BIN TERE🎸

2.1K 205 96
                                        

"Ama pushpa ji, kaahe? Kaahe pichle do ghante se Shivji ko pareshan kar rahi hain..." Karishma asked to Pushpa ji who was standing in front of the temple inside the station itself.

"Shhh..." Pushpa ji shushed her between her worshipping.

"Madam, Pushpa ji boht busy hain... Chaliye hum sab chai pee kar aate hain" Santosh said.

"Santu ji , chaliye na coffee pe chalte hain aaj" Cheetah said.

"Ayye bhakk" karishma scolded him and Santosh giggled.

"Sawry madam sawry!" Cheetah backed off.
"Vaise Santu ji, ee pushpa ji itna Puja kaahe kar rahi hain? Inka lalla bhaag gaya kya kisi Haseena ke saath..." Cheetah asked out of curiosity.

"Hmmmmm" Pushpa ji said in stern voice.

"Ama oo...!!! Topa aadmi... Haseena ke saath matlab???" Karishma asked angrily.

"Madam, madam, Haseena nai, kisi Haseena, matlab koi sundar ladki..." Cheetah explained frightened.

Pushpa ji finished her prayer and turned towards them..
"Ama kya hai...? Kya hai tum sab ko??" She asked irritated.

"Maaa... Kya hua maaaa!!" Billu asked.

"hum shiv ji se Haseena madam ke liye prarthna kar rahe thy ki wo unhe sahi salamat wapas bhej dein" She said with creased forehead.

"Accha... Kijiye kijiye!... Lekin thoda thaane ke kaam bhi kar lijiye, kaa hai ki maddam sir hain nahi toh thaana jo hai, hum sab ko sambhalna hai, khaas kar humko, samjhi aap, head constable Pushpa Singh" Karishma said proudly and in a warning tone.

"Kya matlab hai aapka?? Maddam sir nahi hain toh aap yahan par jo mann karega wo karengi?? Raaj karengi yahan par??" Pushpa ji asked.

"Bhabhi!! Bhabhi!!✊✊" Cheetah raised slogans of Karishma.

"Appi!! Appi!!✊✊" Santosh too joined him for their safety.

"Haan Pushpa ji! Hum hain yahan ke baadshah! Jab tak maddam sir nai hain. Unke baad sabse senior hum hi toh hain" Karishma teased her more.

"Aa...aisa kuch nai hota hai!! Maddam sir se aapki shikayat karenge... Phir pata chalega aapko!" Pushpa ji said.

"Wo toh bhaiya abhi hain nai yahan par...! Ab aap bataiye hamare orders follow karengi ya phir karein aapka line hajir??" Karishma scared her.

"H- hum darte nai hain aapse...! Hum awaaz uthayenge... Inquilab! Zindabad!!!" She started coughing suddenly.

"Santu paani do... Inko!! Inquilab apni Umar bhool gaya hai" Karishma teased her and went outside the station to have tea.

"Pushpa ji paani" Santosh said innocently.

"Hmmm" PS glared at her.

"Idhar aao badnaam" Karishma called him after having a sip of tea.

Badnaam went to her with a pleasant smile..." Ji madam?"

"Are re... Aaj toh e badnaamwa gaya" cheetah said.

Karishma stood up and placed the tea cup on the table and slapped him so hard that he go round n round.
"Harr roz ye zeher dena zaroori hai tumko??? Kabhi accha chai nai bana sakte tum??"

"Sorry madam ..." He said rubbing his cheeks.

"Bhabhi ek baat kahein?" Cheetah said hesitantly.

"Tum pagal ho?? Thaane mein humko bhabhi kaahe bol rahe ho??? Aur ek minute, hamara shaadi hua bhi nai hai abhi tak!" Karishma chided.

"Are madam, shadi toh aapka ho hi jayega na... Aap aur Haseena madam kitna jaada pyaar karti hain ek dusre se... Toh shadi mein kya dikkat...
Dikkat toh hamara jindagi mein hai" Cheetah said worriedly.

TALES OF THE HEARTजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें