Part - 35

533 39 1
                                    

In previous part Yusita get married and they leave for RC mention....

At the entrance of RC mention...

Kaka :- koyli aarti ki thali lao... Bodhu Boron ka muhrat nikla ja raha hai...

Koyli aarti ki thali , or alte ki thal or chawal wala lota lati hai...

Batuk :- muje pta hai is rasam main kya hota hai.... Nayi vadhu...is chawal ke lote ko laat marti hai or iss khun main pair rakh ke pure ghar main ghumti hai... Hain na kaka...

Som :- tu football ka football hi rahega sarir ke saath dimag bhi gol isse khun nahi aalta kehte hai....

Batuk :- its same bro...

Som :- its not same bro...

Anirudh :- aacha bus bhi karo...

Aashita chawal ke lote ko ghar main gira kar aalte wali thali main pav rakhti hai or fir safed chadar par usske pav ke nishan liye jate hai...

Kaka :- is Roy Choudhury pariwar main tumhara swagat hai bahu...abb sambhalo aapne iss parivar ko... ( Aashita touch Kaka's feet) dudho naho puto falo....

Koyli :- aaiye bahu rani ji aapko aaram kaksh main le chalu aaj Kaal Ratri hai na to aapko waha rehna padega...
(Aashita go with Koyli)
In room lady

A lady :- arre babu rani bus aaj raat ka itzaar aaj kaal ratri hai par kal aayegi swapan ratri....

Lady 2 :- or kya kal Basi biya usske baad Bou Bhaat or fir...... Phool shojja .......

Lady 1 :- kuch sikh kar aayi ho ki nahi maike se ki kya hota hai phool shojja.... Bolo...

Aashita :- jii ( slowly)

Flashback...

Sambhavana :- Aashita kuch batana hai tujhe...

Aashita :- haa maa bol na... Kya batana hai tujhe..

Sambhavana :- phool shojja ke barre main...

Aashita :- kya maa tu bhi phool aate hai muje saajane.... Or sasural main kya muje phool saajane honge.....?

Sambhavana :- arre nahi re buddhu...
Aacha aab main jo batau... Dhyan se sunna haa beta... Aacha to sun vivah ke baad do ratte bhout Mehtvpurn hoti hai... Ek kaal ratri or ek phool shojja.... Kaal ratri ki raat ko vadu ko var se dur rakha jata hai or phool shojja ki raat se var vadu.. ek dusre ke saath rehte hai.... Uss raat ko koi bandhan nahi rehta ....var vadhu puri tarah se ek dusare ke ho jaate hai...

Aashita :- maa tu kya bole ja rahi hai kuch samaj nahi aa raha...

Sambhavana :- ye ladki bhi na ....idhar la aapna kaan ( sambhavana Aashita ke kaam main sab batati hai..) dekh aashi phool shojja matalab suhagraat.... Ye raat har suhagan ke liye bhout mahatvapurn hoti hai... Uss waqt tere or tere pati babu ke bich koi bhi duriya nahi rahenge saat phere se tum dono dhan or man se ek honge par uss raat tan se bhi ek ho jaoge... Tere saarir par tere patibabu ka adhikar hoga... Or tujhe unke baho main samarpan karna hoga ..

Aashita :- ( Aashita was drinking water whole water spit from her mouth )  cheeee .... Maa kesi baate kar rahi hai tu.....

Sambhavna :- isme chee wali kya baat hai....ye to sabhi ke sath hota hai vivah ke baad...

Bondita :- kya hota hai vivah ke baad muje bhi batiye na..( Aashita and sambhavana look at bondita)

Aashita :- arre bondita woh... Woh .. na maa keh rahi thi vivah ke baad bhout kaam hota hai...wahi tu jaaa...muje aam lakar de na bhout man hai khane ka...( Bondita leave)

Till Eternity जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें