Precap:Avni knows the reason of bebe's changed behaviour,,, Neil tell Avni that he wants her in his life forever,,,,Vidhyut heartful words make Avni emotional, Juhi insult Avni & tell about her evill intentions....,
Ooty:::
Juhi herself : kya sochkar ayyi thi aur hua kya?? socha tha ki iss bahaane se mujhe Neil ke saath akhele mein waqt bitane ka waqt milega aur joh bhi hum dono ke beech misunderstanding hui hai unn saab ko main dhur karna chaati thi aur joh kuch bhi maine kiya aur kar rahin hu woh sirf aur sirf usskeliyea Aur hamare pyaar keliyea yeh eshaas dilana chaati thi Neil ko par kuch bhi Nahin hua....
Dd: sir kal saari documentation process ho jaayeaga hum dohpeher tak yaha se nikal sakte
Neil: teeke dd
Dd noticed Neil is feeling tired
Dd: Sir aap jaakar thodi dher rest kijiyea utni dhur se drive karke ayea
Neil: its okay dd main teek hu
Dd: phir bhi sir fresh up toh ho jaayiea
Neil looked at dd & smiled
Neil: tumhe saab pata chalta hai na mujhe kab kya zaroorat hai
Dd smiled
Dd: Nahin sir Avni bhabi ne mujhse ek bar bola tha ki aapko travel ke baadh ek shower lenge toh aap kaafi relax feel karte hai toh issliyea
Neil just smiled hearing him,,,,
Neil himself : Avni ko na meri har chotti si chotti baat pata hoti hai bas kuch bhi nahin bolti mere saamne
While Neil lost in Avni taughts
Dd: sir....
Hearing him Neil come out of his taught
Chale...,
Both leave
Here Avni track the place where ragini pandit kept maddy bua...
Ali: Avni mujhe lagta hai humhe police ki help leni chayiea kyun yeh bahuti risky hogha
Avni: main jaanti hu Ali joh hum karne jaa rahe hai wo bahut hi risky hai par humhe yeh bina police ke support karni hai
Ali: par Avni tum jaanti ho na iss mein khatra kitna hai
Avni : jaanti hoo par hum police ke help nahin le sakte tum jaanti ho Uss Ragini pandit ke logh har jaghaa pe hai,, tumhe yadh hai ek baar Neil bola tha ki uske subordinates mein bhi Ragini pandit ge logh hain, issliyea hum aisa koi bhi kaam nahin karni chayiea jiski wajaha se maddy bua ko problem ho
Ali: tumari baat toh teeke par hum dono maddy bua ko waha se kaise nikalenge
Avni just think for a while & looked him in a way where Ali understand what she was saying he just nodded his head in no mode
Nahin Avni bilkul nahin tum aisa bilkul maat sochna tum aisa nahin karogi unke help nahin logi
Avni: hamare paas isse accha option nahin hai Ali humhe unlogon ko bhulana hogha
Ali: tum jaanti ho na agar hum unko bahar bhulayenge toh iska anjaam kya hogha
Avni: filhaal maddy bua ko bachana hamare liyea bahut important hai Ali aur waise bhi mujhe nahin lagta aab koi problem hogha because Neil toh yaha nahin hai jab tak wo ayeaga hamare logh kaam pura karke jaa juke honge so kisi ko kuch nahin pata chalega
Ali: Aisa tumhe lagta hai Avni tum shyaadh bhool gayea ho abhi bhi department 123 team ko search kar raha hai bas hum logon ka intazaar kar rahe hai aur tum yeh maat bhoolna team 123 pakadna Neil kelilyea ek mission ban chuka hai wo jitne bhi cases ko solve karle par usko 123 team ko pakdne mein hi uska success hai aisa woh maanta hai iss keliyea woh jee jaan lagha degha
Avni: par jab tak hum khudh nahin chaate Ali tab tak iss mission mein Neil kamyaab nahin ho sakta woh bas apne department ke nazar se dekh raha hain issliyea usko team 123 mujrim diktha hai ek baar ek baar usko saach se waakif ho jaayea toh woh team 123 ko saari charges se free kardegha
Hearing her Ali smiled, Avni looked on
Ali: soo funny Avni lagta Hai aab tak tum Neil ko teek se pechaana Nahin main bachpan se dektha ayaa hu Neil ko woh apna profession ko itna pyaar karta itna honesty hai usko apni vardhi par wo apne family ko bhi second place raktha hai apne duty ke saamne
Hearing this Avni eye's filled with tears
Avni: agar department mein aise honesty officers hai toh meri maa ko insaaf kyun nahin mila Ali
At a moment hearing this Ali Feel Avni 's pain
Ali: Avni tum teek toh ho na
Avni just wiped her tears, & nodded her head in yes mode
Avni : Ali iss waqt humhe sirf aur sirf maddy bua ki baare mein sochna hai baki ka baadh mein dekh lenge saying both moved from there
Khanna mansion :
Shweatha herself : Yeh Avni bhi na pata nahin market se sabzi lene gayi hai yaaa sabzi ko market mein laane gayi hai
Hearing this Prakash smiled at her
Prakash : kya baatein shweatha ji bahu ko thaane maar rahin hai wo bhi uski absence mein bad manners very bad manners
Shweatha : dekhiyea khanna saab agar aap iss waqt joke karne ki mood pe hai toh let me clear one thing mujhe koi intrest nahin hai, aapke joke se samjhe
Prakash : woh toh main jaanta hoo aap toh aap iss waqt kis mood pe hai, hamari bahu ko sorry sorry hamari pyaari beti ko thaane maarne ka mood hai
Shweatha: aur nahin toh kya karu khanna saab ghar mein itni saari tensions chal raha hai uppar se mere tillu ke saath wo juhi gayi hai ooty pe aur yeh Avni kuch samajthi nahin dekhiyea sabzi lene subhaa bahar gayi aur aab tak uski pata nahin uppar se uski phone bhi nahin lagh raha hai kya karu????
While shweatha saying this prakash went & bring a glass of water to her
Prakash : lijiyea ye thaanda paani peejiyea aur apka deemagh bhi thanda rakiyea
Shweatha: khaana saab,,,
Prakash : shweatha ji...... Aap pehele shaanti se bait jaayiea Saying he make her sit on chair
Shweatha: Aap ko meri pareshaani samaj nahin haa raha hai issliyea aisa bol rahe hai
Prakash: kis ne kaha aapse ki mujhe aapki tension samaj nahin haa raha hai aisi baat nahin hai shweatha ji main jaanta hoon aapko kis baat se tension ho rahin hai aap issliyea tension nahin hai ki Avni market gayi hai aapko iss baat se zyaada tension ho rahin hai ki Neil ke saath juhi gayi hai ooty pe
At a moment hearing this Shweatha looked at him & sidely hugged him,
Shweatha: Khanna saab mujhe bahut dar lagh rahin hai
prakash: dar ................,kis baat ki dar hai aapko shweatha ji
Shweatha: bahute mushkilon ke baadh mere bacchon ki zindagi mein kushiyaan ayyii hain Khanna saab,specially Avni ki zindagi mein
Prakash just listening her
woh bacchi bahuti kaam umaar mein hi bahut saare dardh aur taqleef jeal chuki hai ...., aur main nahin chaati Avni ki zindagi mein uss juhi ki wajha se yaa khudh hamare tillu ke wajha se ussey dardh yaa taqleef miley already anjaane mein sahin hamare tillu ke wajha se Avni ke dil bahut dukhaya hai aab,,, before she complete her sentence
Prakash: Ek baat hamesha yaadh rakiyea shweatha ji ki juhi hamare Neil ke guzre hue kal hai joh har haal mein guzre huye kal hi rehega aur guzre huye kal aur pal ko bhoolna hi hoga,aur yeh baat hamara Neil acche se jaanta hai
Shweatha: Aapki baat sahin hai khanna saab,,, par Pyar toot jaye toh sirf dukh hota hai ... par vishwas toot jaye toh sab kuch khatam ho jata hai
Bas Joh vishwas Avni ne Tillu par rakha hai wo kabhi toot na jaayea warna........ Saab khatham ho jaata hai Saying She feel scared....!
Prakash: shweatha ji yeh aap kaise baat kar rahe hain, aur waise bhi
Jis rishtey ko bandhan mein baandhne ki zaroorat pade na ... woh rishta nahi kehlata hai ... aur jis rishtey ki neev vishwas ho ... uss rishtey ko kisi bhi naam ki zaroorat nahi padti aur hamare Avni Neil ki rishtey itna kamzoor nahin hain joh heri gheri haa jaayea aur unki rishtey thod jaayea
Saying he calmed her
Vidhyut mansion :
Ragini pandit just staring Avni pic's in Vidhyut's room:
आप पढ़ रहे हैं
(Avni Neil) Kis Desh Mein Hain Mera Dil
RomanceLove, Trust, Marraige,? Jab Milne Ko Betaab ho do Dil,Ek khawab ho, unhe muqhaadhar kya rokega, Aab Mohabbat ki Jeet ki jaashaan Sara zaamana dekegi ??