Part - 28

520 46 1
                                        

In previous part yuvraj and aashita’s marriage get fixed

At bondita's home Aashita :- maa bondita kaha hai... Kharidari ke liye jana hai..

Sumati maa :- pta nahi Aashi kaha hai ye Bondita....

Mammi :- arre didi kaha hogi...khel rahi hogi koi kaam to hai nahi usse

Anirudh :khel rahi hogi??? 😂 Aacha to chalo usse dhudte hai fir bazaar bhi jana hai..

Aashi :- muje pta hai kaha hogi... Bagiche main ...

They all reach to garden...

She was playing Aankh micholi with kids in the garden

Bondita :- jitungi to main hi dekh lena...

Kid 1 :- arre didi phele pakdo to
sahi....

Anirudh was just lost in her innocence..

Aashita :- aeee Bondita ....

Bondita :kya hai...

Aashita :- chal...

Bondita :- kaha ..

Aashita :- Bazaar...

Bondita :- rosogulle khane..

Aashita :- nahi...

Bondita :to tumi jao ami na asaobe

Anirudh :- tabe apanake asate hobe (par tumhe aana hoga )

Bondita remove pati from her eyes and look at Anirudh

Bondita :- biristra babu aap yaha....

Anirudh :- tume ki chalbe ...(tum chalogi na)

Uv :- chalo bondita mere vivah ki kharidari nahi karni hai kya .

They all set in car and move to market ...

Aashita :- kitna maza aata hai is motor gadi main baith ke...

Bondita :- haa Aashi bhout maza aata hai bade kamal ki cheese hai ye tin ka dabba ...

Anirudh :- lo baazar bhi aa gaya... Tum log chalo main tin ka dabba (everyone look at Anirudh ) mera matlab hai car ko park karte aata hu...

They all enter in a shop and buy lots of things there ....

Yuvraj :- ufff... main to thak gaya bhout bhuk lagi hai..

Anirudh :- haa yaar ye kharidari humare bus ki nahi hai  kitne nakhare hai tum ladkiyo ke ye aacha nahi hai ye essa hai ye wesa hai...

Bondita :- sabhi cheese dekh kar kharidni padti hai warna dhan barbad nahi hoga kya... Aap bhina...

Anirudh :- devi ji..... Aap dhanya ho.. main bichara bholepan ka mara mujse nahi hoga

Bondita start laughing uv Anirudh and aashi also start laughing...

Aashita :- woh dekhiye... Puchka wala.. chaliye... (They reach there) dada puchka digiye ....(the vendor gave them plates every eat it )

Anirudh and uv :- haaaa.... 🥵Ye to bhout thikha hai 

Bondita and aashita :- thikha hai ...kuch nahi ho Sakta aap dono ka...

Bondita :- dada in dono ko pani digye...

Anirudh :- tumhara puchka bhi tumhe hi mubarak.....

Uv :- or nahi to kya itna thikha kon khata hai...

Anirudh :wese bondita ek baat batao vivah main tum kiski aur se ho... Kyuki vivah tumhari dost or dada dono ka hai

Uv :- ofcourse meri yani var paksh se

Till Eternityजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें