Chapter 35

602 87 19
                                    

Subah hote hi vo dono mil kar breakfast banate hain.. aur college ke liye chale jate hain!!!!

Mahir - neend aayi??,

Bela han mein sir hilaati hai...

Mahir - mujhe toh nahi aayi, poori raat sochta raha!!!
Shyed tum sahi ho...
Maine apni TANHAYI ko pyar ka naam de diya!!!!
Vaise tumhe kaise pta chala???

Bela - it's simple Mahir...
Jab hum kuch samay kisi ke sath spend karte hain toh aisa hi lagta hai ke yeh pyar hai...
Par pyar aisa nahi hota!!!!

Mahir - kaisa hota hai???

Bela - you'll understand.... when you feel!!!
Just focus.....
What is your obsession?? And what is love!!!

What is your obsession?? And what is love!!!

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Mahir - do you love someone???

Bela, Mahir ko ek alg tareeke se dekhti hai "nahi!!"

Mahir - so how'd you know???

Bela - I am just born with these things..
Tabhi Bela ka college aa jata hai...
Vo chali jati hai!!!!

Mahir usse jaate huye dekh raha tha "jhoothi.... yeh toh main pta karke rahoonga, ke tum kisse pyar karti ho??"
Aur vo chala jata hai!!!

 yeh toh main pta karke rahoonga, ke tum kisse pyar karti ho??"Aur vo chala jata hai!!!

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Bela class mein jaakar baith jati hai, uske paas hi Nia aa jati hai...
Nia - so any break up news????

Bela - han... he's single!!!

Nia khushi se kood padti hai "sachi???"

Bela han mein sir hilaati hai...

Nia, zor se Bela ko gale laga leti hai...
"Acha, tumahara uske sath koi scene toh nahi??"

Bela - no!!!

Nia - great,  toh kya main Mahir ko.....

Bela hass deti hai!!!!
Aur Nia khush ho jaati hai...

Bela in her mind "ab pta chalega Mahir, do you really love me??"

Aur college khatam hote hi Bela, Mahir ko text karti hai...
Nia jo uske paas hi khdi thi "toh kya kaha usne??"

Bela - han.. aa raha hai..

Nia - wow!!!! It's amazing...
Can you imagine... Mahir ko maine 2 saal stalk kiya hai... aur finally!!!
Yeh sab tumahari wajah se ho raha hai...
Ohhhh myyyy God.....
Thank you Bela!!!!

Bela bas smile karti hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Bela bas smile karti hai...
Aur thodi der mein Mahir aa jata hai...
Front seat par Nia baitb jati hai, aur Bela khushi se peeche!!!!

Mahir ko yeh thoda ajeeb laga!! "Nia..... tumhe kahan??"

Nia - tumahare ghar.... Bela aur main sath padh rahe hain...
Hain naaa Bela???

Bela - han...
Today's our night out!!!

Mahir - okayyy.....

Nia - vaise Mahi, what is your favorite color??

Mahir mirror se peeche dekhta hai... Bela hass rahi thi...
"Black"

Nia - woww... mera bhi...

Mahir - aur Bela tumahara???

Bela - Red!!!

Nia - we are a match, Mahir!!!
Acha tumahari favorite city???

Mahir - Goa!!!!

Nia - too close!!! PUNE!!!

Mahir - aur Bela tumahari??

Bela - Paris!!

Nia - too far!!!!
It seems love triangle...
Nia... Mahir pe...
Mahir... Bela pe....
Aur Bela????

Karte-karaate vo ghar aa jate hain...
Nia poore ghar ko aankhon se scan kar rahi thi...
Mahir ka ghar, Mahir ki hi trah amazing tha!!!! Just amazing...
Vo sabse pehle Mahir ka kamra dekhti hai...
Jo boht acha tha!!!!

Nia abhi sab dekh hi rahi thi, ke Mahir pohe bana kar le aata hai!!!
Nia impress hote huye "wow.......
Ek punjabi ki line yaad aa rahi hai...
Sunaoon??"

Mahir - han...

Nia - Main ni karauni degree, naa b.tech chahida....
Roti-tukk aape hi bana le... munda master chef chahida!!!!

Mahir haste huye - wahhh.... kahan se seekha???

Nia - CU mein ek baar vo singer aayi thi Nimrat Khaira!!!!
Usne yeh gaya tha!!!!

Bela bhi fresh hokar bahar aa jati hai... aur ek plate Mahir se lekar couch par baith jati hai!!!

Nia - tum yeh roz banaate ho???

Mahir - han...

Bela - han.. breakfast hum dono...
Lunch yeh...
Dinner main!!!

Nia - awesome!!! Kaash main bhi tum logon ke sath rehti!!!

Mahir - unfortunately... tum nahi reh sakti!!!

Nia - kyu???

Tanhaiyan (Behir)Where stories live. Discover now