EK MULAQAT MEIN🎸

5.4K 349 122
                                    

Mahila Police Thana, Lucknow.

Pushpa Singh is standing in front of Lord Shiva's idol folding her hands and joining her palms and praying something very serious. Let's see. 

"Hey Shiv Ji..! aap toh jaante hi hain ki ye mahila police thana maddam sir ki aane ki wajah se kitna mash-hoor hai... lekin humari Sub- Inspector madam jo ki maddam sir ke saare orders maanti thi unka transfer Malihabad mein ho gaya hai..." 

Shiv Ji be like, "point pe aao"

"haan toh hum bas aapse ek chhoti si cheez maang rahe hain bas ki aaj jo nayi S.I. aane wali hain na... vo bhi pichli S.I.  Shreya madam ki tarah shaant aur seedhi ho... taaki hamare parivar mtlab ki thane mein shanti bani rahe..." 

Shiv Ji be like, "aage aage dekho hota hai kya😎...!" 

"aap hame double cross toh nahi karenge na shiv ji??" 

Shiv ji be like, "hahahahahaahahahahaha.😈..!!!" 

Suddenly someone tapped on her shoulder, "Pushpeeeeeee!!!" 

"Santuuu!!! ama kitni baar bola hai tumse... aise peeche se mat daraya karo... dekh rahi ho na hum shiv ji se zaroori baat kar rahe...." Pushpa Singh chided

"Pushpa Ji... new S.I. aa rahi hain... aapko preparations mein help karni chahiye... aur aap yaha par Shiv ji se gappe maar rahi hain..." Santosh said 

"kaisi preparations... ama kahan ki preparations... aur hum kyu karein preparations... S.I. aa rahi hain... pradhan Mantri nahi..." Pushpa Ji said irritated. 

"Pushpa Ji aapki baaton se lag raha hai aapko new senior se koi problem hai..." Santosh asked teasing her

"problem kya hogi... pata nahi kaisa swabhav hoga unka... hume toh darr lag raha hai..." Pushpa Ji said worriedly

"maan lijiye pushpa ji... agar S.I. madam gusse wali hui toh?? aur agar aate hi aapki class laga di toh?? aur agar aap unki dushman ban gayi toh...?? kya hoga pushpa ji aapka??" Santosh said suppressing her giggle and Pushpa Singh gulped in fear. 

Shiv Ji be like, "tathastu..!"

-

Haseena Malik's cabin...!

She was sitting on her chair checking some files again and again in hurry. She opened her laptop and was searching for some documents when her eyes fell on a photograph and she suddenly stopped. Keeping her face on her palm, she started adoring the picture. It was an old photograph of two little girls one of four years and one of six years, playing in the park and a lone tear escaped from her eyes.

"kishu kahan hain aap... kitne saal ho gaye...kitna miss karte hain aapko.... hum kaise dhoonde aapko... bas ye hi tasweer hai aapki hamare paas... aapka asli naam bhi nahi pata hume toh..." She said to herself getting emotional. 

Her wave of emotions was halted by the sudden entry of Pushpa Ji into her cabin. 

"Jai hind Maddam sir..." 

"Pushpa ji... Jai hind...! kahiye..." Haseena said.

"vo maddam sir... abhi headquarters se call aaya hai... maternity hospital ke bahar vaha k staff ne dharna de diya hai aur road block kar diya hai..." 

"thik hai cheetah aur Santosh ko bol dijiye thana sambhalne ko... aur aap hamare saath chaliye..." Haseena ordered

"Ji maddam sir..."

-

"saaantu ji... saantu ji....pileej hamara baat to suniye..." Cheetah pleaded with his crying face.

TALES OF THE HEARTजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें