91.🖤Tera hi, bas hona Chaaoon 🖤

645 56 19
                                    

Recap: vidhyut comes to hospital a small heart touching conversation between avni and Vidhyut and Neil totally shattered hearing neelamaa's decision,avni leaves neil house.......

Dayavanthi mansion;
Neelamaa just waiting avni at door way
Just there Avni,Ali and Riya comes
Avni comes to door way before she comes in all meheta's comes there,,,, Dayavanthi and deeksha feel happy seeing her like this.......
Amol himself: thank god di aap Aab mere saamne hai,,,Aab dekhiyea kaise main phirse aapki life mein Saab teek kardungi.....jaaye isskeliyea kuch bhi karna pade mujhe wo Saab karunga sirf aapkeliyea.....sirf aap keliye di I promise.....
Before Avni enter in Neelamaa stopped her
Neelamaa: ek minute Avni
Avni just looked on, meheta's get confused
Now Neelamaa turned towards family members now Neelamaa back facing Avni
Avni iss ghar ke andhar aane se pehle main aap se ek baat ki tassali chaati hoo yaa yeh kahu ki kuch baat ki clearance
Dayavanthi get confused
Hetal: bhabi...... Before she complete her sentence
Neelamaa: ek minute Hetal Mujhe kuch loghon se kuch baaton ka tassali chayiea
Saying Neelamaa looked at Dayavanthi
Itni saalon se iss ghar mein joh kuch bhi hua main uskeliye kuch nahin kar sakhi Lekin Aab kya hogha aur kaisa hogha issey Mujhe bahut farakh padega...., issliye main kuch baaton Ki clearance chaati hoo
Aab se meri beti yahin rehegi issi ghar main,,apni ghar mein
Dayavanthi just looking at her
Aur mujhe meri beti keliye koi aisi baatein yaa koi aisa issues jiski wajah se meri beti Ko taqleef hoghi iss ghar mein honi nahin chayiea.... issliye agar aap Saab Ko koi problem hai toh Abhi Bata sakte Kyun ki aghee jaakar meri bacchi Ko dardh ho....
Dayavanthi: tumari matlab
Neelamaa: simple agar aap logono Ko meri beti iss ghar mein rehene se koi problem hai toh Abhi Bata sakte ahar hai toh main aur Avni parikh mansion mein shift ho jaate hai......
Hearing this avni just looking at her
Kyun ki main nahin chaati koi meri bacchi ki Dil dukaye aur iss Baar toh bilkul Nahin
Avni get emotional,,,,
Toh batayiea kisi koi koi problem
Ketan: kaise baatein kar rahe bhabi...,Bhala humhe Kyun problem honge aur waise bhi Avni iss ghar ki beti hai Ashish bhai ki Beti......jitna iss ghar mein Riya ka haq hai uthna hi Avni ka bhi hai
Hearing this from him Dayavanthi and Deeksha get shocked
Hetal and Neelamaa get happy
Aur jis haalathon mein Aab avni hai ussey hamare laava kaun hai.....ek baat hamesha yaadh rakiyea bhabi avni iss ghar ki hissa thi,hai aur hamesha rehegi hum Kitna bhi kuch bhi kahe saach toh yahin hai ki Avni iss ghar ki badi pothi hai.....
Ali get happy hearing this from him,,,, seeing Ali's smiled face riya also feel happy
Riya herself: main Jaanti hoo Ali yeh haasi sirf avni keliye Lekin koi baat nahin kamse kam tum smile toh kiya.......pata nahin Kyun tumare ek ek moment mujh par zyaada infulence ho raha hai
Neelamaa: accha lagha Ketan tumare moo se yeh Saab sunkar par kuch loghon ke taraf koi reaction Nahin haa Raha hai toh main kya samjoo she said looking at Dayavanthi
Dayavanthi just try to speak but deeksha stopped her,she slowly whispered towards her
Deeksha:maa kuch bhi bolne se pehele,kuch sochkar boliyeaga na Avni Aab uss vidhyut ki pyaar hai....aur jaante hai na agar hum yaha iss Avni Ko kuch bhi kahenge na toh waha wo .....Avni ki deewana jaante hai na
Dayavanthi just remembered vidhyut and Ragini pandit
Just then Ketan comes to Dayavanthi
Ketan: maa bhabi ki jawab ka intazar kar rahe hain
Hearing him Dayavanthi comes out of her taughts
Dayavanthi: iss ladki Ko maine na kal apna ya tha aur na aaj aur na hi hane wale kal mein apnaungi lekin
Duniya ki saamne yeh iss ghar ki beti hai yeh yaha rehene se mujhe koi pareshaan nahin hai bas yeh apni manooz chehera lekar zyaada mere saamne na aayea saying she leave,,,
Neelamaa just looking at her
Deeksha: Aab kya maa ne bhi kaha na yeh yaha rehene se koi problem nahi hai toh andhar haa sakte saying she also leave
