108.Fasley aur dhuriyaan💔❤️

185 22 12
                                    

Recap: Avni knows misti is Vidhyut daughter she face off him regarding this truth.... He accept the truth and tell what all happened in his life how juhi cheated him,,,, he wants misti's upbringing should done by Avni not juhi......on the other side juhi black mail Avni not to revel the truth other wise she will harm misti....

Khanna mansion :::::
Morning :::::
Juhi doing aarthi while singing the bajan hearing her all comes to the hall,,,,
Bebe shweatha looked on
Shweatha : Tum..... Tum hamare mandhir mein kya kar rahin ho,, tumare himmat kaise hui yaha pooja karne ki,,,yaha aarathi karne ka hakh sirf iss ghar ki bahu ka hai matlab Avni ka.....koi bhi aisa haake takur ji ko haath nahin lagatha
Juhi just ignored her talk & went towards her taking aarathi thaal
Juhi :Aarthi nahin lenge aap mummy ji....
Hearing this Shweatha get irked
Shweatha : kya kaha tumne mummy ji.....
Juhi : sorry Aunty ji......
Shweatha just turned her face aside,,,
Looking all this Avni went towards her
Avni : mummy ji maana ki aapko juhi se aitraaz hai par arathi se toh nahin na waise bhi bebe keheti hai na ki aarthi toh takur ji ki arshivaadh hoti hain,,,issliyea mummy ji aarthi lijiyea aur bina arathi liyea aap yaha se jaayeange toh takur ji ko apmaan karne jaisi hogi na
Shweatha : kuch bhi Avni yaha aarthi karne ka hakh sirf aur sirf tumara hakh hai koi aisa haakar yaha arathi nahin karsakta
Avni : par mummy ji
Bebe: shweatha bilkul teek kehe rahin hai Avni puttar yaha aarathi pooja karne ka haakh sirf tumara hai koi aur nahin karsakta
Juhi gets anger,,,,,,but control herself
Shweatha : Avni aarathi ki thaal lelo aur thakur ji ki aarathi karo
Avni : par mummy ji abhi toh juhi ne aarthi ki na
Shweatha just taken the arathi thaal from juhi s hand
Shweatha : lo......, arathi karo
Avni just looked at juhi where juhi burns into anger
Bebe: Avni puttar hum saab intazaar kar rahe hai arathi karo
Avni doing the aarthi,,,,
Avni pray: Hey prabhu main juhi ki saach jaante hui bhi kuch nahin kar sakhi aapne parivar ke saamne kuch bol bhi nahin sakti mujhe himmat dena ki har haal mein main Apna farz nibaao aur wo bhi puri zimidari se nibha sakho iss ghar ki maan maryadha barkaar rakhna prabhu.....
Juhi pray : mujhe Neil chayiea baghwan kisi bhi keemat pe mujhe neil chayiea...Avni se mere Neil ko cheenkar hi rahungi main!!!!!!!
Neil pray : hey baghwan Avni aur mere beech aab koi teesre ki koi jagha nahin hain aur main mere past se hui har galti se sharmindha hoon bas Avni ka saath aur uska pyaar hamesha mere saath rahe
Avni jusy give aarathi & prasadh to all family member's where all leave the place
Now Avni comes to juhi to give aarathi
Avni : pata chala tumhe apni asli jaghaa iss ghar mein!!!!tum mein aur mujh mein kya farakh hai, yeh sindhoor, yeh mangal sutra iski kya emiyaat hai,,,,, kisi parivaar ki bahu hona, kisi ki patni hona jinke saamaj mein kya maan maryaadha hota hai aab saamaj mein ayaa Juhi
Juhi : zyaada aitraoo maat Avni, yeh maat bhulna jab diyea ki laundh bhoojne lagthi hai tab zyaada phat phat thi hai...tumara yeh ehankaar joh ek patni ke adhikaaron ke ghur mein jal rahe hai ussey mein maksaadh ki Aagh jaldhi bhooja dungi
Avni just smiled,,,
Avni : sughaan se uski sughaag ko cheen lena uski jism se jaan nikal ne se zyaada mushkil hota hai juhi yeh acche se apni deemagh mein ghaant bandhlo yaa kya bolte hai mark my word.....
Saying she leave
Juhi irritatedly comes to her room she throws all the thing's she just stand infront of the mirror looking herself
She just remembered Avni word's & her face
Juhi : kitni ghuroor thi uski Aankhon mein uski ghamand ko chur chur kardungi,, juhi kya cheez issey Yeh Avni aab tak Aanjaan hain iss haqiqaat se aab tak wo aur iss parivaar anjaan hain
kya karogi,,,,
A voice comes from her behind,,,, she looked at mirror and stunned
Yes it's her shadow
Juhi shadow : Avni saach kehe rahin hai juhi society mein respect, joh maan saaman ek shaadhi shudha patni ki hoti hai wo kisi dusri auraat ko nahin milta
Juhi : main dusri auraat nahin hoon Avni se pehele Neil ki zindagi mein main Ayii thi uss Avni nahin
Juhi shadow : lekin yeh family yeh society ki nazaron mein tum Neil ki wife nahin ho, unn saab ki nazaron mein tum Neil ki zindagi mein kuch nahin ho
Juhi : duniya ki nazaron mein Neil ki zindagi mein mere liyea koi jaghaa hai ki nahin issey mujhe koi farakh nahin padta...kyun ki saach toh yeh hain ki Neil mujhse pyaar karta tha...wo bhi pagalon ki taraha pyaar karta tha mujhse.. Deewana tha wo mera.... Duniya yeh saachai nahin jaanta toh kya hua main jaanti hoon Neil ko toh eshaas hain na saath jeene marne ka kasmein kayii thi humne
Juhi shadow : magar saath phere usne Avni ke saatj liya hai, mangalsutru usne Avni ko pehenaya hai sindhoor usne Avni ke maang mein bhara hain,, tum Neil ka Atith ban chuki ho I mean tum uske past bangayea ho,,,,
Juhi : haaa.. Haaaa.... Atith ban chuki hoo main Neil ki zindagi mein,, parchayi insaan ka peecha nahin chodta aur Neil ki zindagi mein wahin parchayyi hoo main!!!Aab Avni Neil ka atith kehelayegi uski Ex- Wife yeh mere khudh ka wadha hai
Juhi shadow : yeh itna hasaan nahin hai Neil ki patni banne keliyea tumhe Avni aur Neil ka rishta thodna padega, unn dono ko divorce karwana hogha....,
Juhi : zaroor hogha,,,, Avni ko Neil ki zindagi se bahar jaana hi hogha.....
AvniNeil room :
Shweatha comes to Avni room,,,, looking her
Avni : mummy ji aap yaha kuch chayiea tha kya
Shweatha : haa kuch chayiea tha tumse
Avni : kya???
Shweatha : ek wadha...
