Part - 89

487 48 3
                                        

Some days passed now everything is normal in RC mention and in life of RCs.. Bondita start calling Anirudh as pati babu Aashita as well call yuvraj as pati babu the school has stated its was Sunday morning....

Anirudh :- bondita aaj to sunday hai...

Bondita :- haa to aaj kya koi khas din hai...

Anirudh :- haa bus ek baar yuvi ko aane do...

Bondita :- kuch batiye to sahi ...(yuvi come with some books)

Yuvraj :- Aashita kaha hai...

Som :- dada Humesa bodhi ko dhundte rehte ho kabhi hume bhi dhund liya karo...

Yuvraj :- ho gaya... (Aashita come with tea and snacks) kaha chali jati ho tum ye lo tumhari books...or bondita ye tumhari... Or ye batuk tumhari issme se notes bana lena...

Aashita :- thik hai...(they both take the books but yuvi again take it back) abb kya...

Anirudh :- aaj koi padhayi nahi hogi..

Bondita :- par... Padhayi nahi karenge to or kya karenge din bhar hum...

Yuvraj :- woh surprise hai abhi 10 baje hai tum dono 11 baje yahi milna..(Anirudh and yuvi leave along with batuk... bondita and aashita confusingly look each other)

In kitchen...
Both are walking right to left and bump with each other..

Bondita :- ahhh Aashi kya kar rahi hai lag gayi mujhe....

Aashita :- sorry...sorry... Pta nahi bondita kya socha hai un dono ne..

Bondita :- main bta rahi hu daal main kuch to kala hai ... Warna pati babu or dada padhai karne se mana kar de... impossible....

Aashita :- thik keh rahi hai tu kuch to gadbadi hai..

Kaka :- bahuu...

Both :- ji kaka sasurji...

Kaka :- hum jameendari ke kaam se bahar ja rahe hai raat ko der se lautenge to humara bhojan mat banana...

Both :- ji kaka sasurji (he leave)

After an hour in study...
Aashita :- lo hume bol ke abb pta nahi woh dono kaha re gaye...

Yuvraj :- aa gaye.... Don't worry..(Anirudh and yuvraj come in study with batuk)

Bondita :- abb to bta digye itna suspense....

Anirudh :- suspense khatam to aaj tum dono ke liye case hai... Janti ho bondita tumhare is dada par arop hai ki inhone hatya ki hai dhani ram ki..

Yuvraj :- arre maine kaha na maine koi hatya nahi ki hai... Woh dhani ram phele se mara hua tha... (Bondita and Aashita get shocked )

Anirudh :- kanoon saboot mangta hai aab to nayay hoga... Bondita tumhe apane dada ki tarf se case ladna hai... or dhani raam ka case ladega batuk...

Bondita :- ye kya bole ja rahe hai aap kuch samjh nahi aa raha hai...

Anirudh :- sab samajh aa jayega don't worry...

Yuvraj :- or Aashita tumhe....tumhe dhani ram ka operation karna hai...

Aashita :- hain??.. Dhami ram to mar gaya na to usska operation kese hoga..

Yuvraj :- arre jada kuch nahi karna hai bus dhani ram ki body par cut marna hai or usse phir se sil dena hai simple...

Aashita :- aap serious hai..(yuvi nod his head)

Till Eternityजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें