Anirudh was laying on his bed while remembering the conversation between him and sumati maa's when he went to meet with her.
Flashback - Anirudh went to his mother's house for taking blessings. "Maa aaj apke bete ko apki duao ki bahot jarurat hai" Anirudh told to sumati. "Mera aashirvaad hamesha tumhare sath hai anirudh beta, hemesha tarakki karo khoob naam kamao aur apna business badhao" Simat gave blessing to him.
"Maa aap bahut achi hai kash apki tarah bondita bhi samajh paati" Anirudh told. "Anirudh beta usne jo kiya, uske liye me use kabhi maaf nahi kar sakti. Par ab apko apni life me aage badh jana chahiye." Sumati told to anirudh. "Galti to meri hi hai jo me samajh hi nahi paya bondita ko, nahi samajh paya uski khamoshi ko, nahi jaan paaya uski takleef ko, ki vo kya kehna chahti thi mujhse, mere puchne par bhi usne nahi bataya ki vo kyo kar rahi hai aisa" Anirudh blurt out the truth. "Har kisi ke ladki ke naseeb me aap nahi hote anirudh beta, isliye purani baato ko bhulkar ek nahi shuruaat karo, aap mini se shadi kar lo, bondita jaha bhi ho mujhe usse koi mtlb nahi hai....aap bhi use yaad karna chod dijiye" Sumati suggested.
"Han apko shaadi kar leni chahiye anirudh babu, pata nahi vo karamjali kaha mooh kala karva rahi hogi. Pata nahi kiske paap ki nishani liye hogi" Mami cursed bondita. Which is not listen by anirudh. "Maami apko bondita ke baare me aisa nahi bolna chahiye, usne jo kuch bhi kiya anjane me kiya agar mujhe pata hota ki usne sumati maa ke ilaj ke liye paise liye hai, to me kabhi uske samne ye shart nahi rakhta, mera shart rakhna hi galat tha! usse pyaar to kiya par usko samajh nahi paaya. Nahi samajh paaya apni bondita ki uljhan ko" Anirudh told to both.
"Par anirudh babu apne use bataya kyo nahi ki uski shadi apke saath hi tay ki thi hamne. Agar aap bata dete to shayad aisa nahi hota" Sumati asked. Anirudh took deep breath and said to her "Me us par uski bina marji ke koi bhi cheez force nahi karna chahta tha, me bas uske dil ki baat janna chahta tha. Phir me use khud batata ki sumati maa ne ham dono ki shadi fix kar di hai bondita. Par usne ye baat sunne se pahle hi mere proposal tukra diya tha" Anirudh told.
"Maine to pahle hi kaha tha ki pagal ko ghee aur tel me antar nazar nahi aata tabhi to usne anirudh babu ko chod kar bhag gayi kisi aur ke sath" Mami taunted.
Anirudh busted into anger and said to mami "Bondita bhagne walo me se nahi hai, uski jarur koi bahot badi majburi rahi hogi jiski vajah se usne aisa kadam utahaya hai" Anirudh told to them. "Me me bondita ko jarur dhoondhunga, agar mera pyaar sachha hai to mujhe bondita jarur milegi" Anirudh told to them and left from there.
Flashback end."Bondita tum itni badal jaogi Maine kabhi socha bhi nahi tha, tumne mujhe bataya bhi nahi ki tumne shadi kar li hai aur tumhari ek beti bhi hai" He said to himself.
"Bondita ek baar to mouka dekar dekhti, me hamare bich ki saari misunderstanding door kar deta. Me nahi janta ki us raat ke baad kya hua tha jiski vajah se tumhe ghar chod kar jaana pada." He said to himself.
He said further "mujhe bondita se milkar baat karni hogi.... Engagement se pahle....lekin vo mujhse baat hi nahi karna chahti hai" He confirmed to himself.
On the other hand bondita was thinking about his upcoming engagement "aap to sach move on kar chuke hai" She said to herself. "Acha hi hai jitni jaldi unki shadi ho jayegi utni hi jaldi me aur nimmi yaha se chale jayenge... Lekin rohan ki shadi kara ke, kyoki me ab apne dil aur guilt nahi rakhna chahti rohan ko khushiyaan chin ke" Bondita said to herself while remembering Roman's sacrifice to herself.
"Rohan tumne jo kiya me use kabhi bhula nahi sakti, ek sacha dost kya hota hai ye tumne mujhe bataya. Par me tumhe kabhi us nazar se dekh hi nahi paayi, jis tarah ek ladki apne pati ko dekhti hai. Am sure ki tumhari kismat me mujhse bhi achi ladki hogi. Tumne jo mere aur nimmi ke liye kiya me use kabhi nahi bhul paungi" She praised rohan's sacrifices. "Aur ye bhi nahi kabhi bhula paungi ki unhone kis tarah kisi ki majburi ka faida uthaya" She said while tears escaped from her eyes.
YOU ARE READING
Obsession Or Fate! (Completed ✅)
RomanceIt's a story of obsession or fate. Anirudh Roy Chowdhury a big businessman of a Bengal who is arrogant and rude by his behaviour, and stone hearted person. He obsessed with a girl whose name is Bondita. She is open minded girl who believes in realit...