Avni just looked on
Avni : wadha.... Kaisa wadha
Shweatha : yahin ki tum Tillu ko aur iss ghar ko kabhi chodkar nahin jaaogi
Avni : mummy ji yeh aap kaise baat kar rahe hai main Neil aur iss ghar ko kyun chodkar jaaungi
Shweatha : juhi ki wajha se
Avni just looking on
Mujhe bahut dar lagh raha hai kahin uss juhi ki wajha se tumare ghristhi kahin ujaad na jaayea
Avni : mummy ji yeh aap kya kehe rahin hain Neil par mujhe pura bharosa hai aur wo mera pati hai usko mujhse koi nahin cheen sakta
Shweatha : mujhe iss baat ki kushi hai Avni beta ki tumhe tillu par itna vishwas hain,mujhe gharv hai iss baat se lekin phir bhi main tumhe ek salaha dena chaaungi Tillu ki maa hone ki naatir nahin, ek auraat hone ki naatir har auraat ko apna pati par vishwas karna chayiea lekin andh vishwas nahin....har auraat ko apni shaadhi shudha zindagi ko hifazaat karne keliyea har pal har ghadi satak se rehena padega beta,,Dekho na Avni puttar iss umar mein bhi main teri papaji par khadi nazar rakti hoon maana ki pati patni ki zindagi khule kitab ki phanno ki taraha hoti hain phir bhi uski kitaab ki kuch phanno mein Atith ki khaani likhi hoti hain,,jissey dono anjaan hote hain,aaghe tum khudh samajdhar ho
Avni : mummy ji aap zyaada pareshaa ho rahin hain mere maan mein yaa deemagh mein Neil ko lekar koi shaak nahin haa beech mein hum dono ke beech bahut galat femiyaa hogayi thi par aghe kabhi aisa nahin hogha aap zyaada tension maat huiea gaa
Shweatha feel relaxed hearing her,,
Evening :::
Khanna's sitting at balcony where juhi comes & seated with them while bebe & shweatha just stood up to leave the place
Juhi : ek minute bebe mere baat toh sunlijiyea
Bebe: tumhe aisa kyun lagta hai ki hum tumare baat sunne
Juhi : jaanti hoon aapko mere baaton se koi intrest nahin
Shweatha : phir bhi tum zabardasti humare ghale padthi ho hai na
Juhi : aisi nahin hai aunty ji par haalath toh badal sakta hain na main aap sab ko yahin batana chaati hoon ki main majboor thi bas mera intention galat nahin thi,,main wahin peheli wali juhi hoon joh aap saab logh mujhe bahut chaate the khaas kar aap mummy ji...
Shweatha : kitni baar kaha hai tumse mujhe mummy ji kehene ka hakh sirf meri Avni ka hai samjhi....aur agar tum wahin peheli wali juhi toh hamare baat kyun nahin maanti chali kyun nahin jaati iss ghaar se hum saab ke zindagi se,,,kyun nahin laut jaati kaha se ayyi waha
Juhi : main yaha nahin aana chaati mujhe aapki bete Neil ne yaha lekar ayaa hai phir bhi main yaha rukhna nahin chaati par Avni...
Shweatha :bas haa apna natak tum Avni ke saamne karo wo tumari vishwas karegi mere saamne maat karo yeh drama samjhi badi ayyi bolne wali saying shweatha & bebe left the balcony..
Where juhi evilly looked on.....
After a while juhi called Ragini pandit told about her plans which failed,,,,
Ragini pandit : duggha duggha tum itni si baat se itna gussa kyun ho rahin ho meher aab bas waqt haa gaya hai khule maidhan mein uthro aur lado
Juhi : kya..... Par Avni ko toh saare saach pata hai na agar wo Neil aur uske family ko batayeagi toh
Ragini pandit : jaanti ho tum har plan mein fail kyun hoti ho kyun ki tum hadh se zyaada sochti ho issliyea aab chup chaap wahin karo jaisa main keheti hu samjhi
Saying she put evil tauguts on juhi s mind while hearing her juhi evilly smiled
Ragini pandit : yaadh rahe Avni ki kamzoori misti hai tumhe har baar uski kamzoori par war karni hoghi na hi uski taqaat par samjhi
Juhi : ji samaj gayi
Police station ::::
Neil just remembered all the things what all happened in his house after juhi entered.....he just moved on....
Here juhi waiting for Neil he comes
Juhi : tum haagayea Neil mujhe tumare intazaar tha
Neil : intazaar toh mujhe bhi tha juhi apni galti sudharne ki.....main faisla le chuka hoon tum yaha nahin rahogi
At a moment hearing this Juhi get shocked !!!!!!
All khanna's looked on,, Avni get stunned!!!!!
Aur tumhe iss ghar se jaana jogha
Juhi eye's filled with tears,
Juhi : main kaha jaaungi Neil? Mujhe aab kahin aur nahin jaana!!!!mujhe iss ghar se maat nikalo,zindagi mein peheli baar Neil...peheli baar kisi ne mujhe sahara diya hain,mera sahara maat cheeno Neil,mera Sahara maat cheeno saying she started to cry,,,
Neil.....tum yaha jis wajha se mujhe lekar ayaa tha kya itni jaldhi bhool gaya wo wajha ko,,,,tumne mujhse promise kiya tha Neil aur aab
Neil : Na hi main wo wajha bhoola hoon aur na hi apna wadha.. Mujhe apna promise acchi taraha yaadh hain,,maine tumhe wadha kiya tha ki main tumhe acche ghar mein rehene ki intazzam kardunga,par iss ghar mein Nahin kahin aur....
