Part - 41

507 39 0
                                        

In previous part all women of Tulsipur take the pads but sarpanch kaki in not happy at all...

In study

Anirudh :- ye tikhi mirchi bhi na Humesa ladti rehti hai...aacha khasa choddne ja raha tha...(He remember:- ye sab band karo warna) main esse aram se nahi baith sakta... Muje Bondita ko dekhne jana hoga... sarpanch kaki itni aasani se to nahi manegi Aashita ke pas UV hai or muje pura bharosa hai woh usse kuch nahi hone dega par bondita ko meri jarrurt hai cahiye woh kitni bhi samjdar ho hai to ek 15 saal ki bacchi na... Muje waha jakar dekhan hoga...( He leave to bondita's home)

At bondita's home...

Bondita :- dekhna baba jab sab aaurte ruli wale kapde ko istemal karengi to badlav aaega.... Aapke sapno ki pheli siddhi par hai bondita or jab sarri aurtte samajh jayegi ki ye kitna upyogi hai to ye siddhi par ho jayegi.... Par pure 30 din lagenge parinam janne ke liye..

( she heard some noise and her lamp get broked....) Arre ye lalten kese tut gaya.... (Then she saw a shadow of men in cartain of window ) ye kon hai... ( She lift a stick)

Outside

Anirudh enter in house (the men whom bondita saw was not Anirudh) he go towards the door... bondita strongly hold the stick and open the door she was about the hit

Anirudh ....he keep hands hands in front of his face...

Bondita :- Aap......aap yaha kya kar rahe hai...

Anirudh :- tum darwaze par aaye logo ke esse hi swagat karti ho kya pichli baar bhi jab main aaya tha to tumne mujpar gobar dal diya tha or aaj sidha danda ye aachi baat nahi hai bondita

Bondita :- ooo to aap hai woh....ye aachi baat hai kya itni raat gaye kisi ko darana pheli lalten todi fir parchai se muje darane ki soch rahe the na aap..par main bhi bondita hu..itni aasani se nahi darungi....

Anirudh (in mind) :- par main to abhi aaya hu iska matlab meri shak sahi tha..ki gaon ke log bondita ko nuksan pahuchane ki jarrur kosis karenge....

Bondita :- batiye bhi aap kyu aaye the yaha kyu chakar laga rahe the....

Anirudh :- chakar.....wahi to Bondita chakar.......chakar aa rahe hai muje
( keep hand on head) agar UV ko boluga to woh muje bhout sarri dawaiyan khane ko de dega jo muje bilkul nahi khani...muje laga tumhare pass koi upchar Jarrur hoga... please meri madad kar do naa....

Bondita :- agar aap please bol rahe hai to thik hai aap bathiye main aapke liye ilachi ke dane wala pani lekar aati hu...( She go inside Anirudh look here and there for the man but no one was there) ye ligye... Aab aapko bilkul chhakar nahi aayenge shotti...

Anirudh :- thankyou bondita ( he drink it) aacha to aab main jata hu tum aapna dhyan rakhna...

Bondita :- thik hai ( Anirudh turns and go some steps forward ) Biristra babu ( he turns) Good Night..... (Anirudh lost in her words because for the first time she wish him good night instead of subh raatri..)

Anirudh :- Good night...( He leave She turn and go inside the house...and sleep but Anirudh came back..and search for the man...) Yaha to koi nahi hai...

( Tabhi jadiyo ke piche se awaz aati hai he go there tabhi ek aadmi jadiyo se nikalta hai or Anirudh ko dhakka dekar bhag jata hai hat.)

Anirudh :- ayye ruk.....( But the men run away ) bhag gaya par ye yaha bondita ko nuksan pahucahne hi aaya
tha... Main bondita ko akela nahi chhod sakta... (He set near door and fell asleep after some time)...

In Yusita's room

Aashita is sleeping on bed and uv in balcony.....someone through a stone uv get up....he pick the stone...a paper was rapped on it...

UV :- ye kya hai.... Or iss waqt...kon tha woh aadmi...( He open the paper...)

Paper :agar Roy Choudhury ho iska matlab ye nahi kuch bhi karoge...pyar se samjha rahe hai man jao band kar do ye sab warna aacha nahi hoga
- Tumhara subh chintak

Aashita :- kya hua itni raat ko aap jag kyu rahe hai...

UV (in mind ) :- main Aashi ko sab bta kar usse bewajah pareshan nahi kar sakta..)) woh machar bhout hai na isiliye nind khul gayi..( he crush the paper in his hand that Aashi can't see it)

Aashita :- agar essa hai to aap ander so jaiye main yaha so jati hu...

UV :- nahi nahi i'll manage...tum jao or so jao...abb par war mat karna bus jao or so jao... ( Aashi leave but came after sometime...) Tum waps aa gayi mane kaha na Aashi main manage kar lunga fir kyu tum pareshan ho rahi ho...

Aashita :- main to bus aapko ye lehsun ki kaliya dene aayi thi isse pass rakhenge to machar nahi aayenge...
( She leave uv smile)

Next morning.....

Anirudh wahi darwaze par baitha so raha hota hai usse machar katta hai or woh uth jata hai.

Anirudh :samay kya hua hai...5 baj tahe hai aab muje jana chahiye agar ye tark karne wali bondita uth gayi na tab to tu gaya Anirudh (he get up and leave )

Issi tarah ek mahina bit jata hai Anirudh roj raat ko bondita ke ghar ke bahar jakar pehra deta agar kabhi bondita dekh leti to koi bahana bana deta or idhar uv bhi puri tarah se sabdhan hai Aashita ko lekar...

It was 30th day
As past 29 days Anirudh came and sit at door...but suddenly it starts raining...

Bondita :- ohho barsaat woh bhi iss mausam main aab pani tapkega... ( Bondita ki chaat tapakne lagti hai
bondita ek kone main baith jati hat )

Anirudh :- isse kehte hai garibi main aata gila isse bhi abhi aana tha... Kya durga maa aapko bhi maza aata hai na mujhe esse satate hue... bondita ke ghar ke machar or usski mammi ke kharate kam the kya jo abb ye barsaat bhi aa gayi...par chahe jo ho jaye main yaha se nahi hilne wala...fir chahe puri raat hi baarish kyu na ho..( he bring a banana tree leaf and keep it on his head and look at sky ) continue...

In Yusita's room...

UV :- ye bin mosam Barsaat kyu ho rahi hai....yaar...

Aashita :- aap ander aa jaiye agar bhig gaye to bimar pad jayenge....

UV :- woh main...

Aashita :manage nahi kar pauga...kyuki ye barrish hai doctor sahab...
(Note :bondita or Aashita abb kafi hadd tak English bolna or likhna sikh gayi hai...)

Aashita :- aapko na doctor nahi manage babu hona chaiye tha....par ye prakartik hai isse manage karna aapko nahi lagta impossible hai..

UV :- haa thik hai thik hai...abb tum meri class to mat lagao....chalo ander....(they both came inside...) Ye ligye or jakar kapde badal ligye....bhig gaye hai aap...(he go to change then he sleep on couch of room)

Idhar baarish badhti ja rahi hai raat bhar na barsaat ruki na hi tufan... Yaha Anirudh puri raat barsaat main betha hai waha bondita ki chaat tapak rahi hai or udhar yuvraj ne balcony ka darwaza khula chhod diya.....
Aab to ram hi jane...subha kya ho..

To be continued...




Till Eternityजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें