❤|Chapter - Twenty|❤

711 292 147
                                    

"Baap woh hota hai jise apni bachi ki parwah ho, uski pasand na pasand se fark padhta ho

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Baap woh hota hai jise apni bachi ki parwah ho, uski pasand na pasand se fark padhta ho. Lekin aap toh baap hoke humari beti ko emotional blackmail karne chale the?" Rama shout angrily on her husband who is looking her shocking, how do she know that he emotionally blackmailed naina?

"Aapko kya lagta hai humein kuch dikhayi nahi deta? aap jhut bolte rahege...meri bachi ko darayege toh humein samjh nahi aayega? Shuru se janti hoon mein ki aapne sab kuch dhong kiya hai naina ke saath, baap hone ka farz nahi balki faida uthaya hai aapne." She added in wrathful look, feeling to slap him again for playing this dirty game with his own daughter.

"Chup karo tum, beti ke pyaar mein andhi hogayi ho kya? Sahi galat kuch samjh nahi aa raha tumhe, baap hoon mein naina ka...uske liye decision lena mera haq hain, uska bura thodi chahuga kabhi." Rakesh said emotionally, trying to gain their sympathy which isn't going to happen, now they very well know how smart and cunning he is to fool anyone.

"Haq hai sahi baat hain, lekin main bhi aapki beti hoon papa. Meri life mera decision matter karta hain, choti bachi toh hoon nahi mein jo koi bhi galat decision le lungi...Muje ache bure ka fark samjh aata hai, aur ek baat...maine humesha aapka kehna maana hain, muje office mein kaam nahi karke abroad padhne jana tha uske liye bhi aapne mujhe mana kiya tha. Mujhe kaam nahi karna tha yahan lekin fir bhi aapne zor zabardasti karke, emotional drama karke mujhse haan bulwa hi diya." Naina revealed out the hidden secret, on which sameer reacted astonishingly, she never brought this topic during their conversation, she never said that she was forced to work as a bussinesswoman. He thought this decision of working and handling the office solely was hers, but he was wrong again.

"Aapse humesha maine har kuch share kiya, school se leke office tak aapko mere har dosto ke bare main pata hain. Woh kaha rehte hain, kya karte hai, sab kuch...maine kabhi bhi apni personal life aapse alag nahi rakhi, humesha aapko uska hissa banaya hain. Lekin aapke is other caste ke ladke se door raho, unse dosti mat karo, in sabki wajah se maine aapko mere aur sameer ke relation ke bare main nahi bataya. Aur jab bataya himmat kar ke toh aapne kya kiya? mujhe sameer se door kar diya, meri shadi bina puche mere best friend se fix kar di."

"Main kasam kha sakti hoon ki sameer se kahi gunah zyada importance maine di thi aapko, pyar bhi humesha aapko zyada kiya maine, har meri baaton mein aapka naam toh aata hi tha. Itna hai mujhe aapka, lekin as my father aapko meri feeling samjhni chahiye thi, aapko dekhna chahiye tha ki aapki beti kitna pagalo jaisa pyar karti hai sameer se. Nahi jee sakti hoon uske bina, waise bhi meri shadi kabir se kabhi nahi honewali thi lekin agar aap zabardasti kisi se rishta bhi jod lete na mera. Toh Main Ghar Se Bhaag Kar Sameer Se Shadi Kar Aati." Naina openly warned her father with determined look in her eye, she can't think of spending her life with someone else other then sameer. He is her need, her worst addiction to which she never want to get rid out of.

"Tu meri beti hoke is garib ke saath bhagegi? bachpan se lekar tujhe sirf isliye bada kiya tha taki tu apne baap ka naam kharab kar sake, yeh sab tu karne ke bare main soch bhi kaise sakti hai? Ek ladke ki wajah se tu saalo ke rishte tod dengi?" Rakesh spoke in broken voice, looking to his daughter who was ready to elope with sameer, how can she cheat her father who raised her up since childhood, he pamper her the most as she was only his child, more then his wife he loved her and took stand of her.

𝗧𝘂𝗷𝗵𝘀𝗲 𝗛𝗶 𝗔𝗮𝘀𝗵𝗶𝗾𝘂𝗲 (Winning Book) Where stories live. Discover now