Part-79

498 41 3
                                    

In privious part Sourabh and Sampoorna's wedding is going on..
Uv was talking with some mens about any topic mariya come
Mariya's outfit

Uv look at her just for second and move his eyes in ignorance which fully notice by mariya but uv see all mens around is staring at her

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Uv look at her just for second and move his eyes in ignorance which fully notice by mariya but uv see all mens around is staring at her... He go toward her...

Yuvraj :- have you lost all your senese mariya konse ocassion par kese kapde pehne hai its not matter anymore huhh.. Its India yaha sadiyon main esse kapde nahi pehnte hai look around everyone is staring you...

Mariya :- but i want you to stare me..

Yuvraj :- and you really think i'll... Not even in your dreams... Go and change.

Mariya :- but i don't know anyone..

Yuvraj :- bodhi...(to a women) kripya inki madad kar digye...(the women understand what he is talking about)

Women :- aaiye (she take her with her)

UV (look up to sky) :- sahi kismat likhi hai aapne meri iski mujhe sunni nahi hai ek meri sunti hi nahi hai..kya hoga mera...(he leave)
(Bondita and Anirudh come back)

Anirudh :- bondita main abhi aata hu tum aapna dhyan rakhna..

Bondita :- mujhe kya hua hai... Wese kaha ja rahe hai aap kaka sasurji ne pucha to...

Anirudh :- jarruri kaam hai thodi der main aata hu...(he leave Aashita come)

Aashita :- kaha chali gayi thi tu mammi dhund rahi hai tujhe rasamo ke liye..

Bondita :- haa chal...(they both go rituals are going on Anirudh also come back after sometime )

Gauri :- Aashita aab tu mujhe bhi nahi bataygi.. bta na...

Aashita :- arre kya batau... Kyu tang kar rahi hai..

Gauri :- dost hu teri pura haq hai mera...

Aashita :- chup kar na gauri kisi ne suna to kya kahega...

Gauri :- kyu kahega hum vivahit hai to aapne jiwan ke barre main baat karne main kesi pareshni... Bta na..

Aashita :- to sun bhout aache mere vaidh babu bhout aache unhone Humesa khud se upar mujhe rakha hai bhout kuch tyag kiya hai mere liye mere sapno ke liye( mere or mariya ke bich kuch nahi hai)... apne aap se phele woh mere barre main sochte hai aapni khusi se phele meri khusiyo ke barre main sochte hai(main balcony main so jauga tum aaram se bed par so jao..) kya thi main ek sadharan si ladki jo chnd hindi ke aksar padhkar sapne dekh sakti thi par mere sapno ko pank diya unhone...(tum banogi Tulsipur ki pheli mahila doctor) Aaj agar main padh sakti hu kisi se bhi pure atamvishwas ke saath baat kar sakti hu aapne adhikar ke liye lad sakti hu to sirf unke karan... Maa ne dadi ne samaj ne vivah ke phele na jane kya kya sikhaya par vivah ka aasli matalab vaidh babu ne samjaya mujhe... Unhone samjaya ki vivah ka matalab sirf shararik sambandh ya Jarrurte pure karna nahi hota(main tumse wada karta hu tumhari marzi ke bina kabhi tumhare karib nahi aauga ) dhal bankar ek dusre ke liye khade rehna har paristhiti main ek dusre ki taqat bana hota hai ek riste ke sahi maine... (She close her eyes and remember her movements with yuvraj)

Till Eternity जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें