In previous part Bondita and Aashita threatened tara bai..
In rc mention...
Uv was sitting on sofa reading a report and Anirudh was writting something.. bondita and aashita comeAnirudh :- kaha thi tum dono...
Bondita :- pooja ka samaan lene gaye the ...
UV :- kaha hai pooja ka samaan...
Aashita :- woh mila nahi na...
UV :- to fir itni der kyu lagayi...
Bondita :- woh...dada baat ye hai ki hum school ka ek lesson real life main sikh kar...nahi sikha kar aaye hai...
Anirudh :- konsa lesson..
Both :- tit for tat... ( both look at each other and smile Anirudh and UV get confused )
Kaka :- koi baat nahi bahu agar pooja ki samagri nahi mili to kal aa jayegi aacha aaj bhojan thoda alag bana woh binoy wapas aa raha hai siliguri se...
Aashita/bondita :- thik hai kaka sasurji...
Kaka :- or tum dono khabardar agar humari bahuo ko kuch kaha to..
Anirudh/uv :- thik hai kaka sasurji matalab kaka..
Batuk :- bodhi school ki chutti ho gayi hai...
Bondita :- matlab...
Batuk :- matalab aap dono ko school se nikal diya gaya hai...
Aashita :- kya... Esse kese par kyu..
Batuk :- arre puri baat to suniye aap dono ko mujhe jodan ko or sabhi baccho ko 20 din ki chutti mili hai... As section vocation
Bondita :- batuk ...(batuk run away )
In study
Bondita keep cup on table..Bondita :- ye ligye aapki coffee bina chini ke mujhe to ye samajh nahi aata aap ye pe kyu rahe hai...itni raat ko...
Anirudh :- esse pine se nind kam aayegi na isliye... Taki main ye case aache se study kar pau... Kya pta kuch mil jaye..
Bondita :- fisul ke kaam karwa lo par kaam ki baat bilkul nhi karte aap .. saboot dhundiye na...
Anirudh :- yaar tum saboot ki baat to esse kar rahi ho jese tara bai ke khilaf har saboot mere liye phul mala liye khada hai ki aao Anirudh hume le jao
Bondita :- jaha cah waha rah hoti hai biristra babu khule jungle main nikaliye bada sikar kigye par nahi agar kisi ko circus main ring master ke isharon par nachne main maza aa raha ho to koi kya kare...
Anirudh :- ek minute tum kya mujhe circus ka sher bol rahi ho...
Bondita :- sukar kigye sher bol rahi hu warna jo kuye ke bahar na nikle usse mendhak kehte hai ...
Anirudh :- haa to thik hai kal ye mendhak kuye se bahar jarrur niklega dekhna tum tikhi mirchi...
Bondita :- let's see mister Barrister..( she leave)
Anirudh :- mujhe kehti hai par mujhse lade bina iska pait bharta hai kya (smile)
In Yusita room
UV :- Aashita aab school jab tak band hai tum mere saath hospital chalna waha tumhe bhout kuch sikhne ko milega..Aashita :- thik hai vaidh babu.. vaidh babu tara bai ke khilaf saboot milenge na... Na jane kya kiya ussne bansi kaki ke saath..
UV :- haa ...or tumhari Bansi kaki ko bhi insaff jarrur milega..(in hall Binoy had come everyone is having dinner)
Binoy :- tum dono ko ye sab karne ki kya jarrut thi jo jesa chal raha tha waise chalne dete na da aapne inhe samjhaya kyu na...
Kaka (slowly) :- lo jab puri ramayan khatam hone wali hai to bali bole mera rajya lotao...
Binoy :- kuch kaha kya aapne da...
Kaka :- na..nahi to or Binoy ye dono jo kar rahe hai soch samajh ke kar rahe hai tum Chinta mat karo dugga maa ki kripa se sab thik hoga
Anirudh :- kaka woh main kal kalkata ja raha hu(say looking at bondita) jab tak bahar nahi jauga saboot milna muskil hai...
Batuk :- wah dada pheli baar patte ki baat ki hai aapne...
Som :- kabhi kabhi patte ki baat tum bhi kar liya karo batuk..bodhi aap dono batiye aab to aab bhi batuk ke saath padhti hai na ye school main karta kya hain (batuk look and bondita and aashita )
Batuk :- Bodhi aap dono ko yaad hai na main humesa aap dono ki padhai main madad karta hu (everyone start laughing)
Next morning Anirudh leave for kolkata uv leave for hospital bondita and aashita stay at home for ekdashi pooja..(its night time)
UV is driving suddenly he saw a girl on cliff UV stop the car..UV :- ye kon hai agar esska jara sa bhi paon fisla to ye khayi main gir sakti hai kahi suicide..suniye..... rukiye..(he go there the girl was about to step forward but uv pull her he can't see her face because its covered with her hairs) dimagh kharab hai aapka kya kar rahi thi waha abhi gir jati to...(girl point toward a tree it was little down from cliff ) kya hai waha ... (He look carefully there was a photograph tucking on it )woh tasveer ek tasveer ke liye tumne aapni jaan khatre main dal di...
Girl :- its very important (UV get shock because somewhere he know the voice)
UV :- Mariya..🙁
Girl :- dekha aaj bhi tumnaie meri voice se mujhe pehchan liya na yuvraj ( she look in his eyes ) main janti thi ek din tum mujhaie jarrur miloge.. (she was about to hug him but he step backward )
UV :- kyu aayi ho tum yahan.. Mariya kisliye...
Mariya :- tumhare li...
UV :- ohhh please stop it... Past tum bhi janti ho or main bhi to ye sab Natak karne ki koi jarrut nahi hai... Jaha se aayi ho wahi wapas chali jao please...
Mariya :- no don't do this Buddy
UV :- Don't call that word (loudly)
Mariya :- ok ok..sorry i'm not calling you buddy.... But main tumharai liye hi aayi hu india...
UV :- Mariya please... I don't want to again start that conversation better leave... No i'll leave...( He go some steps forward but stop) kaha thehri ho
Mariya :- you still care...
Uv :- yes i care because ye india hai or tum ek ladki humare yaha kisi ladki ko raat main akele esse pahadi par nahi chhoda jata i'll drop you...(she sit in car with him uv is not talking anything )
Mariya :- i'm getting bored...
UV :- so what i'm not a joker
Mariya :- agge se right ...(after some time ) now left no right ...
UV :- ek minute ye to wahi bazar hai jaha se hum abhi guzre the (he look at her) tum mujhe ghuma rahi ho...utro..
Mariya :- what...
UV :- i said get out jaha jana hai khud jao...galati kar di tumhe lift deke...(she get down uv go forward but come back and throw ger purse on her than leave)
Mariya :- you never changed buddy you didn't even forget my habits so how can i admit you forgot me Mariya welson yuvraj Roy Choudhury is always yours.. you are mine baby...
To be continued...
![](https://img.wattpad.com/cover/270851876-288-k826905.jpg)
आप पढ़ रहे हैं
Till Eternity
RomansaLove....., sounds cool rain , butterflies, bubble etc right but in The era of 1920s ... British era... four people they have their own free world... Different paths but same Destination CHANGE .... they want to change the society but get binded in...