Juhi : Neil.... Before she start her conversation
Neil : please juhi aab iss baare mein main baat nahin karna chaata hoon
Juhi get shattered,,, she turned towards her room
Bebe : juhi...aaj iss ghar mein jashhaan hoo raha hain,,kushi ka mohal hai aur aisa tumara yaha se jaana kuch accha nahin lagh raha hain kyun Neil.....!
He just nodded his head in yes mode
Neil : teeke bebe par uske baadh juhi ko yaha se jaane ka saari intaazam kar chuka hoon
Juhi just crying,,
Dd tumhe chod degha.....,hearing all this juhi ran towards her room
Juhi comes to her room & fell on the bed while crying
Juhi : mere saath hi aisa hamesha kyun hoti hain???Neil achanak se itna kaise badal sakta hai? Kaise????woh toh khudh mujhe apne saath iss ghar mein rakhna chaata tha phir mere jaane ki baat kaha se haa gayi...Nahin main yaha se kahin nahin jaaungi kabhi Nahin....
Just there Avni comes,
Avni : juhi main tujhse...
Juhi : jooti concern dikhane ki koi zaroorat nahin hain Avni,, tum toh hamesha se yahin chaati thi na,tumhe uss chotti bachi ki kushiyaa ki bhi parwa nahin hain na Avni
Avni : juhi tum yeh kya bol rahin ho tum khudh soch kitni din tum apni zindagi aisa jeeyogi
Now juhi just stood up and went to wards
Juhi : tum kyun bhari Neil ke khaan haa, tu Kyun nahin chaati main iss ghar mein na rahu iss ghar mein pehele adhikar mere hain ,,mere baadh tum yaha ayyi ho samaj ayyi yeh baat
Avni : baat samjne ki kaushish karo juhi bahar Neil se dus tareeke ka sawal poocha jaa raha hain ki tum yahana Kyun rehena chaati hain,kya jawab degha Neil.. Main iss ghar ki bahu hoon mujhe taqleef hoti iss gharwalon ke baare mein logh taraha taraha ki baatein karenge toh,,,, kabhi tumne yeh socha hai jab tumare saach sabke saamne ayeaga toh kya hogha????
misti ka future barbadh ho jaayeaga puri duniya Misti ko ek alagh hi roop se dekega,,,, uski zindagi sirf thaano mein bhar jaayeaga kya aisi zindagi chaati ho apni beti keliyea?????itni bhi khudh garz maat bano misti ki bhalayi issi mein hain tum yaha se chali jao,,,main tumse wadha karti hu Misti ko wo har hakh iss ghar mein milega joh tum chaati thi mera wadha hai tumse yakeen karo.....,saying she left
Juhi evilly smiled,,,,,
Juhi herself : main Ragini pandit ji ki baat kaise bhool gayi mujhe Avni ki sabse badi kamzori par war karni hoghi tabi mujhe Wo saab kuch milega joh main chaati hoon
Shweatha : yeh juhi aab gayi kyun nahin, Neil ne ussey saaf saaf kehe diya tha na yaha se jaane keliyea aur dd bhi haa gaya ussey lene keliyea phir yeh abhi tak ayyi kyun nahin
Bebe: Avni puttar jaa jaakar tum dekho na wo juhi kya kar rahin hain
Avni : ji bebe saying she just turned to leave where juhi comes with evil plan
Looking her
Haa gayi Juhi tumari luggage kaha hain??? Bahar dd tumara wait kar raha hain
Juhi : kyun?????
Avni : kyun ka kya matlab aab tumhe iss ghar se jaana hain
Juhi : kaha Avni????
Avni : waha jaha Neil ne tumare rehene ka intazaam kiya hai!!!!!
