Recap: Avni remembered all old things which she suffers a lot, Neil missing Avni.
Avni's room:
Avni standing near window she seeing moon and start to remember all things which she spent with Neil,and smiled and also get emotional...Nahi Mein itni kamzoor Nahi bann Sakti jo itni saalo Mein jo Maan mein Tapasya lekar baiti hu ,jo aaj yaa kal usko pura karni Hai,iss Mein iss Saab ka koi Jaghaa Nahi...yeh Saab ek Sapna hai jo kabhi haqiqaat nahin baan sakta,jo Neil ki taraf meri Dil mein eshaas hai usko nikalna hi hoga kyunki ye ek pal ka Sapna hai iski wajah se meri Puri Zindagi ka maksaat Ko Mein Kaaran kar ne nahi dungi....baas Raam ji Aab Mein aap se Eki vinanthi kar Sakti hu aaj ke Baadh dubara kabhi hum dono ka rahein Ko Saath maat Lana...
Neil bedroom:Aab aur nahi mein Aab apna Dil ki baat dhabakar nahi rakh sakta,tumse yeh dhuriya Aab bardash nahi ho Raha hai Avni,mujhe pata nahi tumhari Zindagi Mein kya chaal Raha hai Lekin Aab tum meri zindagi bann chuki ho...Lekin mujhe ek baat ka dar hai tum meri athith Ko sunkar mujhe maana toh nahi karegi naa,jo aaj tak meri Maan mein Bassi Hai,kaun ladki chaati hai jo uske Saathi ke Dil mein koi aur thi....saach Mein Avni aaj itni salon ke baadh tumhe dekhar jo eshaas jaghi hai naa Kasam se koi aur Ko dekar nahi hua.kyun mera phela pyaar ki Saath bhi nahin hua tha jo tumhe paane ka ahaas, junoon usko paane Mein bhi nahin tha Avni.......aaj jo Naam meri Zubaan par bar bar haa Raha hai woh Naam mere Dil pe jo likha tha woh naam Ko bhi mita diya,Juhi ...... He remembered Juhi face.
haa Avni jo juhi Ko Mein ne mujhe mein Sama diya tha, aaj tum uss har eshaas, har yaadon mein Tum baas chuki ho avni... I'm sorry Juhi Mujhe se yeh Saab kaise hua pata hi Nahin chala, kyun ki Aab Mein Avni ki bina nahi rehe paa raa hu shyaad mein Tumhe dhoka toh nahi de Raha hu naa ... Nahi a suddenly word come from Neil backward then he seen yes none other than Bebe...
Neil said bebe and hugged....
Neil: bebe woh..
Bebe:kuch kehene ki koi zarorat nahi Mein Saab kuch sunliya..aaj jab tum ghar ayaa naa tabhi Mein samaj li,jo itni saalon ke Baadh dubara tumhare Aankhon Mein kuch paane ka ichaa dekha ussi pal mein gham bhi dekha ....
Neil:bebe...
Bebe:pata hai putar jab tum jhoot bhola naa tabhi Mein samaj gayi
Neil: jhoot kaisa jhoot
Bebe: yahi ki tumhe bhook nahi tum Ali ki canteen mein khaa liyi aur toh aur tum hum Saab Ko avoid karke kamre Mein haana,jo mera putar kabhi ghar mein hote hui kabhi akhela nahi rehe sakta jo aaj sham se raat tak tum kamre se bahar hi nahi Nikla tabhi mujhe pata chala kuch toh hua hai..lo Aab mein tumse baat karne aayi thi jo tumara Dil ki baat sun lii.
Neil hugged Bebe....and cried
Neil: mujhe kuch samaj nahi haa Raha bebe mein kya Karu....
Bebe:kuch Nahin baas apni Dil ki suno,she smiled and kaun hai jo woh mera putar ka Dil chura Liya kaun Hai woh pari..
Neil: slidly smiled and said uski naam Avni hai Bebe.
Bebe: haa Naam toh khub hai baas woh bhi Soni hi dikhi hogi...
Neil:haa bebe bahut Sundar hai aur different bhi
He lost in Avni taughts...Bebe noticed this and smiled.
Neil came into sense....
Bebe:toh kaab milvayega meri bahu se
Neil:pata nahi bebe he had a tears on his eyes.
Bebe: putar....
Neil: toh kya Karu bebe mujhe kuch samaj nahi haa Raha hai,aap jaante hai na juhi ki kya jagha tha meri liye....kya Mein uski saath aur uski pyaar ke saath nainsaafi toh nahi kar Raha hu naa bebe,
Bebe: aao baito,putar Mein jaanti hu Juhi tumari Zindagi Mein kya thi.. Mein aaj tak yahi soch Rahi thi Kyun meri putar ki Zindagi jeene se phele hi Rukh gayi,Akhir Kyun uski kismat mein itni jaldi akhela paan likdiyi Lekin aaj pata chal Kyun ki tumari Zindagi ek aisa ladki haane Ko thi,Avni ....
Neil looking BebeHaa putar tumhi socho jo itni saalo Mein tumhare Dil kabhi kisi ke liye dhadka nahi siwa Juhi ki lawa aur aaj uss Avni ki Naam Ko lekar dhadk Raha hai..Kyun.
Kya pata kabhi tumare Naseeb Mein Juhi thi hi nahin
Neil: bebe
Bebe: haa putar Meri ruzbai se kehe Rahi hu baas Avni Milne se phele tum Juhi se milgaya aur tum usko pasand kar Liya aur usko hi apna kismaat Maan Liya Lekin kismat ko kuch aur hi manzoor tha shyaad kismat Ko Avni Ko tumhare kismat bannana chati ho, issliye aaj itni salon ke baadh Avni Ko tumhari Zindagi mein layiea.
Dekho putar hum tum par kisi taraf koi dhabav Salma chaate paanch saal phele bhi tumara hi faisla tha Juhi ko apnane ka aur aaj bhi tumhe hi Leni hogi... Mein uss ladki Ko dekhi toh nahi Lekin aaj meri putar ki aankhon mein uskeliy chahat dekh Rahi hu,mujhe nahi lagta Juhi ko bura lagega Kyun woh jaha bhi hogi sirf tumari Kushi hi chaati hogi ..toh issliye iss mein kuch burai nahi..
Neil said thanks bebe for clearing my all confusions and hugged.
Bebe: chalo Aab zyaada dher maat karo jo phele hi bahut dher kar li tu samjaa.aab bahut raat ho Gaya so jao.
Neil smiled and hugged her.
Bebe leaves;
Neil: toh miss Avni Aab tumhe meri Kismat bane se koi rok nahi sakte..khudh tum bhi nahi kyunki Mujhe mera pyar par itna toh bharosa Hai....
Avnineil looking moon.

आप पढ़ रहे हैं
(Avni Neil) Kis Desh Mein Hain Mera Dil
RomanceLove, Trust, Marraige,? Jab Milne Ko Betaab ho do Dil,Ek khawab ho, unhe muqhaadhar kya rokega, Aab Mohabbat ki Jeet ki jaashaan Sara zaamana dekegi ??