A Step Closer.

1.8K 163 45
                                    

Chandni entered and giving a plate to Bondita said : Yeh le khaana khaa le.

Bondita: Mujhe nhi khaana. Mujhe yahan se bahaar nikalna hai.

Chandni: Kaha na khaale. Ek baar jo yahan aa Jaye toh wapas nahi jaata.

Bondita: Aur mein tumhe galat saabit karke rahungi. Mein yahan se jaungi. Zaroor jaungi aur baaki masoomon ko bhi yahan se Bahar leke jaungi.

Rasiya looked at her with surprised emotions and internally thanked Durgaa Maa , to send a rescuer to save them.

Chandni got enraged by what Bondita said and raised her hands to slap her. But Rasiya held Chandni's hand and pushed her.

Rasiya: Chandni, hadh mein raho. Kisi ke upar haath uthane ka tumhe koi adhikaar nahi hai.

Chandni: Adhikaar hai. Iss Kothe mein jo ek baar aa Jaye uske saare adhikaar cheen liye jaate hai. Iske bhi cheen liye jayenge. Woh bhi bohot jald.

Bondita: Adhikaar cheene na cheene woh baad ki baat hai. Pehele yahan se jao warna yeh jo saamne deewaar hai woh pe chipkali ke tarah chipka dungi.

Chandni gave a look to both of them and went outside closing the door.

Bondita: Aapne mere liye awaaz uthaya? Badi hairaan kar dene waali baat hai.

Rasiya smiling: Zaroor lagegi. Kyunki tumne yeh socha hoga ki mein bhi tumhe maarungi yaa dhamkhaungi.

Bondita nodded while Rasiya replied looking at the blank sky: Sab ek jaise nhi hote. Yahan koi bhi apne marzi se nahi aata. Majboori hoti hai. Meri bhi thi...

Bondita: Kaisi majboori?

Rasiya wiped her tears and said : Woh sab baad ki baat hai. Yeh lo khaana kha lo.

Bondita, nodded in no and said : Meri beti ne khaana nhi khaya toh mein kaise?

Rasiya: Tumhari beti hai?

Bondita nodded with a smile.

Rasiya: Naam?

Bondita: Anika.

RC Haveli.

Naina: Anikaa. Anikaa. Kahan ho ?

Kaka while looking under the table: Anu. Kahan ho beta.

Som : Anu, dekho Som Kaka aaye hai. Kahan ho Bahar aao.

Batuk : Aare par kahan jaa sakti hai woh? Gyi bhi toh kisiko Pata nahi chala?

Naina: Pata nhi Batuk , jaise hi dada yahan se nikle boudi ko laane ke liye uske baad se hi nhi hai.

All the men of the house stopped and looked at her with wide eyes. Naina stood confused but soon realised what she said and kept a hand on her mouth.

Batuk : Congratulations. Humari Anika bhaag gyi woh bhi apne baba ke peeche peeche.

Naina: Dada mujhe nhi chodenge Batuk. Ab mein kya karun?

Som : Bhajan karo taaki dada ke khaufnaak chehre ka shikaar na ho.

Naina glared him and said: Yeh sab aapke wajah se hua hai.

Som : Meine kya kiya?

Naina: Naa aap mujhe apne paas bulati aur naa Anu jaati. Dada aayenge toh mein aapka naam le lungi.

Rudhita - Jeene Bhi DeWhere stories live. Discover now