Chapter-2 "The Punishment"

639 56 6
                                    

Tulsipur's leader:

"Tho Bondita ji ne Apna Guna khud kabul kar liya hai tho yeh sabit Ho Gaya ki bondita ji gai thi Roy Chowdhury Haveli dushman bankar... Aur niyamon Ke anusar Bondita ji ko Khadi se Khadi Saza di Jayegi... Abi roy Chaudhary Parivar Tay Karega ki bandita Ji ko Kaisi Saza Milani chahiye...

Somnath came near to Trilochan who was sitting beside him... "kaka aapko yaad hai na maine kya kaha ta kal?" Trilochan just hmmed...

Flashback of last night...

Trilochan sitting in his room thinking something... when Somnath entered

Somnath- kaka Kuch baat karna hai aapse

Trilochan- Haan....

Somnath- Kaka woh...kya.. aap ne Soch Liya Hai usse bondita Ko Kya Saza deni hai?

Trilochan- Nahi abhi tak tho nahi!!

Somnath- Kaka aapki ijaazat Ho Tho Main aapko Ek sujhav De sakta hun...

Trilochan- Kaisa sujhav?

Somnath- Kaka woh Main Kya Kah Raha Tha ki Ham bondita ki shaadi Karva Dete Hain Saza Ke Tor se...

Trilochan- kya bol raha hai yeh... bondita ki shaadi karvana Kaisa saza hai?

Somnath- Kaka yeh Saza Ho Ya Na Ho par Iske wajah se woh Tulsipur aur Anirudh Dada Se Dur ho jayegi...Yahi To Ham Chahte Hain Kyunki aap aur Main donon Ko Pata Hai Anirudh Dada usse bondita Ke Samne Kaise Na Kaise kamzor ho hi Jaate Hain..

Trilochan- han Som yeh Baat Tho Main Bhi manta hu per shaadi yeh Kaisa hal hai?

Somnath- Kaka aap hi sochiye Jab bondita ki shaadi ho jayegi tho woh Apne Ghar Parivar mein vyast hogi aur Dada se bandita ka koi Rishta hi Nahin rahega Dada Se Koi Rishta Nahin tho Tulsipur Se Bhi Koi Rishta Nahin aur Dada kamzor bhi nahin padenge ismein fayda To Hamara hi hai na kaka...!!!

Somnath- Hmmm Sahi Kah Raha Hai Tu!!

Flashback ends....

Tulsipur's leader- Trilochan ji ab Aakhri nirnay Aapka Hai Aap bataiye ki kya Saza deni hai...

A man from Tulsipur was standing there in the crowd said "iss Jasoos ke Gale Mein Pathar dalkar Nadi Mein Duba do" other man "Are Main Tho Kahta Hu iss ladki Ki Bal Katwa ke Munh Kala Karva ke pure Tulsipur mein ghumao chaiye" Anirudh squeeze is hand in anger how can they say like this things about his bondita... He was about to get up when kaka's words stopped him...

Trilochan- NAHIIII... "He screamed out" Nahii mana..mana ki yeh jasoos bankar aayi thi hamare ghar... par Jaise yeh Bhul Gai Ham Tho Nahin Bhul sakte na Hamara Ek purana Rishta tha iske sath... iss ladki ne use Rishte Ka Bhi Koi mahatva Rakha Nahin per Ham Krishna Nagar wale aisa Kabhi Nahin kar sakte...aur iss Jasoos ke liye Humne Ek acchi Saza Soch Liya hai..

Here Anirudh's heart was hammering he was sweating because of anxious He was In a extreme and serious fear he was afraid that what will be kaka's punishment... he knew that his bondita will accpet any of these punishments.... she said yes so she mean it..

Trilochan took a deep breath as he knew that everyone will be shocked and surprised by his decision "Ham Chahte Hain Ki iss bondita ki shaadi Karva di jaaye woh bhi Hamare Pasand ke ladke se"Anirudh's eyes grew wider he couldn't identify whats kaka saying He were in a state of shock after hearing kaka's words his's talking about bondita's marrige how can he?

ANIDITA- 𝙏𝙚𝙧𝙚 𝙝𝙖𝙬𝙖𝙡𝙚Where stories live. Discover now