Aaj ka ye part @arvindbhardwajbc ji, @AdithyaAdithya818 ji ke kahne par long part likha gya hai.
Aur aaj ka ye 4th part MonikaSharma734 ji k demand par likha gaya hai.
So let's start
itwas a normal day MPT.
Everyone was doing their most important works.
4 people doing their daily baketi.....
And one person adoring other person.
Ks adoring rm who was in her cabin reading files.
Nowadays this was the most important work ks used to do.
Leaving his file incomplete.
He was looking at she from 1 hour.
Rm came outside the cabin and said.
Rm: ks file complete huyi.
Ks: aa...woh nhi ms...thoda bacha hai.
He said nervously and rm said again.
Rm: achha thik hai baad mein kar lijiyega abhi amar sir k office jana hai hume chaliye.....
Ks: ji ms chaliye.
And they went and sat in the jeep.
In MPT
Ps: santu tumhe aisa nhi lgta ki krish ka kaam mein dhyan nhi hota is waqt.
Ss: ha papa maine bhi dekha hai pura din bhabhi ke cabin mein dekhte rahte hain pata nhi bhabhi ke cabin mein aisa kaun sa sundar sa view hai jo bhai dekhate rahte hain.
Ps: maybe mujhe pata hai wo kaun sa sundar sa view hai.
Ss: kaun papa.
Ps: tumhari bhabhi santu aur kaun?
Ss: sach papa.
Ps: ha tumhe nhi lagta krishna radha se kuchh zyada hi naram dil ho gya hai zyada muskurane laga hai khulkar hasne lga hai.
Ss: ha maine bhi notice kiya hai papa ye.
Cm: urf ye notice karne wala masumiyat santu ji.
While in the jeep
Ks was glancing at rm every now and then.
and rm was just looking outside the window and ks in his mind.
Ks: haaye main to inko pure din dekh sakta hu isi trh.
Rm suddenly turned towards him and ks quickly looked towards the road.
Rm notice that and said to ks...
Rm: aapko kuchh kahna tha...��
Ks: nhi nhi ms mujhe kya kahna hoga?
Rm: achha.
Ks: hmm.
Inside DSP sir's cabin.
As: miss malik sorry mrs. Singh maine aapko bulaya h ye file dikhane k liye.
Rm: kaun si file sir?
As: ye rangrej gali ke wajh se aapke Thane k area ke crime graph ka badha hua record hai.
Ye dekh rahi h aap is month mein kitni growth huyi hai crime rate ki.
Is karan se department ne ye decision liya hai ki aapka thana aaj se extra duty karega.
Rm: kya matlb sir hum kuchh samjhe nhi.
As: matlab Mrs. Singh ki ab se aap sab k duty hours badh jayenge.
Rm: sir par....
As: ye upar se order hai Mrs. Singh.
Ks: lekin sir hum sab pahle se hi itne ghante duty karte hai.
Aur aap hai ki aap hum sabke duty hours badha rhe hai health par asar hoga hum sabke sir.
As: aisa sirf aapke Thane mein nhi hua h ks. Lucknow k sare shahar k thano mein bhi duty hours badhaye gaye hai kyoki ye rangrej gali lion order par hai.
Ks was again about to say something but rm held his hand....
Ks looking at her she nodded in no.
Ks got silent.
They saluted the DSP and excited the cabin an ks said in frustrated.
Ks: ms mujhe aapne bolne kyo nhi diya?
Rm: ks aapne suna nhi sir ne kya kaha lion order h aur sirf humare hi thane ko nhi balki sabhi thano ko extra duty hours karne honge.
Ks: but....
Rm: no more arguments.
After sometime they reached the MPT when ks suddenly bumped on a stone and lost his balance and was about to
Fall when rm held him through him waist and made him standup properly.
Ks was just looking at her eyes which had care for him and rm said in angrily.
Rm: dhyaan kaha rahta hai aapka krishna?
Ks was just lost in her eyes and rm again said.
Rm: ab aapko sunai bhi nhi de raha hai kya kah rahe hai hum hmm?
Krishna....krishna.
She said loudly and ks said.
Ks: ji..ji..ms kya hua aapko? Aap itna chilla kyo rahi hain?
Rm: achha ab hum chilla rahe hai aapka dhyan kaha rahta hai hmm?
Ks (intentionally): aap par....
Rm: kya?
Ks: kuchh nhi wo bas ye patthar aa gya tha pair ke niche to distance ho gya tha?
Rm: thoda dekhar chala kijiye krishan chalte phirte chot mat laga lijiyega.
She held ks's hand and protectively with anger and care at the same time and started moving towards MPT.
And ks again just looking at her lovingly and ks to himself said with smiling.
Ks: kabhi saath mat chhodiyega mera radha ji.
To be continue....
If you like the part click the star button and do vote and comment.
