Part - 40

561 40 0
                                        

In previous part Anidita and Yusita make pads for the womens of Tulsipur...

Bondita :- koyli didi to maan gayi aab Tulsipur ki har aurat ko ye dena hai ....chal Aashita...

Aashita :- haa chal....( They leave)

Anirudh :- UV in dono ko ye sab jitna aasan lag raha hai utna hai nahi....hume inki suraksha ka pura dhyan rakhna hoga....

UV :- tu thik keh raha hai.... Salo se chali aa rahi soch ko ekdam aachank badalna namumkin hai...hume unke aas pass hi rehna chiye...( They also leave behind them)

Bondita knock the door...
A lady came out...(there are 5-6 womens there )
Vimla kaki :- arre zamendarni ji aap... Bondita beti tum bhi aai ho aaiye na ander....

Aashita :- kaki kaisi baate kar rahi hai aap...main bhi aap logo ke bich se hi hu na to aap muje aashita kyu nahi bula sakti....khair hum yaha aapse bhout jarruri baat karne.aaye hai...

Bondita :- kaki ye dekhiye ( gave the pads to her)

Rama kaki :- ye kya.....

Bondita :- ye Mahawari ke liye hai kaki....
Vimla kaki gave to pads back to bondita....

Vimla kaki :- hyy dugga ... Ye kya keh rahi ho tumdono.....iss barre main log sochte tak nahi hai or tum dono esse khule aam batte kar rahi ho....

Vimla kaki's daughter in law ( palki) came out...

Palki :- par saasu maa isme galat kya hai...?

Vimla kaki :- tu ander ja....bhul mat bahu hai tu iss ghar ki....

Aashita :- par hai to issi ghar ki na....

Rama kaki :- dekho hum Roy Choudhury pariwar ka bhout samman karte hai isliye....tum dono jao yaha se...

Bondita :- kaki kya aap logo bura nahi lagta ki koi aapko sirf isliye apavitra kahe kyuki aapke sarir se har mahine khun behta hai.....

Aashita :- sirf isliye aapko Aasudh kaha jata hai kyuki aap janani hai...

Sudha kaki :- to kya kare kya ye samaj samjhta hai....aagar aaj hum esse baat ko lekar khade hote hai to kal hume is samaj se hi bahar nikal diya jayega....

Rama kaki :- aurte hai hum agar zara bhi chuk ho na to ye samaaj jine nahi deta hume...

Bondita :- kaki.... hum samaaj se nahi hai.... Humse hai samaaj... Jab tak ladenge nahi tab tak...kese jitenge...

Aashita :- bina lade haar man lena ye to galat hai na... ( All ladies look at each other palki came and took the pad.)

Palki :- koi kare ya na kare main jarrur karungi esse istemal....

All ladies :- hum bhi karenge....
Bondita and Aashita smile amd gave them pads...

Isi tarah woh Tulsipur ke har ghar main jate hai....or sabhi ko pads dete hai....kuch aurtte khusi se leti hai to kuch sirf isiliye kyuki Roy Choudhury bahu unhe kuch de rahi hai...

Bondita :- dekha sab ne le liya...aab jab sab usse istemal karenge to dekhana unhe kitna labh hoga...

Aashita :- sahi kaha tune...

A lady :- ayeee ladkiyo... Aapni jara bhi parwah nahi kya tum dono ko.... Pakdo ye gandagi jo meri beti ko dekar aayi ho tum dono ( throw the pads on them)

Bondita :- sarpanch kaki......

Sarpanch kaki is wife of sarpanch full of attitude and ego lady she came with some mans...

Sarpanch kaki :- jara bhi sharam nahi tum dono ko esse gaon bhar main.... aapavitara ke barre main batte karte hue...

Anirudh :- shama kigyega kaki...par issme galat kya hai....inka badlav lana ya aurrto ko jagruk karna...

Men 1 :- aurrto ka kaam bus chulha choka hai yu gaon main ghum kar Aasudhi failana nahi.. band karo ye sab warna

UV :- warna kya karoge tum haa... Bolo...

Anirudh :- UV sannt

Sarpanch kaki :- bondita teri saheli ka to vivah ho gaya unche Roy Choudhury parivar main par soch ye sab jo tu kar rahi hai usske baad kon karega tujse vivah....

Bondita :- meri vivah ki chinta karne ki aapko koi jarrurt nahi hai... Or warna kya kar lenge aap....aab hum bhi dekhte hai kya karte hai aap humara..kyuki ye sab aab nahi rukega

UV :- abb aap khud jayegi ya or baizzat hona aapko bich bazar main sarpanch kaki...( Sarpanch kaki pair pakte hue waha se chali jati hai... Bondita woh pads uthati hai...)

Anirudh :- koi baat nahi ek din woh bhi samjh jayegi.... chale....

Girl :- rukiye....( They four turn)
Swarna (daughter of sarpanch ) was there)) aapni maa ke bartav ke kiye main aapse mafi mangti hu....main ye kapda istemal karna chahti hu.... Aapne bataya ki esse badlav hoga....or kisi badlav main mera sahiyog hoga isse badi kismat ki baat sayad hi kuch hogi...( Aashita smile and gave her pads...then they leave to RC mention.)

In RC mention....
They are about to enter...

Kaka :- suna hume kya karke aa rahe ho tum Charo...( They stop and door) pure Tulsipur main shor macha hai tum charo ke karname ka....( They look at each other)

Anirudh and UV :- kaka woh..hum....

Kaka :- chup karo dono hume humari bahu or bondita se baat karni hai...( He come towards them) tum dodo ne aaj jo kiya hai na usse humara sir😠 garv se uncha ho gaya hai😄 ( both look at kaka) haa...hume garv hai ki tum dodo ne ye kiya....par hum naraz bhi hai itni badi baat humse kyu chupai...( he caught ears of Anirudh and uv ..bondita and aashita laughing)

Anirudh and uv :- aaahhh... kaka...

Kaka :- takiye banane hai hmmmm ...

Anirudh :- kaka kaka...sorry agge se kuch nahi chupayege abhi kaan chhod digye...

UV :- dekhiye na laal ho gaye hai... ( Slowly ) kaka chodiye na.. Aashi dekh rahi hai... Aapki babu ke saamne kya izzat reh jayegi mere chhod digye na please ....

Kaka ( leave their ears) aacha thik hai thik hai.... Maff kiya...hum jate hai ( leave)

Anirudh ( slowly) :- kamal hai yaar tere saath main bhi whole sale main bach gaya...

UV :- hmm Ahsan raha tujpar mera.... Aab ja or jakar bondita ko chhod kar aa....

Anirudh :- chalo bondita main tumhe chhod deta hu....

Bondita :- usski koi jarrurt nahi hai main chali jaugi...

Anirudh :- agar help le logi to tikhapan kam nahi ho jayega tumhara tikhi mirchi....

Bondita :- aapne fir muje tikhi mirchi bola...aab to main bilkul nahi jaugi aapke saath... rakshas babu..

Anirudh :- aab main...tumhe aapni gadi main nahi bithauga..

bondita :- mujhe koi shock bhi nahi aapke tin ke dabbe main baithne ka... Thak gayi hu main din bhar ghum kar...

Anirudh :- ha to main bhi thak gaya hu din bhar tumhare piche piche ghum kar..

Aashita :- rokiye na in dono ko...

UV :- arre yaar tum dono fir suru ho gaye chhodo bondita chalo main tumhe chhod deta hu.. chalo....( UV go to drop Bondita)

To be continued...
















Till Eternityजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें