Kriti: Hmm.. yaha nervous hone ka option nahi hai naa..
Karan: Hmm.. matlab mujhe tumse jab bhi baat karni hogi text pe karni hogi?
Kriti: kyu?
Karan: Kyuki aamne saamne to tum baat karti nahi ho..
Kriti: I am sorry for that..
Karan: Just kidding.. mujhse baat to tumhari mai karva ke hi rahunga..
Kriti: Now.. I am not sure about it!
Karan: I am..
Kriti: Well then..
Karan: kya kar rahi ho?
Kriti: Cupboard ki safai! Ghar pe koi nahi hai so everything's a mess..
Karan: Akeli ho? Mai aa jau?
Kriti: What?
Karan: nahi.. I mean company ke liye.. mai Khushi ko chhodne aa jau? Matlab mai Khushi ko chhodke wapas apne ghar aa jaunga..
Kriti: Mai khud Khushi se baat kar lungi.. Okay bye..!
(She goes offline)Karan: Offline.. direct offline chali gayi? Freakkk.. mai bhi kaisa idiot hu... Pehli baar acche se baat kar rahi thi aur maine kya bol diyaa.. Idiott!! Idiottt hai tu Karan.. iss duniya ka sabse bada idiott!!
(While, at Kriti's home)
Kriti: Whatt was thatt.. damn.. waise hai to banda kaafi smart.. kaafi accha cover up kiya.. lekin I am shocked!! Ye insaan aisi baatein bhi kar sakta hai.. romantic types.. (blushes) jaise mai uski girlfriend hu.. godd Kriti.. Fiancé hai tu uski.. lekin wo to jabardasti ye shaadi kar raha hai na.. it's nothing like wo bhi mujhse pyaar karta hai.. mai nahi jaanti wo mujhse kabhi pyaar karega ya nahi.. but I am happy atleast he cares for me.. I can totally live with that.. ohh godd lekin ye kamre mein jo itna saara mess hai iska kya karu? Socha tha saaf safai karungi aur saare kapde lingerie ke saath bikhre pade hai puri room mein and I am hell tired.. mai abhi aur kaam nahi kar sakti.. Khushi ko hi bula leti hu.. bohot dino baad mauka mila hai to chill out..
(She calls Khushi)
Hello Jaan.. sun na..Khushi: Haa bol na..
Kriti: mere ghar aaja na please.. mai akeli hu aur mom dad aur nani to kal shaam hi lautenge.. aaj raat yahi rehne aaja naa..
Khushi: Umm greatt.. aati hu mai.. accha lekin abhi thodi der ke liye sabko bula le? Yash, Shiv, Karan, Jannu di.. maza aayega.. let's party..
Kriti: No issues.. mai khaana order karti hu phir.. saath mein dinner bhi kar lenge..
Khushi: perfect.. okay then.. mai sabko inform kar deti hu.. aate hai hum ek ghante mein..
Kriti: okay done.. chal bye..
(Call disconnected)Kriti: Ohh shitt.. ye room gayi bhaad mein.. living room saaf karni padegii.. aur khaana bhi to order karna hai..
(She orders food and starts cleaning the living room. After cleaning she decides to make cold coffee for everyone and before she could finish the door bell rings and everyone comes. She opens the door and welcomes everyone in but Karan kept staring at her and she became conscious about it as soon as she realised)
आप पढ़ रहे हैं
Unknowingly Married
Любовные романыMarriage... the most beautiful event in everyone's life, which we wish to enjoy every event and cherish every moment. It is a kick start of new adventure in two individuals life, with the ultimate aim of becoming one soul two bodies. Though the brid...