Karishma went out of the kitchen with her sweet dish she had made. Everybody smiled seeing her as they were desparately waiting. Putting the bowl of halwa on the dining table, she began serving it to Ammi. 
                              "Wah bhabhi ji! Kya khushboo aa raha hai... Matlab ekdum kamaal...!! Laaiye laaiye jaldi laaiye" Cheetah said excitedly. 
                              "Laaiye laaiye hume bhi dijiye" Pushpa ji said  
                              "Na Pushpa ji... Aap nawab Sahab ke saath jazzu ke golgappe khaiye jaa kar" Karishma teased her. 
                              "KARISHMAAAA!!!! AMMIIIII!!!!" A loud scream from the kitchen pierced their ears. 
                              "H... Haseena..." Karishma mumbled. 
                              "Appi ko kya hua??" Santosh asked panicked. 
                              "Hume pata hai kya hua hai... Karishma beta jaao dekho jaa kar" Ammi said. 
                              "Haan ammi" Karishma immediately hurried towards the kitchen. 
                              Extremely worried and scared, as she reached at the door of the kitchen she found Haseena standing on the stool squeezing her eyes shut. 
                              "Haseena...!! Ka hua aapko??" She asked loudly and worriedly. 
                              Outside, 
"Cheetey? Kya hua hoga??" Santosh asked.
                              "Kuch nahi Santu ji! Haseena di ne kitchen mein cockroach dekh liya hoga" Cheetah answered. 
                              "Kya?? Maddam sir cockroach se darti hain!!!" Santosh asked shocked. 
                              "Are aapko nai pata... U toh itna darti hain cockroach se ki kaa bolein..." Cheetah said. 
                              Inside the kitchen, 
"K...karishma... Bachaiye... Please... Yahan par...yahan par...." Haseena said scared. 
                              "Haseena...hum...hum aa rahe hain" Karishma entered inside and held her hand. 
                              "Ab bataiye kya baat hai" she asked. 
                              "Wo...wahan par... Wahan par COCKROACH hai!!!!!!!🦗🦗" Haseena screamed frightened pointing towards a corner. 
                              "Acha... Cockroach...(suddenly realised) kaaaaaa!!! Cockroach...!!!! AAAAAAAAAAAAAAA!!!!" Karishma shouted and herself jumped on the stool Haseena was standing and stood on Haseena's legs. 
                              "Karishma kya kar rahi hain aap" Haseena whispered. 
                              "Aapka dimag kharab hai...!! Pehle nahi bata paa rahi thi ki cockroach hai yahan par ...??" Karishma asked angrily while holding her tightly..
                              "Shhh... Dheere boliye" Haseena whispered. 
                              "Kaahe?"  
                              "Arre cockroach sunn lega" Haseena said..
                              "Ek minute...! Aapko cockroach se darr   lagta hai Hassie?" Karishma asked raising her eyebrow. 
                              "Nai...nai toh...! Wo... Woh toh bas....
ek second... Idhar suniye zara... Darr toh aapko bhi lagta hai" Haseena asked glaring at her..
                              "Are nai nai... Humko Darr nahi lagta..." Karishma said with a nervous chuckle. 
                              "Toh aap cockroach ka naam sun kar stool mein kyun chadh gayi... Oopar se hamare paeron par khadi hain..." Haseena asked. 
                              "Arre hum toh isliye chhad gaye ki aapko darr na lage... Hehe😅" Karishma said. 
                              "Sab samjhte hain hum... Darpok kahinki...!! Badi aayin... Kahan hum aapko madad ke liye bula rahe thy aur kahan aap humse chipak kar khadi hain" Haseena said. 
                              "Haseena bakwas mat kariye... Bhooliye mat hum aapki madad ke liye aaye hain yahan" Karishma said. 
                              "Haan aur ab aapko khud madad ki zaroorat pad gayi hai...huh! Aur ziada hiliye mat varna hum dono neeche gir 
Jayenge" Haseena said. 
                                      
                                   
                                              आप पढ़ रहे हैं
TALES OF THE HEART
FanfictionThe story featuring our beloved on-screen pair, the two super cops of Lucknow women police station Haseena Malik and Karishma Singh.
 
                                               
                                                  