Chapter 20

546 80 39
                                    

Anirudh was driving a car engrossed in something. And also fuming in anger. He already dropped nimmi at her home. He was thinking deep and suddenly something fishy idea came into his mind and smirked. "Bas bahot hua! Tumne mujhe bahot tadpaya hai bondita.......iski punishment to tumhe milegi, jo tumne kabhi sochi bhi nahi hogi, abhi tak tumne sirf mera pyaar dekha hai ab tum mera gussa dekhogi" He said in mind while gritted his teeth in anger.

Bondita came to sumati's home for giving surprise to her mother. She thought in mind "me maa ko apne villa me le jaungi.....jo maine unke liye liya hai" She thought. She said all this to sumati. As sumati listen her talk someone slapped bondita on her cheeks. Bondita looked at that person and saw it was maami. "Mami!" A little voice escaped through her lips. "Khabardar jo tune apne mooh se didi ka naam bhi liya! Mar gayi hai teri maa tere liye" Mami shouted on her.

"Par... Maa.... Aisa kya hua hai jo tu mujhse baat bhi nahi karna chahti hai!" Bondita asked with teary eyes. "Ye tu mujhse puch rahi hai! Paanch saal pahle khayal nahi aaya tha apni maa ka! Use chorke jaate vakt.....bhul gayi thi ki teri maa bhi rehti hai kahi? Agar us insan ne hamari madad nahi ki hoti to pata nahi aaj ham kaha hote" Sumati told.

Bondita looks at her surprisingly. "Kis... Kis insan ki baat kar rahe ho aap! Kisne apki madad ki!" Bondita asked with regret way. "Anirudh! Anirudh babu......vo hi the jinhone hamari madad ki hame use karj se nikala jo tu hame dekar gayi thi, unhone hi hamari dekhbhal ki, jab tu apni bimar maa ko chod kar bhag gayi thi apne ashiq ke sath" Sumati told. Bondita also shocked listen her reply.

She thought at the moment "jo insan kisi ki majburi nahin samajh sakta vo kisi ki kya hi help karega, maa ko unka sach nahi pata hai, lekin jab maa ko unka sach pata chalega.......to apko bhi pachtava hoga us insan par bharosa karke, jis par maine kabhi kiya tha!" She said in her mind while totally engrossed in her thoughts.

"Me yaha se kahi nahi jaungi bondita! Tujhe jaha jana hai tu jaa. Ab anirudh mere bete jaisa hai aur me teri tarah use dhokha nahi de sakti, ek baar uska dil tut chuka hai ab me usse uski maa ke hatho uska dil nahi tutne dungi" Sumati told all the things to bondita.

"Par maa aap jante nahi ho us admi ko, jo kisi ki majburi nahi samaj sakta vo kisi ki kya help kar sakta hai, unhone apke bholepan ka faida uthaya hai......jis tarah unhone kabhi mera fai......." She stopped in middle as she realised what she is going to say.

Sumati told in anger "Koi faida nahi uthaya hai unhone ham logo ke bholepan ka, jab koi saath nahi aaya tha to sirf anirudh babu hi aaye the hamari madad karne, na ki teri tarah yaha se bhag gaye the!" She scolded her.

"Sab kuch chin liya unhone mera, pahle meri maa, aur ab unka bharosa.....me kabhi maaf nahi karungi apko, kabhi nahi" She said in mind.

"Maa teri bondita jaa rahi hai lekin me us insan se badla jarur lungi jinhone meri maa ko bhi mujhse door kar diya" She said all the things and left from there.

"Is ladki ko me kaise samjhau! Ki anirudh hi tha vo insan jisse iski shadi hone wali thi, ab to anirudh babu ko bhi bondita se shadi nahi karenge ye jankar ki bondita ki ek bacchi hai vo shadishuda hai" Sumati said to God.

"Apne ab tak jo mere sath kiya maine uske liye maaf kar diya tha, par apne meri maa ko bhi mujhse chin liya......aap kyo baar baar meri life me interfere kar rahe hai......kyo nahi jine dete hai mujhe shanti se! Kyo piche pade huye ho aap ab bhi, ye jante huye bhi ki meri ek bacchi hai!" She said to herself.

She was driving a car she saw nimmi who was buying ice cream with driver. "Nimmi!" Bondita called her name. "Mumma aap!" Nimmi exclaimed. "Chalo nimmi me apko ghar chor deti hu" Bondita said nimmi sat beside her mother.

Bondita put aside her anger and asked nimmi "apki ptm kaisi rahi nimmi?" Bondita asked while driving "it was awesome mumma, teacher praised in front of chocola......mean in front of my father" Nimmi corrected herself.

Obsession Or Fate! (Completed ✅)Where stories live. Discover now