In previous part everyone celebrate holi....
Anirudh :- wah... Bondita tum or Aashita to bhout bahadur ho...
Uv :- or nahi kya ... Kya sabak sikhaya tum dono ne un dono ko..
Anirudh :- humesa esse hi rehna.... humesa galat ke khilaf ladte rehna
Bondita :- haa biristra babu... Galat ke khilaf ladna Bhout avsayk hai...
Anirudh :- aacha bondita kal se tum roj haveli par aaogi...
Bondita :- par kisliye biristra babu...
Anirudh :- tutions ke liye...
Bondita :- tuntun ke liye ye kon hai biristra babu
Uv - tuntun nahi tutions matlab laghu adhyapan .... Next semester suru hone main abb kuch hi waqt rehgaya hai agar tum basic cheese sikh jaogi to tumhara admission aasani se school main ho jaayega..
Bondita :- thik hai biristra babu main kal samay se pahuch jaugi...
Aashita :- vilayti babu kya main bhi aa sakti hu...
Uv :- bilkul aa sakti ho.. sikhne ka adhikar to sab ko hota hai...
Bondita/Aashita :- aapka bhout bhout dhanyawad....
(Everyone leave for there homes)Stranger :- Dhol purnima ki hardik shubhkamnaye roy Choudhuryio (cut its hand a little and drop the blood drops on ground)
Next day
Bondita :- aaj bhout khas din hai aaj meri padhai ki ek nayi suruwart hogi
Anirudh :- aaj bondita ke jiwan ka ek naya adhyay suru hoga..
(At evening Anirudh and uv was fixing study and cleaning it .... )Uv :- arre Anirudh ye table left main nahi right main thik hai...
Anirudh :- nahi ye left main thik hai...
Uv :- mane bola na ye table yaha rahegaa....
Anirudh :- aacha to tune bola maine nahi suna ye table yaha rahega .... Got it.. and shut up ..
Uv :- you shut up .... Dasvi fail barrister ....
Anirudh :- ooo chothi fail doctor.... Bukhar to check karna tuje aata nahi pta nahi doctor kese ban gaya.... (batuk enter)
Batuk :- arre dada aap dono lad kyu rahe hai ek table hi to hai kahi bhi rakh digye
Anirudh and uv :- shut up batuk
Uv :- aacha... Tujhe jese sab pta hai ye table yaha rahega bus...
Anirudh :- ye table yaha rahega..
Uv :- nahi yaha ( pull towards himself)
Anirudh :- yaha ...( pull towards himself)
(iss Kicha tani main woh dono woh table tod dete hai in there fight they didn't notice that bondita and aashita was standing on door and look their kidish fight )Bondita :- aashi ye kya ho raha hai...
Aashita :- essa lag raha hai kisi ne do bailo ko akhade main chod diya ho..
Anirudh :- tune ye table tod diya...
Uv :- tune toda hai.. ( uv pick a pillow and hit Anirudh ... Anirudh did the sameé..)
Bondita :- aashi muje to lagta hai kiin dono ne hume aapni ye kushti dikhane hi bulaya tha...
Aashita :- wapas chale...
Bondita :- arre nahi...( Batuk look them and sign bondita aashi to stop them)
Bondita :- biristra babu...
![](https://img.wattpad.com/cover/270851876-288-k826905.jpg)
आप पढ़ रहे हैं
Till Eternity
RomanceLove....., sounds cool rain , butterflies, bubble etc right but in The era of 1920s ... British era... four people they have their own free world... Different paths but same Destination CHANGE .... they want to change the society but get binded in...