Juhi : waha main kyun jaaun???
All khanna's stood up hearing her,,,
Shweatha herself : lo shuru hogaya iski nayi drama aur yeh dekhne keliya yaha tillu nahin hain jab bhi isd ghar mein uska zaroorat hoti hai tabhi usko kaam haa jata vain
Avni : kyun ki aab waqt haa gaya hai tumhe iss ghar se jaane ka issliyea
Juhi : jaane ka waqt mera nahin tumara haa gaya Avni
Avni : yeh kya tamasha hai juhi
Juhi : tamasha main nahin...tamasha toh tum kar rahin ho,,,Aur nahin toh kya Avni tumhe kaise samjao lo example deti hu tumhe tumare ghar se nikal ne keliyea kaha gaya toh yeh tamasha hi hain na...samaj nahin ayaa abhi bhi toh suno yeh ghar mera hain!!!!
Hearing this all khanna's get shocked,,
Aur Neil mera pati hain!!!!!!
Avni just stunned,,
At a moment hearing her Avni raised her hand,
Avni : juhi.........
Juhi : shhhhhhhhhh....,haath neeche rakho Avni,,shyaadh tum bhool rahin ho main Neil ke bacchi ka maa hoon joh puri duniya ke saamne Neil accept kiya hai toh iss hakh se yeh ghar mera bhi hain,,aur main hi iss ghar ki bahu aur Neil ki patni
Shweatha comes forward and gave a tight slap on juhi cheek,,
Shweatha : himmat bahut bhad gayi hai tumari....kabardar joh aisi baat apni moo se dubara nikalegi toh,,tumara iss ghar se koi naatha nahin hai samjhi tum....khaana saab yeh iss joote paper's dikha kar humhe dhamki deh rahin hain na phek maaro uske moo par
Prakash : shweatha ji yeh paper's sahin hain,,
Avni get shocked,,
Yeh court ka notice hai juhi iss ghar mein hakh se rehe sakti hain kyun ki misti aab bhi Neil aur juhi ki beti hai
Shweatha : khaana saab par yeh kaise ho sakti hai misti ko toh Tillu aur Avni ne adopt kiya na iss juhi se the misti Avni ki beti kehelayegi na
Prakash : Nahin shweatha ji wo process abhi tak complete nahin hua hai aur court se wo disposed hogaya hai issliyea aab bhi misti juhi aur Neil ki hi beti kehelayeagi
Avni just stunned
Shweatha : toh agar aisi baat hai toh teeke misti bhi juhi ke saath iss ghar se bahar jaayeagi tab toh koi problem nahin hoghi na
At a moment hearing this juhi get shocked
Avni : mummy ji......nahin hum misti ko kaise bahar nikal sakte
Tum yeh saab kyun kar rahin ho juhi,,Tum baar baar aisi harkathe Kyun kar rahin ho joh sahin nahin hain,,, tum acche se jaanti ho saach kya hai aur joot phir bhi tum yeh saab kar rahin ho
Juhi herself : pandit ji ne sahin kaha tha kitne bhi mushkil khadi haa jayea tum kabhi misti ki saach nahin batayieagi tumhe uski future ki parwa hai aur mujhe apni present aur future dono hi important hai....
