Chapter - 33

69 3 42
                                    

Morning, Bhopal
Preetika's house

Preetika wearing this.

Preetika sitting on her bed with her cousin sister Ayesha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Preetika sitting on her bed with her cousin sister Ayesha. Preetika is drown in her thoughts and being sad.
Ayesha sees Preetika again getting sad. Ayesha holds her hands and Preetika comes out of thoughts and smiles at her.

Ayesha : Pree Dee, hume bhi bataiye naa Jiju kaise dikhte hai? *excitedly smiling*

Preetika genuinely smiles and she imagines Harshad.

Preetika : Woh bohoth handsome hai! *forming tears in her eyes*

Ayesha *excitedly* : Sach!

Preetika smiles and nods in yes.

Preetika : Unki Aankein... Jisme humesha mere liye pyar nazar aata hai. Unki Smile, jisey dekh kar aisa lagta hai jaise iske alawa aur kuch nahi chahiye.

And Preetika again starts crying like anything for Harshad. Ayesha hugs Preetika to console her.

Ayesha : Aap plz rona bandh karo Pree Dee. Sab kuch thik ho jayega. *smiles* Harshad jiju aapke hi hai. Aap dono phirse ek ho jayenge.

Ayesha wipes Preetika's tears. And she cups Preetika's face and make her smile. Just when the door bell rang.
Preetika gently pats on Ayesha's cheek and she gets up and goes to the door to open. Preetika opens the door and finds her neighbour lady standing.

Preetika *smiling* : Sarita Aunty. Aaiye naa.

Sarita Aunty *enters inside* : Aur Preetika beti kaisi ho?

Preetika : Thik hoon Aunty. *smiles*

And Sarita Aunty and Preetika sits in the living room on sofas.

Sarita Aunty : Preetika beti, maine tumhare pati ko dekha hai newspaper mein photo chhapi thi. Kahan hai woh? Tum akeli aayi ho kya?

Preetika *sad smiling face* : Woh bohoth busy hai unke conferences mein. Per woh aayenge.

Sarita Aunty : Chalo acha hai. Humari mulaqat bhi ho jayegi. Mujhse zaroor milwana ha? *excitedly*

Preetika smiles and nods in yes. Riva comes out of the kitchen and annoyingly stares at Sarita Aunty and Preetika.

Riva : Kya hua Sarita? Kyu aayi ho yahan?

Sarita Aunty smiles and gets up and goes towards Riva.

Sarita Aunty : Arey tum bhul gayi na?! Kal ke din hum saare auratein(ladies) apne patiyon ke liye wrath rakhte hai. Har saal, karwa chauth ke do din baad. Yahi batane aayi thi. Aur phir Preetika beti bhi aayi hui hai. Toh maine socha usey mil bhi loon aur iss wrath ke baare bata bhi doon. *smiles* Toh Preetika beti rakhogi na tum bhi apne pati ke liye yeh wrath?!

Na Kuch Kar Sakega Zamana Where stories live. Discover now