part - 132

629 61 6
                                    

Continue from previous part...

Aashita :- aacha hua kya hai ye to batao..

Batuk :- kuch nahi hua hai...(he was looking to other side)

Bondita :- batukkk... aab hume bhi nahi btaoge...

Batuk :- koi fayda hai kya btane ka aap dono to ja rahi hai na...

Aashita :- to kya tum isliye naraz ho kyuki hum ja rahe hai...

Batuk :- hmmm... Bodhi mat jaiye na aap dono chali jayegi to main kiske saath khelunga... Kon sunega meri baate (they notice he was crying their eyes also filled with tears)

Bondita :- batuk please bahar aa jao... Please (he come out both wipe his tears with their pallu he hug both of them and the trio start crying after a while they parted )

Batuk :- aap dono ka besabri se intazar karunga main... Ek wada karengi bodhi... Aap dono badlengi to nahi na or mujhe bhulengi to nahi...

Bondita :- kabhi nahi.. tum humare sabse phele dost ho tumhe kabhi nahi bhul sakte batuk hume bhi tumse milne ka intazar rahega...

Aashita :- or waise bhi jabtak hum wapas aayenge tum to bhout bade ho jaoge kya pta tab tak tumhara vivah bhi ho jaye... Phir hum bhi kisi ko bodhi kahenge haina bondita...

Batuk :- bodhii... (The trio start laughing Bihari enter)

Bihari :- bahurani ji bade malik bula rahe hai...

Aashita :- aap chaliye hum abhi aate hai bihari babu... (He leave)

In hall
(Both Bondita and Aashita look at eachother with weird face)

Bondita :- aaj subha se jo kuch hora hai aisa lagra hai ki hum london nahi Antarctica ja rahe hai

Aashita :- haa jaha se pure so do so saal baad aayenge thik ussi tarah jaise Angrez aaye the...

Kaka :- kya khusarfuar chal rahi hai tum dono main kuch baki reh gaya kya...

Both :- Baki (they look towards the table which was full of snakes and other eating stuff Anirudh and yuvraj enter with khan baba)

Anirudh :- ye sab kya ho raha hai... Kaka itna sara saman kisliye nikalwaya hai aapne (he was aware that what was going on there but he still ask the question just for some fun)

Kaka :- tum dono chup hi raho to aacha hai...

Khan baba :- bhai jan itna sab kuch waha lejakar hume karobar nahi karna hai...

Yuvraj :- or kaka jab hum gaye the tab to aapne ek ek mathri or laddu ki barni main sab nipta diya tha or yaha puri ki puri dukan khol di...

Kaka :- haa to humari bahuye vilayat ja rahi hai koi mazak hai kya kisi cheese ki kami nahi honi chiye waha

Khan baba :- bhai jaan itne sab ki koi Jarrut nahi hai aapko humpar bharosa nahi hai kya hum aache se dhyan rakhenge in dono ka aapko ye sab karne ki koi Jarrut nahi hai

Anirudh :- bilkul Aashita (give her a laddu jar) bondita (give ber a mathri jar) bhout hai... Haina kaka (kaka make a angry face)

Yuvraj :- bakiii... Hum sambhal lenge..

Som :- bilkul.. (they share a high-fi)

Kaka :- aacha.. (kaka hold their ear)

Yuvraj :- ahh.. kaka dukh raha hai...

Som :- agar wapas karwane hai to thik hai kaan to chhod digiye...(kaka also laugh and leave their ear)

Aashita :- sab kitne khush hai na bondita..

Bondita :- haa or dugga maa sabko aise hi khush rakhe... Kaise bitenge itne saal sabke bina...

Aashita :- bhout yaad aayengi sabki.. (they blink their eyes to hide the new forming tears suddenly a stone hit the glass jar and it break into pieces everyone attention divert towards it then again a jar break because another stone hit the jar everyone get shocked)

Kaka :- ye sab kya hai kisne pheka patthar...(koyli came running)

Koyli :- bade malik..bade malik bahar gaon ke kuch log aaye hai woh jabardasti ander aana chahte the jab humne roka to patthar phekne lage...

