Love, Trust, Marraige,?
Jab Milne Ko Betaab ho do Dil,Ek khawab ho, unhe muqhaadhar kya rokega, Aab Mohabbat ki Jeet ki jaashaan Sara zaamana dekegi ??
Khanna mansion ::: Evening , Avni & Neil returning back to khanna mansion from Neelamaa house.. While Avni & Neil entering the house shweatha stopped them Neil: kya hua mom??? Aap aisa kyun rokha humhe,Kyun ki maine bola hai iss liyea a voice came from Shweatha's behind Both Avni Neil looked the way yes it's none other than Bebe.. Neil: Bebe Bebe: haa maine hi shweatha se kaha tum dono ko andhar aane na dijiyea Avni: kyun bebe humse koi galti hogayi kya?????? Bebe comes to her, Bebe: Jaanti ho Avni puttar Loghon ko mana hai ki jab bahu ghar mein kadam rakhti hai toh woh apne saath maan. maryada aur izzat leke aati hai..........kahin logo ka yeh bhi kehna hai ki bahu ghar mein lakhmi badhane aati hai......ek bahu ke kadam padne se yaa toh ghar tut sakta hai yaa toh tuta hua ghar jud sakta hai.............jab ek ladki apne sasural aati hai toh apne saas sasur mein woh apne maa-baap ko dhundhti hai...........dever bhai saman aur nanad behen saman hoti hai............dil me kahin sare armaan hote hai....ek nayi umag hoti hai........lekin dil mein ek darr bhi chupa hua hota hai ki kya woh is naye mahol mein apne aap ko sambhal payegi.........har ek kadam rakhne se pehle woh dus bar sochti hai............ghar ke bahar kadam rakhne se pehle ek bar use apne khandan apne pati ki izzat saath mein leke jati hai........aur puttar tum yeh saari khubiyaa acchi taraha se nibhayi hai,,Neil ke liye beimtihaan mahobbat..........jab aap kisi ko jaan se bhi jyada pyaar karne lago to aapko uske sare rishtey apne lagne lagte hai............aur tum iss parivaar ko puri taraha se apna bana chuki hai aisa lagta hai ki tum iss ghar ki Beti ho yaa bahu,,, jis dil se tum inn rishton ko sambhala, aur kahin mushkiley ayyi tumare aur Neil ke rishtey ki beech phir bhi tumne na uske saath choda na iss parivaar ka, issliyea aaj yeh Khanna's bahe felake dil mein dher sara pyaar aankhom mein nayi umeed leke apni bahu ko phirse apne dil mein aur iss ghar mein tumara ghraha Pravesh karwana chaate hain,,, At a moment hearing this Avni get emotional, Avni: bebe iss saab ki zaroorat nahin thi bas aap logon ki pyaar aur ashrivaadh hi mere liyea kaafi hai Bebe: wo toh hamesha tumare saath rehega puttar lekin joh kuch tumne iss parivaar ko diya na uske saamne yeh kuch bhi nahin aaj iss ghar mein kushiya hi kushiyaa hai aur iski zimindhar tum ho sirf tum,, tum sirf iss ghar ki bahu nahin iss ghar ki kushiyaa ho aur issliyea humhe mauka dena ki hum iss kushiyon ko apne ghar mein phirse ghraha pravesha kar sakhe...shweatha aarti ki thaal taayar hai Shweatha: ji bebe, Bebe: toh kis ki intazaar kar rahin hai karo na aarthi aur iss ghar ki kushi ko andhar leke aao Shweatha aarti ki thali leke aati hai aur uske piche bheema Kumkum wala thal aur Khushi chawalwala Kalash lati hai.............shweatha Neil aur Avni ki aarti karti hai.. Shweatha: Bhagwan tum dono ko duniya ki sari khushiyaan de........jo sapne tum dono ne saath me dekhe hai woh sabhi pure ho........tum dono me aise hi pyaar badhta jaye...........aao Avni beta tumhe phirse .........Khannna mansion mein tumhara swagat hai...........pehle is chaval ko girake uss kumkum wale pair karke apne shubh kadam iss ghar pe phirse rakho............
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।