Avni :Ek auraat hone ki naatir maine hamesha tumare saath diya, tumari help kiya uske silsile mein tumne mujhe kya deh rahin ho, kyun meri zindagi barbadh kar rahin ho
Juhi : Avni...aab dekho tumse meri aisa koi personal dushmani toh hai hi nahin,,main toh bas saab logon ko yeh batana chaati thi ki Neil aur mein Aab bhi misti ki maa baap hain,, aaj bhi main Misti ki jaayaz maa hoon toh iss ghar ki bahu bhi main hi hoon
Shweatha : chup kar.....iss ghar ki sirf ek hi bahu hai wo Avni hai sirf Avni, aur issey pehele hum tumhe dhake marke iss ghar se bahar nikale khudhi chali jao iss ghar ko chodkar
Juhi just smiled
Juhi: aisa kuch bhi nahin hogha kyun ki main iss ghar ko chodkar kabhi nahin jaaungi
Shweatha : arrey khanna saab bebe hum saab logh yaha khade hokar uski bakwas kyun suun rahe hain,nikal bahar karo na ussey
Juhi : Agar meri marzi ke khilaf kisi ne mujhe iss ghar se bahar nikalne ki kaushish ki toh main kanoon ka darwaza ko khat khatwaungi...aap logh aise kaise iss ghar ki bahu ko bahar nikal sakte hain,zara sochiyea society mein kya izzat rehega aap logon ki joh ek Acp ghar mein itni nainsaafi...logh aap logh ke uppar thu thu karenge,,soch lijiyea kya karna chaate hain,,
All just looking at her
Mutti bandh rakhu yaa khol du....
Bebe just left the place....where juhi also went to her room
Shweatha : kaash..... Kaash yeh ek bura sapna hota
Maddy bua : tension maat hui hai bhabi
Shweatha : Avni.... Par Avni ka kya hogha bechari ka dil hi toot chuka hogha
Khanna saab aapki baat hui lawyer se kya kaha unhone
Prakash : lawyer phone hi nahin utta raha hai
Shweatha : toh kya puri duniya mein ek lauti lawyer hai kya koi dusre ko kijiyea na
Prakash : nahin shweatha ji hum aisa nahin karsakte joh iss case handle kiya wahin ko pata hogha na aghe ka process
Maddy bua : par bhaya yeh saab hua kaise??? Misti ki custody saab aap hi dekh rahe the na toh yeh saab kaise hua???
Prakash : yahin toh main bhi poochna chaata hoon maddy lawyer se par wo mera phone hi nahin utta raha hain
Avni sitting outside waiting for Neil, she just remembered juhi s word's,,,,
Just there Neil comes & saw her
Neil : Avni...
Avni : Neil......saying Avni hugged her
Neil : kya hua Avni tum itna tensed kyun lagh rahin ho kya hua
Before Avni speak out,,,
Avni Neil heard prakash voice where he cheering bebe name
Both went inside the house
Neil : kya hua dad aap
Prakash : Neil bebe ne khudh ko room mein bandh kardiya darwaza hi nahin khol rahin hain
AvniNeil get shocked
Avni Neil went towards bebe room,,,
All are trying to opened the door
Neil: yeh saab kya ho raha hai mom? Aur bebe khudh ko lock kyun kiya
Shweatha : yeh ussi chingari ka aagh hai joh tum iss ghar mein lekar haa gaya tha Tillu
Neil : kya matlab hai mom
Shweatha : kyun,,,, Avni tumne aab tak Neil ko nahin bataya ,,,
Avni just nodded her head in no mode
Tumare jaankari keliyea batao uss juhi ne hum saab ke zindagi mein ghran bankar bait gayi hai saying shweata tell everything what all happened...
Neil : kyaaa???yeh kya maazak hai
Shweatha : yeh mazaak nahin hai tillu usne kuch paper's bhi diya hai khanna saab tillu ko zara dikayea na
Neil saw the paper's and shocked,,
Prakash : yeh copy juhi ke naam pe beja gaya hai aur tumara copy nahin mil raha hai
Neil : par dad lawyer ne kya kaha????
Prakash : main kabse unhe phone kar raha hoon wo phone hi nahin utta raha hain
Neil : par yeh saab hua kaise???
Shweatha : yeh saab toh hona hi tha Tillu,,, agar ghar mein saap ko paala jaayea toh wo kabhi na kabhi dhase ga hi hain na issliyea main mana kar rahin thi ussey yaha rakhne keliyea,,,lekin nahin kisi ki nahin suni tumne,, uss ladki keliyea sabse behes ki, sabse ladayi ki aur dekh ussi ladki ne hum saabke peet pat kanjar dhop li...joh baat ki dar thi wo aaj saach bangaya aab issi baat se bebe pareshaan hokar yeh saab kar rahin hain,,, Agar tu saab ki kushi chaata hai toh jaa..... Jaakar ussi waqt usko ghar se bahar nikal doh,,, jaa tillu
Neil get anger & went towards juhi room while juhi sitting on the bed
Neil : yeh tum aab yeh kaunsa nayi khel khel rahin ho
Juhi : kaisa khel Neil?