Ketan: bhabi Aab kya soch rahe hai ayiea na
Neelamaa: Lekin ketan
Ketan: bhabi Saab kuch ek hi din mein toh nahin Badal sakte na
Hearing this Hetal get surprised
Neelamaa just take avni in , and went towards her room,Ali also went behind them ....
Riya: maa ....main fresh hokar aathi hoo
Hetal just nodded her head in yes mode
While Ketan moving Hetal stopped him
Hetal: ek minute......
main Jaanti hoo aap bhi khaas pasand nahin karte avni Ko,Lekin aaj joh kuch bhi Avni keliye kaha uske keliye khade hue kya yeh Saab aap apne Dil se ki yaa iske peeche koi wajah......,
Ketan Just turned towards her
Ketan: main jaata tha ,yeh sawal tum Mujhse zaroor karegi Lekin ek baat aache se samaj lena hetal meri koi aapse dushmani nahin hai Avni ke saath bas wo maa Ko acchi nahin lagti issliye main bhi Avni se zyaada baat nahin karta tha.....Lekin aaj waqai Avni ke saath joh bhi hua woh bahut galat hua hai aisa lagh Raha hai jaise atith ki phanaa phirse khol Raha hai bilkul ussi taraha wahin kahani bas logh nayi hai....
Aur ek baat Hetal wo Ashish bhai aur asha vyani ki beti hai mera bade bhai ki Dil ki dhadkane thi Avni bas kabhi jata nahin paayea bhai ne maa ki khaatir lekin maine meshoos kiya tha.....maine aaj tak Avni ke liye kuch nahin kar paaya lekin Aab waqt haa Gaya ek ladki ki Baap hone ki naatir, main aab Avni keliyea khada hona chaata hoo hetal,,,khada hona chaata hoo
Hearing this Hetal get emotional and hugged him
Hetal: mujhe maaf kijiyea maine aapko bahut galat samaj gayi thi ....lekin itni saalon mein aap peheli Baar Avni keliye yeh saab saying she just stopped in mid way
Ketan: main samaj sakta hoo Lekin iss Baar tum Mujh par Vishwas kar Sakti hoo hetal ,iss Baar main Avni ke saath hoo apni beti ki saath hoo
Hearing this line Hetal get emotional and hugged him
Khanna mansion:
Bebe lamping the diya in front of lord Ram sita
She just remembered the things get cried
Bebe: hey prabhu yeh Saab kya hogaya aur Kyun? Mere bachon ki zindagi mein itni badi tofaan Kyun prabhu Kyun? Aisa kya galti hogayi thi uss Bacchi ki joh aap ussey itni badi dardh deh dhi....dhi toh dhi kiske zariyaa uss insaan ki zariyaa jo wo Bacchi apni zindagi se zyaada pyaar Karti thi.....,nahin prabhu yeh Sahin nahin iss dardh ki hakhdhar nahin thi wo bacchi toh phir Kyun prabhu
Just there Neil comes, seeing him bebe tried to leave but Neil stopped her by holding her hand!!!!!
Bebe: Neil haath chodo.....
Neil:main jaanta hoo bebe jo galti Maine ki ussey maafi toh nahin hai, Lekin phir bhi main apse maafi ki ummidh kar Raha hoo....pls bebe Mujhse moo maat modiyea Aab mujh mein itni taqaat nahin Raha hai ki main Aab kisi aur narazagi ko bardash kar sakhu.....main toot Chuka hoo bebe ......toot Chuka hoo he just fell on floor
Hearing this bebe melted and sit on sofa
He just kept his head on her lap......
Seeing him like this bebe can't control her emotions
She kept her hand on his head
Neil: bebe yeh kya hogaya,,,,mere saath hi Aisa Kyun hua? Jis Insaan se bepaanaha pyaar kiya,jiske saath saath phere liya,jisko duniyaa bhar ki kushiya dena chaha usi Ko itna dardh deh diya maine....uski pyaar aur Vishwas Ko thodke rakh diya
Jiski Aankhon mein Hamesha kushiya dekhna chaha aaj Ussey itni annsoo deh dhi shyaadh rukhne ka Naam hi Nahin Hai......Kyun bebe Kyun meri ek athith ki galti meri aaj ki sapne thodkar rakh diya mera pyaar Ko Mujhse cheen liya Kyun bebe Kyun?
Hearing this bebe get emotional
Bebe just hold Neil's hand
Bebe: mujhe bas ek baat batao na puttar kya waqai tum apni atith Ko bhula chuke ho
Neil just looked at her in teary eyes
Kya tum Aab apna athith Ko chodkar aaj ke saath Zindagi jeena chaate ho
Neil: yeh kaisa sawal hai bebe main sirf Avni ke saath jeena chaata hoo mujhe sirf Avni chayiea...sirf Avni
Bebe: toh bas jao Avni Ko apni zindagi mein wapas lekar aao
Neil: Lekin bebe wo mujhse naraz hai

(Avni Neil) Kis Desh Mein Hain Mera Dilजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें