se jaa raha tha, tabhi maine in dono ki aawaz suni. Mujhe laga naina hogi, isliye use surprise dene ke liye main car se utra aur dheere dheere andar gaya, lekin mein kya dekhta hoon? Kabir ke saath mariam thi aur woh dono ek dusre ke itne karib aake baithe the? How Disgusting." rakesh spoke with a exasperated expression, telling the story that how did he catched this both kissing one another, naina glanced kabir and ask through her eye - "Kyun?"

𝗧𝘂𝗷𝗵𝘀𝗲 𝗛𝗶 𝗔𝗮𝘀𝗵𝗶𝗾𝘂𝗲 (Winning Book) Where stories live. Discover now