Part - 54

441 39 2
                                    

In previous part Bondita and Aashita enter in sees mehel along with Ramaiya and Suraiya..

Suraiya :- ek ek kadam sambhal ke rakhna agar pakde gaye to kahi humare saath aap dono bhi...

Aashita :- essa kuch nahi hoga..tara bai ne vaidh babu or Anirudh babu ko bandi banaya hai ek baar unhe chuda le hum sab yaha se nikal jayenge...

Bondita :- chalo dhundte hai...or Ramaiya Suraiya didi aap dono moka dekh kar aapni dosto ko bhi aapne saath kar ligyega...( They step forward)

At Anirudh side
They enter in room badal, elaichi and bholi was there...

Elaichi :- aaa...aap do..dono yaha ...( They all get scared)

Anirudh :- dakhiye aap sab dariye mat..mera naam Anirudh Roy Choudhury hai main ek Barrister hu hum aaplogo ko yaha se nikalne aaye hai...

UV :- haa..aab hum par bharosa kigye... Ramaiya Suraiya woh aaplogo ki dost hai na woh humare ghar par hi hai....

Bholi :- matalab fariste aa gaye (loudly)

Anirudh :- shhhhh.... Dheere...( They all come out slowly from the room )

Badal :- tara bai ne pure sees mehel ki pehredari kadi kar di hai hum niklenge kese...

UV :- woh sab tumlog hum par chhod do..or chalo ( they all come out from the room and come down at hall )

Ramaiya :- waha upar iss waqt ussi kamre main honge sab...(they step forward)

Anirudh or UV apni jeb se ek potli nikalte hai or usse kholte hai ussme smoke bomb hota hai woh use hall ki taraf ludka dete bai jald hi charo or dhua hi dhua bhar jata hai...

Bondita :- ye itna dhua kyu ho raha hai yaha...

Aashita :- kuch dikhayi bhi nahi de raha aage kese jayenge...

Tara bai :- arre yaha itna dhua kyu ho raha hai kaha mar gaye sab ....

Anirudh :- chalo.....( They run toward back door )

Tabhi woh log ek dusre se takara jate hai... UV was about to punch the person... But he Stop...

UV :- Aashita tum.....

Anirudh :- Bondita tum ... Ramaiya Suraiya tum log yaha kya kar rahe ho ....

UV :- mana kiya tha na yaha aane se...

Aashita :- hum woh...

UV :- kya...hum woh...pta hai kitna khatra hai yaha par...

Anirudh :- bondita tum itni ziddi kyu ho... pta bhi hai ye tara bai kitni khatarnak hai...

UV :- lagbhag ek minute main ye dhua kahatam ho jayega or agar kisi ko bhi Tara bai ne pakad liya to sab kaharab ho jaayega... Tumhe bus aapni chalani hoti hai bondita to choti hai par tum to badi ho na..

Bondita :- ek baar suniye...

Anirudh :- koi jarrurt nahi kuch bolne ki abhi chalo yaha se...( Bondita and Aashita nod their head as they got hurt by their words )

Woh sabhi waha se Nikal kar back door par aate hai par waha Muchad or ek pehredar khade hote hai they shockly look at them...

Muchad :- ye ladkiyo ko kaha lekar ja rahe ho... tum dono kon ho... Ta...
(Bondita or Aashita un dono ke sir pe danda marti hai jisse woh behosh ho jate hai woh sab waha se bahar nikal jate hai )they reach at RC mention...

UV :- hum insabko yaha le to aaye par kaka....

Anirudh :- kosish karte hai kaka ko manane ki..

Kaka :- kaha chale gaye the tum dono or ye ladkiya kon hai tumhare saath...

Anirudh :- kaka ye Heera mandi ki baki ladkiya hai...( Kaka look at them)

Kaka :- tum heera mandi ki sabhi ladkiyo ko le aaye... Abb inhe rakhoge kaha... Hum upar wale kamre saff kara dete hai...( Anirudh and UV shockly look at kaka ) abb hume esse kyu dekh rahe ho inke rehne ke liye koi to jagha chahiye na...( Anirudh and UV hug kaka )

Both :- thankyou kaka...

Kaka :- aacha bus bus par ek baat yaad rakhna humare mandir or pooja ghar se dur...

Anirudh :- jesa aap kahe ..(they smile all leave)

Kaka :- hyy dugga main humesa humare baccho ka saath dena ...( He also leave)

Its night time
Everyone is in study...

Badal :- aapka bhout bhout Dhanyawad bi..biri...b..oofo kitna muskil hai aapka naam lena..kash aapka naam Jalebi hota to kitni aasani se le pati na main jalebi ....( Anirudh laugh)

Elaichi :- tere dimag main khane ke alawa kuch chalta hai ki nahi badal...

Bholi :- hume waha se nikaal kar bhout bada upkar kiya hai aapne..

UV :- arre bus bhi kigye aap log hume wahi kiya jo humara farz banta tha...

Suraiya :- hum to wahi keh rahe hai jo sach hai

Ramaiya :- wese ek baat bolu aap dono ko Aashita or bondita ko esse dantna nahi chiye tha darasal.. un dono ko aapki bhout Chinta ho rahi thi..isliye bondita ne woh jaan betan ki patni bankar tara bai ko uss dabbe se phune kiya tha....

UV :- matlab uss waqt bondita ne phone kiya tha..

Suraiya :- jii or fir tara bai ne kaha ki unhone do logo ko bandi banaya hai to hume laga ki woh aap hai isliye aapko bachane ke liye woh waha gayi thi.... Or aap dono ne....
(Anirudh and UV realise their mistake)

Bihari enter..
Bihari :- aap dono ko bade Malik bula rahe hai or aap sab bhi upar jakar bhojan kar ligye..( everyone leave)

In guest room
Bondita and Aashita come with food..

Aashita :- abb jaldi jaldi khana kha ligye..aaj bhag bhag kar sab thak gaye hai...

Badal :- haa bhout bhuk lagi hai...( Bondita and Aashita server food to them bondita and aashita also sit with them for dinner)

Ramaiya :- tum dono humare saath...

Bondita :- kyu hum aapki tarah nahi hai kya or khane ka sabse jada maza to dosto ke saath hi aata hai...( All girls eat their dinner)

UV :- ye dono nazar nahi aa rahi..

Anirudh :- lagta hai muh fula rakha hai dono ne...

UV :- maffi to mangni hogi.. par ye hai kaha..arre bihari jara idhar aana ..

Anirudh ( slowly) :- ye bondita or Aashita kaha hai..

Bihari :- woh to upar hai sabhi ladkiyo ke saath

UV :- thik hai tum jao ( bihari leave) main abhi aaya...

Anirudh :- main bhi Abhi aaya( Both leave)

Batuk :- som dada.... Kuch gadbad lag rahi hai...

Som :- hmm lag to mujhe bhi raha hai..lagta hai in dono ka bodhi se jhagda hua hai...

Batuk :- vivahit jiwan ki pareshani 😂

They go upstairs and stop at door after hearing the sweet laughing of their wife..they just lost in them...

Anirudh ( in mind ):- Bondita ki ye hansi kabhi usske chere se na jaye

UV ( in mind ) :- kitni pyari lag rahi hai Aashita hanste hue..
To be continued...




Till Eternityजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें