Continue from previous part
In Heera mandi....Tara bai:- aaj tak Tara bai ke kothe se uski marzi ke bina ek parinda bhi nahi uda par tumlogo ki laparwahi ke karan woh dono mere haath se nikal gayi...
Muchad :- tara bai har jagha dhunda humne Ramaiya Suraiya ko par pta nahi kaha gayab ho gayi woh dono...
Tara bai :- mujhe Ramaiya or Suraiya chaiye jinda ya murda....kothe ki pehredari badha do... or tum sab bhi sun lo ( to all the girls) jis din Ramaiya or Suraiya mere haath lagi us din main unka woh hasar karungi jo maut se bhi bhayank hoga or agar ab kisi ne bhi yaha se bahar kadam tak rakhne ki sochi na to tara bai ka keher jarrur yaad kar lena( she leave)
Badal :- kash hum bhi himmat karke ramiya or Suraiya ke saath nikal gaye hote to aaj hum bhi unki tarah azaad hote...
Elaichi :- abb pachta kar kya faida badal kash koi fariste aate jo hume iss kaid se bacha kar le jate...
Bholi :- sab thik ho jayega...meri maa kehti thi dugga maa humesa aachai ka saath deti hai...
Badal :- sahi kaha tune ek din jarrur is Tara bai ko usse karmo ki saza milegi..
In RC mention..
Anirudh :- sabse phele hume un ladkiyo ko waha se bahar nikalna hai...
UV :- iske liye hume waha jana hoga...
Bondita / Aashita :- hum aapke saath chalenge...
Anirudh :- dimag kharab hai tum dono ka heera mandi ko ghumne ki jagah hai kya..main or uv hi jayenge waha bus...
Aashita :- aap hume halke main le rahe hai...
UV :- nahi.... pta hai tum bhari ho ( he remembered when they both fell on eachother because of rainwater Anirudh look at uv he realised what he said) jo bhi ho tum dono main se koi bhi waha nahi jayega....
Bondita :- hum jarrur jayenge.. Ramaiya didi or suraiya didi ki batto se hi lagta hai ye Heera mandi bhout khatanak jagha hai agar aap dono kisi musibat main fas gaye the.
Anirudh :- batte bhout aachi bna li maine kaha na nahi matlab nahi bondita...( Loudly)
Bondita :- mere jeevan ke sare faisley lene ka adhikar aapko hi to hai ( she leave)
Anirudh :- bon... bondita....
UV :- Aashita parso tumhare school ka first day hai jao or tayari karo ( she also leave ) kuch socha hai kese jayenge waha...
Anirudh :- bhes badal kar....
Next day...
Anirudh and UV disguise in Punjabi Attire
UV come out from bathroom...
Aashita :- kon hai aap or yaha ander se kyu aa rahe hai...UV ( in mind) :- pehchana nahi 😂 )) ooo ji sada naam yuvinder singh....
Aashita :- yuvinder singh kon yuvinder tum ander kese aaye..
UV :- woh dekhiye ( point window ) khidki se...
Aashita ( in mind) :- ye aadmi jarrur koi chor hai kahi kuch churaya to nahi isne... )) To tum khidki se ander aaye ho... Par kyu....( Move toward window)
UV :- sawal to bada aacha pucha hai ji aapne...woh kya hai na main bus ( Aashita lift a stick secretly which was kept in side of window) haveli ghumne aaya tha
Aashita :- haveli ghumne aaye the haa ( she hit him) abb main ghumati hu tumhe haveli .. chor ho na tum bolo kya churaya tumne...( She beat him with stick)
UV :- Aashita....😫aaah ( she stop after hearing uv's voice )
Aashita :- aap....( She throw the stick down)
UV :- aaiiii main bus thoda sa mazak kar raha tha aahhh....
Aashita :- mujhe maff kar diye muje laga koi chor ...( She touch his hand)
UV :- ahhhhh...abhi to mujhe jana hai main tumhe aa ke dekhta hu kitni heartless hoti ho tum ladkiya sach main koi chor hota to bichare chor ki to haddi pasli ek ho jati ( he leave )
Aashita :- chor ki haddi pasli.. ye vaidh babu bhi na ( she laugh)
In study...
Anirudh was standing with his back facing the door bondita come there...Bondita :- ye kon hai...or biristra babu ki study main kya kar raha hai... Kahi ye kitabe to nahi churane aaya.... Pta nahi kese kese log hote hai koi kitabe kese chura sakta hai... Bhes se to punjabi lagta hai... Ohhh punjabi babu.....( He turns she go to him ) kitabe churane aaye ho na yaha...
Anirudh :- na...
Bondita :- agar mere biristra babu ki ek bhi kitab ko haath lagaya na to ye Bondita Roy Choudhury tumhara woh haal karegi ki 10 din tak sochte rahoge ki kis ghar aaye the kitabe churane ..( Anirudh just stable with her words UV enter she saw him) ohh to aapne saathi ko bhi laye ho...kaka sa..(Anirudh keep hand on her mouth)
Anirudh :- shhhh.... bondita kya kar rahi ho agar kaka yaha aa gye na to sara plan kaharab ho jaayega... ( Bondita get shocked after recognising him as Anirudh...) Meri hi study main main kyu kitabe churane laga... Samjha bhi to kitab chor tum kuch bol kyu nahi rahi ( he realised that he has keep his hand on her mouth) ohh sorry ( he remove his hand)
Bondita :- abb esse bhes badal kar khade rahenge to koi kese pehchanega or ye sab kisliye....
UV :- Heera mandi ke sees mehel ke ander jane ke liye.... Tayar Anvinder singh
Anirudh :- bilkul yuvinder singh... ( They leave)
Bondita :- hyy dugga raksha karna in dono ki....😟
After sometime..
Bondita and Aashita were adjusting dinning table..Kaka :- arre babu aaj humare dono anmol ratan nazar nahi aa rahe
Aashita :- kaka sasurji ji woh he( bondita pinch her) ahhhh.....
Bondita (slowly):- kya bol rahi hai kaka sasurji ko agar sab pta chala na to hum sab gaye samjhi...
Aashita (slowly) :- ohhh haa maff karna Wohhh...kaka sasurji woh Anirudh babu hospital gaye hai or vaidh babu court matlab Anirudh babu court gaye hai or vaidh babu hospital...
Kaka :- aacha thik hai...pta nahi kya ho gaya hai in sabko....( Leave)
Both take a long breath....Both :- bach gaye...
At enterence of heera mandi....
UV :- arre baap re yaha to bus ladkiyan hi ladkiya hai...
Anirudh :- tu kab se ladkiyo se darne laga...
UV :- aaj se...(tell him everything happen in room Anirudh burst in laughter)
Anirudh :- hahaha... Bichara mera bhai... Jada lagi to nahi na..😂
UV :- hatt.. chal aab ander chalte hai...
Women :- arre babu..kaha chal diye zara kuch pal mithe bol hi bol ligye...
Anirudh :- naaa na..nahi ji bhout bhout dhanyawad
Women 2 :- arre rukiye na kaha chal diye..( the women's hold their hand)
UV :- aaa..aani.. Anirudh bhag....( Woh dono haath chuda kar bhag jate hai..)
Women :- aaurt ke sparsh se darte hai to heera mandi main kya karne aaye hai 😂
To be continued...
आप पढ़ रहे हैं
Till Eternity
RomanceLove....., sounds cool rain , butterflies, bubble etc right but in The era of 1920s ... British era... four people they have their own free world... Different paths but same Destination CHANGE .... they want to change the society but get binded in...