Neil : kyun saabit karne mein thuli ho ki tum meri patni ho
Juhi : Kyun ki wahin saach hai Neil
Neil : yeh joot hain
Juhi : lagta hai tumne court ki paper's ko teek se nahin dekha ho
Neil : sirf court ki papers tumhe meri patni nahin banata samjhi aur tum yeh soch rahin ho ki tum Avni ki jaghaa loghi toh bhool jao na juhi iss janam hai toh kya tum kisi bhi janam mein meri patni nahin kehelogi,,aapna pack up karlo aur nikal jao yaha se...,
Juhi : main apna ghar chodkar kahin nahin jaaungi,, chaayea tum kuch kaho chaayea koi aur kuch kahe,, saach yahin hai ki main tumara patni hoon,,aur uska proof uss court ka paper's,, Hai
Neil : main kisi proof ko Nahin maanta tum meri patni nahin ho aur tumhe iss ghar mein rehene ka hakh nahin hain
Main aab tumhe ek pal keliyea bhi iss ghar mein bardash nahin kar paaunga,,,
Saying he dragged her hand towards out of the house
Juhi : Neil chodo mere haath main kahin nahin jaaungi chodo mere haath,,,
Dekho neil mujhe iss ghar mein rehene ka hakh court ne diya hain tum mujhe aise ghar se bahar nahin nikal sakte chodo Neil......
Neil : court ne kya kaha issey mujhe koi farakh nahin padta samjhi
Juhi : nahin neil iska anjaam bahut bura hogha chodo mere haath
Neil : iss ghar mein tumari kabhi koi jaghaa thi hi nahin, wo meri galti hai joh Maine tumhe iss ghar mein lekar ayya tha,, aab main tumhe ek pal keliyea bhi iss ghar mein bardash nahin kar paaunga
While he dragging her hand towards out of the house,,,, prakash comes and stopped him
Prakash : rukh jao Neil....hum iss taraha juhi ko ghar se bahar nahin nikal sakte
Neil just leave her hand,,,
Abhi abhi mere lawyer se baat hui hain,unhone bataya ki court ne misti ki adoption ke process disposed kiya hai aur uske copy hamare ghar bhej bhi diyea the par mujhe yeh baat samaj nahin haa raha hai ki agar yeh case disposed hua toh humhe kaise pata Nahin chala
Shweatha : phir bhi Khanna saab court humhe majboor toh nahin kar sakta hai na iss ladki ko humare ghar par rakhne keliyea,,
Prakash : kar sakte hai shweatha ji..lawyer ne bataya ki hum logh Juhi ko ghar se bahar nikalenge toh na sirf police, saari mahila ayogh,humare khilaf karwayi karsakte hain,,,
Juhi evilly smiled,,,
Which noticed by Avni
Avni herself : ho na ho yeh saab yeh akheli toh nahin karsakti zaroor iske peeche uss dayavanthi meheta aur uss ragini pandit ka haath zaroor hogha....
Juhi : accha Neil main Apni room mein jao saying she left
Here Neil called lawyer
Neil : Agar aapne notice bheja hai toh humhe notice mila kyun nahin????yeh cheeze aap mujhe pehele bata deni chayiea tha,,,, arrey mujhe samaj kyun nahin haa raha hai aap mujhse aise baat kyun kar rahe hain,,,, Hello..... Hello....... Call wind up...
Lawyer ne phone cut kar diya, itni saalon ki pechaan hain wo aise behave kar rahe hai jaise ki wo hamare lawyer nahin hain wo juhi ki lawyer hain Saying he tierdly seated in sofa
Mere zindagi ka sabse manooz ghadi pal jab main peheli baar juhi se mila tha,,, ussey bhi manooz pal jab main ussey pyaar karke baita aur mere zindagi ka sabse badi galti tab hua jab Main uss raat khudh ko bhoolkar baita agar uss raat kuch nahin hua hota toh aaj mujhe yeh din dekhne ko nahin milta....naa jaane aur kitna tofaanon ka saamna karna padega humare rishtey ko!!!!!!!!!!!
Avni heard all these thing's,,,,& went towards him
Avni : Neil humhe kisi bhi tofaan se darne ki koi zaroorat nahin hain, hum dono ko ristha atoot hai isse koi nahin thod sakta,,,humhe koi alaagh nahin karsakta,,,humare pyaar ne hamesha neeyathi ke faisley ko chunothi diya hain, tum tension maat lo Neil jeet hamare pyaar ka hi hogha....
Hearing get Neil just hugged her
Avni : Neil main abhi ayyi saying she went to juhi room,,,,
Looking Avni there,
Juhi : kya baat hai Avni tum iss waqt yaha kaise
Avni : matlab
Juhi : matlab yahin ki tumhe toh iss waqt Neil ke saath honi chayiea tha na mere khilaf uske khaan bharne keliyea
Avni : wo tumara kaam hogha mera nahin juhi main bas yaha tumse ek hi sawal karne ayiii hoon tum yeh saab kya kar rahin ho aur kyun?????
Juhi smiled
Juhi : wahin joh saach Hai Avni...., Aur kyun kar rahin hoon yahin tha na tumare dusri sawal toh suno Neil mera hain
Avni just looked on,
Kyun ki main Neil ka pehela pyaar hoon
Avni : pyaar thi patni nahin thi
Juhi : wo bhi jaldhi ban jaaungi Avni
Avni : bas juhi....,saach ki toh tum baati maat karna kyun ki tumari saari kaarnaama mujhe pata chalgaya hai toh bhoolo maat
At a moment hearing this Juhi shocked....
Issliyea iss galat femi main maat rehena ki joh misti paidaasish par joh tum joot ki dhaaga bannayi ho wo mere haath se toot na jaayea,,,
Juhi : kya karogi jaakar saab ko batayeagi ki misti Neil ki beti nahin Vidhyut ki beti phir uski baadh kya????? Tumhe kya lagta yeh tumari baat par koi vishwas karega kabhi nahin issliyea tum chup ho aur aghe bhi tumhe chup hi rehena padega Avni
Avni : nahin juhi main chup nahin rahungi saab ko saach pata chali jaayeaga,,ki misti Neil ki beti nahin hai aur nahin tumare aur Neil ke beech kabhi kuch hua tha yeh saab tumare chaal thi bas....,
Juhi : tujhe khudh maloom nahin hai Avni tum kya karne jaa rahin ho,tum ek aisi saachai saabke saamne laana chaati hain joh itni waqt tak tum chupa rahin thi
Avni : haa juhi main chup thi par aab main chup nahin rehe sakti kyun ki meri shaadhi shudha zindagi ko bachane keliyea mujhe yeh saach saab ko batana hi hogha
Juhi : iska anjaam jaanti ho na Avni
Avni : saach Anjaam hamesha jeet hi hota hai juhi , Aaj yeh saach sabko pata chalkar hi rehega juhi aur iss saach ko tum apni aankhon se dekh lena saying she turned to leave
Juhi : ek minute Avni tum kisi ko yeh saach baata ne se pehele bas misti ke baare mein zaroor sochna kyun aghe uski zindagi ko hell banane wali tum ho main nahin..... Usko badhnaami ke siva tum kuch nahin deh sakti aur ek baat joh najaayas bankar tumne joh zindagi bitayi wahin zindagi tum misti ko dena chaati hoo,,,,
Avni get emotional thinking about Misti future,,,,
Joh moo boli maa ne maan nahin rakha,,,,,Kyun ki ek najayas bacchi ko iss society kaise dekta hai iss baat tumse accha kaun jaanta hain Avni saying she left.....
At a moment Avni remembered her child hood days and broken........,

(Avni Neil) Kis Desh Mein Hain Mera Dilजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें