In previous part Bondita get her first period but have no idea about it...
Anirudh bump with table his toe start bleeding...Anirudh :- ahhhh..... Anirudh tu sambhal ke kabhi nahi chalega na...sahi kehta hai uv tujse kuch nahi sambhalta 😂 par aab muje study fix karni chiye wese bhi vivah ke aav bhagat main bhout nuksaan ho gaya padhai ka bondita bhi aati hogi....( He go to study and fix it ) ( aashita came with her books Anirudh see her )
Aashita :- main aa gayi sir babu....
Anirudh :- aare wah Aashi ohh sorry bodhi....
Aashita :- aap muje Aashi bula sakte hai kisi bhi rishte se phele hum sab dost hai fir aap mere or bondita ke shikshak babu bhi to hai...
UV :- dekha kitni samjhdar hai Meri aashi....( Aashita and Anirudh look at uv he realise what he said) woh....woh...mera matlab...woh.. bondita ... bondita abb tak nahi aayi ....
Anirudh :- baat to tu sahi keh raha hai abb tak to usse aa jana chahiye tha...
Batuk :- sayad vivah main thak gayi hogi isliye aaram kar rahi hogi...aap log itna paresan kyu ho rahe hai...
Aashita :- nahi batuk padhai junun hai bondita ka woh kisi thakan ki waja se padhai nahi chhodegi....
Anirudh :- ek kaam karo tum padhai karo main bondita ko lekar aata hu...
( Anirudh leave for bondita's home)At bondita's home...
Anirudh reach there...Anirudh :- yaha koi dikh kyu nahi raha hai......
Pados wali kaki :- arre jameendar babu ghar par koi nahi hai sumati behen terath par gayi hai or Sampoorna ke maa baba uske rishtey ke liye bahar gaye hai haa sayad bondita hogi piche wale ghar main....
Anirudh :- dhanyawad kaki....( He go backside) bondita.......( He heard loud sound of crying from the house he go inside bondita is sitting in corner by putting her head on her knees and crying ) Bondita ..... bondita tumm...tum ro kyu rahi ho kya hua....
Bondita lift her head and see Anirudh....she started crying more...
Anirudh :- bondita batao to sahi kya hua hai...
Bondita show Anirudh her hand there was blood on her hand...
Anirudh :- bondita ....ye khun tumhe chot lagi hai...hum doctor ke pass chale....kuch bolo... bondita... ( His eyes also filled with tears)
Bondita :- muje koi chot nahi lagi hai biristra babu....😭
Anirudh :- to fir ye khun....
Bondita :- pta nahi ye khun kyu beh raha hai....woh dekhiye mere sarre kapde bhi kharab ho gaye...( He saw sarries which was stained with blood and get shocked) kal rasmo main mere pet main bhout jor se dard ho raha tha...jab ghar aayi to raat ko bhi bhout dard ho raha hai or jab subha uthi to ye khoon muje jarrur koi bimari ho gayi...hai..... Kya hoga aab humare sapno ...ka...sab barbad ho gaya.....
Anirudh :- Mahawari... Bondita please ghabrao..mat...ye...ye...koi bihari nahi..hai...isse Mahawari kehte hai...
Bondita :- Mahawari....
Anirudh :- haa bondita...aab meri baat dhyan se sunna..haa..jise tum bimari samaj rahi ho woh assal main ek badlav hai... tumhara saririk badlav...ek nishani jisse pta chalta hai abb tum badi ho rahi hai or waqt ke saath esse or bhi badlav honge....inse ghabrane ki Jarrut nahi hai... Ye to ek stree ki asli pehchan hai...aacha baki sab batte baad main karenge...phele ye batao tumhare pass koi saff suti kapda hai...
Bondita :- waha almaari main...( He go and open the Almirah, get the cloth and tear it in a rectangular peace fold it and make a pad size )
Anirudh :- ye lo ..isse tumhare kapde kharab nahi honge...fir hum aashi ke pass chalte hai woh tumhe or aache se samjha degi....
Bondita ( smile ) :- dhanyawad biristra babu...
Anirudh :- main tumhara bahar itzaar kar raha hu..( he go outside bondita smile and then change her clothes and came out ) chale...( She nod yes)
Anirudh start the car they reach at RC mention....
Aashita :- arre bondita tu kaha reh gayi thi kal se dekh rahi hu kya hua hai tuje...( Bondita hug her) bondita....
Anirudh :- aashi woh bondita ....usse tumse kuch baat karni hai...tum usse kamre main le jao plz...
Aashita :- jii ( Aashita take bondita to her room) kya hua hai tuje bta...
Bondita :- Mahawari.....
Aashita :- Mahawari.... bondita tuje Mahawari hui hai tune muje bataya kyu nahi....
Bondita :- muje kya pta tha...ki isse Mahawari kehte hai main to isse ek bimari samaj baithi thi fir biristra babu ne sab bataya...
Aashita :- tu ruk main tere liye haldi wala dudh lati hu pet main dard hai na.... fir baat karte hai..
In study...
UV :- Anirudh kya hua hai bondita ko..
Anirudh :- Mahawari hui hai usse or tuje pta hai woh esse bimari samj rahi thi....
UV :- par galati to bondita ki bhi nahi hai na...
Anirudh :- sahi kaha tune humare desh main log ess barre main baat hi nahi karna chahte to sikana to bhout dur ki baat hai... Aasudhi mante hai...or yahi gyan samay par na milne se wahi hota hai jo bondita ke saath hua...masik tanaav, ghabrahat or dar Mahawari ke dard se bhi adhik dard deta hai or upar se ye samaj ki soch...jo Mahawari ko aaj bhi apavitra manti hai .....
UV :- yahi to badlana hai na Anirudh....kyu na badlav ki agli sidhi...
Anirudh :- logo ki Mahawari ke prati soch badal kar rakhi jaye...( Uv nod his head in yes)
In room
Aashita :- dekh bondita .....jis tarah se biristra babu or vaidh babu ne Mahawari ko lekar aapni partikriya di ye samaj wese bilkul nahi sochta....sach kahu to log Mahawari ko apavitra mante hai jis bhi stree ko Mahawari aayi ho na usse mandir ya anay kisi bhi pavitra sathan par jane nahi dete....
Bondita :- par biristra babu to keh rahe the ye prakartik...
Aashita :- sahi keh rahe the ye prakartik hi hai par samaj ki soch ....aaj bhi wesi hi hai...
UV :- or esse hi badlana... Hai...( Anirudh and uv came in room)
Aashita :- par vaidh babu.... badlav to tab aayega na jab gyan hoga...hume khud pura gyan nahi hai to...
UV :- to chlo...aaj Mahawari ki hi padhai karte hai....
(They all go in study)To be continued....
आप पढ़ रहे हैं
Till Eternity
Lãng mạnLove....., sounds cool rain , butterflies, bubble etc right but in The era of 1920s ... British era... four people they have their own free world... Different paths but same Destination CHANGE .... they want to change the society but get binded in...