Part-16

2.6K 317 207
                                    

Part 16 -- 'Happy' birthday ?

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Part 16 -- 'Happy' birthday ?

Author's Pov

8 days before birthday,

Phone conversation

Bela: You took your medicines right? Aur abhi fever kitna hai? khana sab usi diet ke hisab se khaya ke nhi. I told the cook that you need....

Mahir: Haan ji, maine khana usi diet ke hisab se kha liya aur dabai bhi le li. Ap bilkul tension mat lijiye.

Bela says laughingly: Good boy, Mr. Bodyguard.

Mahir: Aj to ap ka dinner bhi tha na, wo, wo kaise rha.

Bela: It went good. Hum sab landscapes and areas ke saath saath baki sab bhi finalize kar li.

Mahir: Hmmm, accha, Asad is a good guy, know?.

Bela: Haan, matlab. He is quite easy to work, and he is so understandable also. Tumhe kya hua aise kyun pooch rhe ho.

Mahir: Nhi, yaise hi.
Ap dono bilkul ek jaise ho. Matlab ap dono ka choices ,kaam , thoughts, status I mean sabhi bohout hi similar hai, nhi!

Bela: Haan, hum kaafi ek jaise sochte to hai, isliye kabhi kam karte waqt problem nhi hota. Aur strangely hum kafi jaldi friends bhi ban gaye.

Mahir: Hmmm

Bela: Lekin mujhe yeh samajh mein nhi aa rhi, ki tum suddenly itna kya interest le rhe ho. main 1, 2 din se notice kar rhi hoon. Kya baat hai Mahir.

Mahir: Nhi, just as usual. Asad must be very...

Bela: Yeah, he is very friendly, and kind. I think tum sahi the. Wo tumhe waise to hurt kar hi nhi sakta. Wo to kafi sorry bhi feel karta hai us waja se.
Aur tumhe to main batana hi bhul gayi mujhe kal hi pata chala, pata hai wo abhi bhi India mein kafi sare NGO , orphanages, old age home ke saath bhi joined hai. He is really nice.

Mahir: Hmmm. Great. He is really Perfect.

Bela: Accha, ok, Abhi mujhe yeh sab bat nhi karni. Tum jaldi se thik ho jau. Aur hum hamara practice fir se start karenge.

Mahir: Ap to waise bhi bohout kam time pe bohot acche se sikh gaye ho. You don't need me anymore. You just need to practice.

Bela: Accha, Mahir. Please main ek baar jake tumhe dekhke aa jaun. Please. Pakka. Main uske bad wapas chali aaungi, tumhe bilkul tang nhi karungi.

Mahir: No mam. You must've very tired.

Bela: No, I am not. 2 din ho gaye, hum mile nhi...

Mahir: I need to sleep, you know. Mujhe thik bhi to hona hai. Jab tak apke pas koi apka khayal rakhne na ajaye.

Bela: I think, tumhara wish bohot hi jald puri hone wala hai. Kya pata koi sacchi mein aa jaye mere humesha ke khayal rakhne wala.

Mahir didn't say anything.

Perfectly Opposite Where stories live. Discover now