Kaka :- kon hai ye log chalo hum dekhte hai... (Everyone went out)

Villeger :- jameendar sahab bahar aaiye...

Binoy :- ye kis tarah ka shor macha rakha hai yaha aapsabne...

Villager 2 :- aasamajik kaam par shor to machega na jameendar Sahab....

Anirudh :- kis aasamajik kaam ki baat kar rahe hai aap...

Village 3 :- aaj tak aisa konsa kaam hai Anirudh babu jo aapne iss samaj ke paksh main kiya ho... Samaj ke sabhi riti riwazon niyamo kannuno ko aapne paon tale kuchal kar rakh diya aapne...

Yuvraj :- aap logo ko jo bolna hai saff saff boliye...

Villeger 1 :- saff baat ye hai dactar babu aap dono aapni patniyo ko jo vilayat bhej rahe hai woh sahi nahi hai aapke ghar ki ye chingari humare ghar ko bhi jalane lagi hai... Humari behen batiya bhi aab vidhyalay jane ke liye padhne ke liye zid karne lagi hai....

Anirudh :- to ismain galat kya hai.. agar woh padhna chahti hai to kya harz hai unhe padhane main...

Villeger 2 :- padhne ya padhane main koi aapati nahi hai jamindar babu par hum mehnat karke muskil se do waqt ki roti kama pate hai... Kaha se laye unhe padhane ke liye dhan... Kaha se karwaye unka dakhila vidhyalay main...

Villager 3 :- siksha sirf aap amiro ke ghar ki mohtaz hai jamindar babu... Hum garib kaha se laye itni hasiyat humari batiya akar humse kehti hai baba jameendarni ji ki tarah hum bhi vidhyalay jayenge na aab kaise bataye unhe ki beti tumhare baba main itni hasiyat nahi ki woh tumhe padhne ke liye vidhyalay bhej sake... Kahiye...
(Anirudh come towards him and keep hand on his shoulder)

Anirudh :- hume khusi hai ki aap aapni ghar ki betiyo ko padhana chate hai unhe agge badhne dena chate hai par aap chinta mat kigiye iss gaon ki har ladki padh sakegi vidhyalay ja sakegi gaon main bhout jald vidhyalay banega jaha sabki betiya aapni iccha se padh likh sakengi or agge badh sakegi.. (the villager hug him)

Villegers :- aapka bhout bhout dhanyawad Anirudh babu... (Then they leave from there)

(They come inside)
Yuvraj :- aakhirkar gaon wale aapne ghar ki ladkiyon ko padhne or unke sikshit hone ke mehtav ko samaj hi gaye... Bondita Aashita.... (They come)

Bondita :- dada kya hua bahar....

Anirudh :- woh jo hum kabse karna chahte the par aakhirkar tumdono ke jatr jate ho hi gaya...

Yuvraj :- sabhi gaon wale aapne betiyo ko padhana chahte hai... Unhe school bhejna chate hai....

Bondita/Aashita :- shottiii...

Anirudh :- shottiii...

Kaka :- tum sab yaha ho bahu abhi kitni sari tyariya karni hai tum dono ko....

Aashita :- ji kaka sasurji (they leave)

Kaka :- tum dono ne keh to diya gaon walo se ki gaon main school banega par kaha or kaise...

Anirudh :- aap chinta mat kigiye kaka jo hoga sab sahi hoga gaon main school bhi banega or ladkiya school bhi jayengi bus sahi samay aane digiye..(he leave yuvraj was also going out)

Kaka :- yuvraj beta...

Yuvraj :- jii kaka...

Kaka :- dekho hum nahi jante ki tum dono kya karne wale ho Anirudh kuch bhi karne se phele sochta nahi hai par hume pura yakeen hai jab tak tum dono saath ho hume chinta karne ki Jarrut nahi hai.. aapna or usska dono ka dhyan rakhna hai tumhe..

Yuvraj :- kaka aap pareshan mat hoye kuch galat nahi hoga .. (he hug him)

To be continued..




Till Eternity जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें