In previous part Anirudh and UV get know about Heera mandi...
Next morning...
Bondita so rahi hai tabhi uspar dher sara pani girta hai she wake up with Jerk...Anirudh :- Good morning...
Bondita :- ye koi tarika hai kisi ko uthane ka....
Anirudh :- samay kisi ke liye nahi rukta jara ghadi ki or nazar ghumao..10 baj rahe hai yani padhne ka samay to behtar hai utho or study main aao...
Bondita :- iske liye pani kyu dala...
Anirudh :- woh kya hai na gusse main dimag garam ho jata hai bondita....to bus ( he again pour the bucket bondita move little bit ) khali hai...or kya keh raha tha main pani isliye dala taki tumhara ye pakodo jese garam garam dimag Thanda ho jaye....hmmm ( he go some steps forward and again turn) or ha agar nahi aaogi to mera kuch nahi jayega kyuki nuksan to tumhare baba ke sapne ka hoga or rahi baat barrister babu banne ki to koi or bhiiiii ( he leave from there)
Bondita :- nahi.... barrister babu sirf bondita banegi sirf bondita...
Outside the room...
Anirudh :- Koyli bondita ko lejakar kuch kapde de do...Koyli :- jii( she leave)
Anirudh (in mind) :- sidhe tarike se to tum manne se rahi bondita...to tikhi mirchi ke saath mujhe bhi thoda tedha hona hi padega.... ( He leave)
In room
Bondita is sitting in front of mirror..
She wears bangles them she saw her sidoor dibbi.... She lift it in her hands...flashback
Bondita :- mammi tum ye sidoor kyu lagti ho...Mammi :- sindoor lagne se pati ki umar lambhi hoti hai pariwar main khusiya aati hai..or dugga maa ki kripa Humesa pariwar par bani rehti hai..ek aurrat ki pehchan usske suhag se hoti hai or sindoor usske suhagan hone ka pratik...samjhi buddhu bondita...
Flashback ends
Woh ankhen band karti hai or kuch pal sochne ke baad aapni mang main sindoor lagati hai....( She get up and go downstairs )In study
UV :- tujhe lagta hai bondita aayegi...
Anirudh :- lagta nahi hai... woh Jarrur aayegi ( she come) dekha kaha Tha na... aao bondita..( she come and sit on her place Aashita also come and sit on her place they start reading) ek baat batana bhul gaya main tum dono ko tumdono ke admission ke liye principal man gaye hai..kal tum dono ko school main interview dene jana hai to aache se tyari karna
Bondita :- matlab batuk ki tarah hum school ja payenge..
Aashita :- bhout maza aayega na..
Bondita :- haa ( they both were about to hug each other but bondita stop and turn her face to other side this hurt Aashita )
Aashita :- mujhe doodher ka khana banana hai main aati ho ( she leave from there with tearful eyes..)
UV :- main abhi aaya...
In kitchen...
UV :- Aashita...
Aashita :- kab hoga sab kuch thik vaidh babu..main bondita ko esse nahi dekh dakti.. bondita ki nafrat nahi sehen ho rahi hai mujhse
UV :- sab thik ho jayega thoda sa sabar rakho...(take a glass of water and drink it)
Kaka :- arre UV tu rasoi main kya kar raha hai...oo to bahu bhi yaha hai... Khub bhalo abb jaldi se pota ya poti hume de do...( Uv ke muh se sara pani bahar nikal jata hai ) arre arre aaram se...hum sab samjhte hai or haa hum batne aaye the ki aaj sham ko gaon wale bondita bahu se milne aa rahe hai to tum tayariya dekh lena bahu hum jate hai ....
( Leave)Bihari :- ye bade malik kya samajhte hai woh hum aaj tak nahi samjhe...
Koyli :- chup karo or kaam karo...
UV :- ye kaka bhi kuch bhi bolte hai 😅( he leave from there because maholl kuch awkward ho gaya hai...)
In study...
Anirudh :- bondita ye kuch books inhe padh lo taki kal tumhe pareshani na ho...( Bondita take the books and without saying anything just leave)
Evening time...
Bondita is in room and reading the book kaka came and knock the door bondita get up and take pallu on her head... Kaka come with saree and some jewelry...Kaka :- bahu hume kuch baat karni hai tumse hum jante hai ki jis tarha se Tumhara vivah hua tumhari jagha koi or bhi hota to sayad wahi karta jo tumne kiya..hum sehmat hai tumse par tumhare or Anirudh ke vivah ka samachar pure tulsi pur main aag ki tarha fail gaya hai or riti anusar Roy Choudhury Bahu ki muh dikiye hogi hum tumpar koi davab nahi daalenge agar tumhara man ho tabhi niche aana bus itna kehna chahte hai ki abb Humara maan tumhare hatho main hai ( he keep his stick and shawl there and leave bondita look at the the shawl and stick)
After sometime...
Everyone gathered in hallAnirudh :- ye kaka bhi na khud dukhi hone wala kaam karte hai agar Bondita nahi aayi to...
Batuk :- aayegi nahi dada aa gayi bodhi...woh dekhiye...
**Actually mujhe 15 saal ki ladki ki pic nahi mili so imagine her as bondita..**Kaka get too much happy but Anirudh is shocked totally..
UV :- Anirudh... Anirudh... Anirudhhhh....
Anirudh :- ha...haa..bol kya hua...
UV :- ye bondita ko kya hua hai...
Kaka :- akhir bahu kiski hai...( She come down muhdikyi get started womens see her face gave her blessings and gifts...
Women :- arre Anirudh babu jab aapki patni yaha hai to aap waha kya kar rahe hai ( woh Anirudh ko bondita ke side main bitha deti hai..)
Anirudh ( slowly) :- ye kya hua hai tumhe..kal tak to..
Bondita ( slowly) :- aapko jada khus hone ki jarrut nahi hai ye maine kaka sasurji ke liye kiya hai...
Anirudh :- sasur ji .😧
Women :- aacha zameendar babu abb hum chalte hai bahu ekdam chand ka tukda hai sambhal ka rakhiyega... ( All villeger leave)
Kaka :- humari dono bahuye heera hai heera...khub bhalo ( kaka is too much happy unhe dekhar sab khus ho jate hai )
To be continued...
आप पढ़ रहे हैं
Till Eternity
DragosteLove....., sounds cool rain , butterflies, bubble etc right but in The era of 1920s ... British era... four people they have their own free world... Different paths but same Destination CHANGE .... they want to change the society but get binded in...